मध्य प्रदेश के नीमच जिले में एक खबर छपने से नाराज ग्रामीणों ने भास्कर की होली जला दी. खबर एक स्थानीय डाक्टर के खिलाफ लिखी गई थी. खबर पढ़ने के बाद ग्रामीण नाराज हो गए और अखबार की दर्जनों प्रतियां आग के हवाले कर दिया.
जानकारी के अनुसार डा. सुरेन्द्र सोनी का गिरदोड़ा में क्लीनिक है. यहीं पर वो मरीजों का इलाज करते हैं. जैसा आरोप है कि डाक्टर सोनी से भास्कर के रिपोर्टर मूलचंद खिंची ने पांच हजार रुपये की मांग की. डा. सोनी ने रिपोर्टर को पैसा देने से इनकार कर दिया. इससे नाराज रिपोर्टर ने अखबार में डा. सोनी के खिलाफ खबर प्रकाशित कर दी. जिसमें उनपर कई आरोप लगाए गए. इस खबर को पढ़ने के बाद गिरदोड़ा के ग्रामीण नाराज हो गए. अखबार की दर्जनों प्रतियों को उन्होंने आग के हवाले कर दिया.
Comments on “खबर से नाराज ग्रामीणों ने भास्कर की होली जलाई”
yah sab patrakaarita ke gitre moolyo ka ek udaharan maatr bhar hai..sharmnaak hai aise patrkaaro ka patrkaarita karte rahna.
:o:o:o
bahut buri khabar…
paise lekar khabar publish karne walte stark ho jye.
pathk jagruk hian.
paise mang kar patrkarita ko badnam karne walo par sharm aati hai
bhaskar jaise pratishthit akhbaar ko satark rahana chahiye. top par pahunchana aasan hai, tike rahna mushkil.
Yah patrkarita ke parabhav ko darshata hai. Swastha patrkarita hashiye per jaa rahi hai.
mulchandji ye galat bat hai kam karo per safai se…
pasia ka liya to inho na bhaskar ko badnam kar rakha hai , pahala bharat jaroli se pasia manga to abb doctors se . ara bhai aur bhuat loge hai jinsa pasia dakar kar batha hai.
:(:(:( sham sham sham,
ab iss patrakar ka prabhandan kya karti hai ya dekhna hai ??
bhaskar ko aise hi patrkaro ki jarurat hai…….aisi ghatnao se kam samay me jyada popularity milti hai………popularity badane ke liye nimach ke reporter ko bhadai…………congrets bhaskar
kya docotor duadh ka dula hai ?
bhaskar ko is ki chhan bin karni chahiye. agr Dr dosi hai to Dr ki sand nirast karakar us par Aapradhik mamlala darj karana jahiye. basarte Bhaskar Dam dikhaye. bat Ptrkar jagt ki hai.