अमरावती के युवा पत्रकार मनोज देशमुख का १० अगस्त को निधन हो गया. वे ३५ वर्ष के थे. मनोज ने दैनिक प्रतिदिन, दैनिक अमरावती मंडल में कई वर्षों तक संपादकीय विभाग में अहम सहयोगी के रूप में काम किया. वे पिछले करीब डेढ़ बरस से बीमार चल रहे थे. मनोज ने बुधवार को अंतिम सांस ली. मनोज अपने पीछे मां, पिता, पत्नी और काफी बड़े परिवार को छोड़ गए हैं. युवा पत्रकार के अचानक और कम उम्र में चले जाने से मीडिया के लोगों में शोक व्याप्त है. उनके परिवार पर तो मानों दुखों का पहाड़ टूट पड़ा है.












Lovekesh raghav
August 14, 2011 at 3:09 pm
ese yuva patrkaar ka etni kamumar main chale jana waqayi dukhad hai kaas kar unke maa baap or patni ko jo chhati hui hai uski kami……sirf waqt kar sake to kar varna bahut muskil hai……bhagwaan unke pariwaar ko dukh sahan karne ki himmat pardaan kare……….
ashwini sharma
August 14, 2011 at 3:48 pm
Manoj jee ki aatma ko upar wala shanti pradan kare…unke pariwao ko himmat mile…
Ashwini Sharama
tv9 maharashtra
DEVANG RATHORE
August 15, 2011 at 5:11 am
bhagwaan manoj ji ki aatama ko shanti de.
surendra gayki
August 17, 2011 at 1:00 pm
Sampadakji, Bhadas4Media.
thanks,
Amravati ke yuva patrakaar Manoj Deshmukh ke nidhan se judi aur mere dwara bheji gai khaber ko prakashit karne ke liye bahut-bahut dhanyavad.
Manoj deshmukh ka yoon asmay gujar jana na kewal Amravati ke liye balki samuche hindi patrakarita ke liye shaok ki ghadi hai.
Matrubhoomi ke sampadak Lt Naagarji ke sanidhya me iss yuva patrakaar ne Amravati ki janta ko apni lekhni se samay-samay par aandolit kiya. Manoj swayam na to kabhi kisi aandolan se juda, aur na hi voh kabhi kisi dal vishesh ka activist raha, kintu jab bhi kalam ke iss sipahi ka mouka mila, usne puri imandari ke sath sarvhara ke dard ko apni lekhni se nai dhaar di.
Manoj ki lekhni ki tarif to swayam Navbharat Nagpur ke sampadak Maheswariji bhi kar chuke the. Unke alava marathi Lokmat ko Amravathi me lauching karane me aham bhumika nibhane wale varishtha patrakaar Manohar Parimal ka bhi margdarshan Manoj ko mila.
Iswar Manoj ki aatma ko chiir shanti pradan kare.
————————Surendra gayki/Aurangabad.