भोपाल से सूचना है कि पीपी सिंह को बहाल किया जा रहा है. उन्हें फिर से माखनलाल पत्रकारिता विश्वविद्यालय के पत्रकारिता विभाग का अध्यक्ष बना दिया जाएगा. पुष्पेन्द्र पाल सिंह को पद से हटाए जाने के बारे में महिला आयोग ने कहा कि ऐसा करना गलत है. आयोग ने एक कंप्लेन पर पीपी सिंह व कुलपति कुठियाला, दोनों को नोटिस जारी किया. दूसरे, आज सुनवाई के दौरान शिकायत करने वाली ज्योति वर्मा नहीं पहुंचीं.
आरोप लगाने वाली शिक्षिका डॉ ज्योति वर्मा के न आने से महिला आयोग ने सुनवाई के लिए एक और मौका दिया है और इस बारे में ज्योति वर्मा के पास संदेश भिजवाने को कहा है. उधर, पीपी सिंह से जुड़े लोगों का कहना है कि पहली सुनवाई में ज्योति वर्मा का अनुपस्थित रहना इशारा करता है कि पीपी सिंह के खिलाफ आरोप किसी सुनियोजित साजिश के तहत लगाये गए थे. इसके साथ ही कुलपति के निर्णय भी गलत साबित हो रहे हैं. सूत्रों के मुताबिक विश्वविद्यालय के जो अधिकारी महिला आयोग के समक्ष उपस्थित हुए उन लोगों ने पीपी सिंह को हटाए जाने के मामले में गलती स्वीकार की.
Comments on “माखनलाल में थमेगा बवाल, पीपी होंगे बहाल”
der aaye durust aaye…. ye to hona hi tha…. sachchai ki jeet hamesha hoti hai aur hoti rahegi….
such ka saath bhagwan deta hai. humare pp singh sir nirdosh the or unhe nyay mila hai.
यह सिर्फ पी पी सिंह सर ही नहीं , सभी सच्चे लोगों कि जीत है , अब ज्योति वर्मा पर महिला आयोग क्या कार्यवाई करती है , यह देखने वाली बात है , क्योंकि अपने ही सुनवाई मैं स्वयं ना आना , अक्षम्य अपराध है , अब छात्रों पर से सभी केस भी उठा लेने चाहिए ,
ना तो कुठीयावाला और न ही उनके चमचे कहीं मुह दिखाने लायाक रहे .
sach kabhi harta nahi
ye to hona hi tha. lekin agar mcu ko bachana hai to kuthiyala ko hatana hi hoga.warna wo sanghiyon ki mansikta bhawi patrakaron par lad dega. mahila ayog bhi waise janta hoga pp singh ke bare me. wo to aise vyakti hain jo mahila adhikaron ki purjor vakalat karte hai. lekin ye durvhagya tha mcu ka ki kuthiyala ne use yani mcu ko badnam karne ki koshish ki. khair hame aage se ispar dhyan dena hoga. warna makhanlal ki iggat dhul me mila denge sanghi. kuthiyala ka entrance exam khtam karna ho ya 5 baje ke bad campus se bahar jane ka farman kisi se chhupa nahi hai. jabki jab ham padhte the to kabhi kabhi to rat bhar page banane ke sath class me padhte the. hamari to aisi bahut raten habibganj staion par gujri hai jab kewal chay pikar pp singh hame desh aur duniya ke muddon aur journalism me value based journalist banne ki sikh dete the. mujhe ye bhi yad hai jab mai unse lad jata tha ki aaj kesamy me ye possible nahi to wo kahte the ki man ko majbut rakho ekdin tumk apne man ki kar sakte ho. ek bat aur pp singh ke alawa ek aadaraniya manohar chourey ji bhi the jo rat rat bhar padhate the kewal colddrinks pikar. chourey sir to aaaj bhi rat me hamse galti ho jane par batate hai ki iska upay kya ho sakta tha. waise jo sach tha wo jita yani mera bharosa abhi bhi kayam hai apne vishwavidyalay par.
its a success of the struggle by students!!! they fought gallantly and won back some space!!! it is being tried to convert it in a saffron bastion we all oppose it!!!
Satta badalti h to vichar badalte h. Makhanlal Viswavidalya ke sath kuch aisa hi ho raha h. Akhir kuthiyala ji ko patrakarita vishwvidyalay ka kulpati kyu banaya gaya. Jinhka kabhi patrakarita se dur dur tak nata hi nahi raha.Unhone viswavidalya me aakar pahla kam kiya use hotel banane ka. Ap kabhi mauka mile to jayie pahle didar receptionist se hoga. Fir kahi bhitar patrakarita ki nai paudh dikhai degi.Khair kisi vichardhara ko manna koi gunah nahi. Lekin use manne ke liye majboor karna kaha tak jayaj h. Sri Puspendra Pal Singh ka dubara bahal hona koi mudda nahi h.Unhe to bahal hona hi tha akhir baba(P P SINGH SIR) ke bete uske sath the. Sawal h, Hataya kyu gaya?
jaha tak srimati jyoti verma ka sawal h to wo masa allah h ya ki subhan allah. kas ki unhe mere class ke last student jitna b kuch ata (jo ki mai hi hu) ki as a teacher unki ijjat kar pata. Khair kuthiala ji ko sadar pranam. Ummid h unhe bhopal ki hawae ras aa rahi hongi jaha har do din par 2 ghate ke liye pani ata h magr unke swimming pool ka kya?
pp sir ko mai pichle 10 saal se janta hoon .wo ek behatareen insan hain.
rkjha
9953655180
ye jeet sirf pushpendra paal singh sir ki nhi balki un sab ki hai jo kuthiyala jaise logo ki vichaardhara ke virudh hain,aaj bharat ke prateyk vishvvidhyalay me kulpatiyo ki tanashahi ke saboot milte nazar aa rahe hai,hm shiksha ke bhagwakaran ke khilaf tab tak ladte rahenge jab tak kuthiyala jaiso ki manmani par ankush nhi lag jaata,gandhi ke desh me aur subash ki makahnlaal ji ki matrabhumi par hm tathakatitht deshbhakto ko unki sahi jagah dikha kar hi chain ki neend soyenge..[b][/b][i][/i]
devta jaise insaan, patrkarita jagat ko ache patrkaron ke badi lambi fauj dene wale subhash chandra bose aur bachon ke santh din raat mehnat karne wale push ko to dobara khilna hi tha.