भड़ास4मीडिया के पास आई एक जानकारी के अनुसार साधना न्यूज से दो महीने के भीतर कई लोग इस्तीफा देकर इधर-उधर चले गए हैं. इनके नाम हैं प्रशांत सिंह, सोनिया शर्मा, अंजलि शर्मा, धर्मेद्र सिंह और विकास मल्होत्रा.
सोनिया और अंजलि असिस्टेंट प्रोड्यूसर पद पर कार्यरत थीं. धर्मेंद्र सीनियर प्रोड्यूसर हुआ करते थे. विकास के बारे में बताया जा रहा है कि वे सीनियर एडिटर के पद पर कार्यरत थे. मेल में बताया गया है कि ये लोग पद व सेलरी से संतुष्ट न होने के कारण चैनल छोड़ गए.












Sharma
March 10, 2010 at 9:50 pm
anil purohit ji shayed aap ko time se mil rahe hain jara pichle 3 mahino ki salary ke bare men batye kab aayi aur kin ki aayi……………aur kini baat kar rahe hain jane ke liye akela chana bhad nahi fod sakta (Gussa sab men hai)………….mazburi ka fayeda utha rahe hoo logo ki unko kahi job nahi yahi na par chinta na kare jaldi hi aate daal ke bhaw pata chal jaenge……………[b][/b][b][/b]
Roshan: ji 65 ne join kiya ho sakta hai par aap yah galat kah rahe hai ki 4 ne choda…………….sahab akeel bhai bhi to morya chale gaye galat to nahi
aur in 65 men kitne pahadi nahi hai jara bayenge…………………shayed aap wahi hain jinke pichwade par sahara men …………….rahne dooo kyo kalayi khulwa rahe ho yaha unko paise milte hai jo VOI ne ladhkiyo ko chhedne ke chalte nikale gaye aur unko Bhopal ka Prbhar diya jata hain………….aur 8 mahino men wo Car Kharid lete hai (Yah wahi hai joo Ladhkiyo men chakker men VOI se nikale gaye aur hain OB ka gaban ka aroop bhi to hai…………….jara diyan do shriman ye bachhe jo hard work kar rahe hain unki kya galti hai…..kya wo 5000/- & 7000/- men kaam karenge aur koi 500000/- le kitna bhed bhaw hai
Aur anth men itna hi jo hard worker hai usko roti deta hai upar wala par jo dushro ka huk marta hain usko akhri time men kutta bhi nahi chatta………….words men galti ho sakti hain jara dhiyan se padhe
anil purohit
March 10, 2010 at 10:38 am
rajesh ji sadhna news per reporters ko salary time se hi milti hai aur jo pareshan hai wah kahi bhi jane ke liye swatantra hai. aap chinta na kare.
Rajesh Pandey
March 10, 2010 at 2:27 am
Apne Honhar Reporteron Ko Tankhwah To Time Se Do…… Bechare Paresan Rahte Hain
dinesh sonwaniya
March 9, 2010 at 9:31 am
koi batnahi or essa achi jagha melegi
roshan
March 8, 2010 at 11:33 pm
pichlai do maheeno mai sadhna news mai 65 nai log aayai aur 4 gayai…aana jana to har channel mai laga rahta hai….rahi pad aur salary ki bat to unnati to har aik ka haq hai…lekin pata nahi in char mai sai kitnai padonnat hokar niklai aur kitnai nikalai gaye…agar maloom padai to zaroor bataiyega…
ROHAN KUMAR
March 8, 2010 at 11:15 pm
Don’t very sadhna if u need vt editor u can call me
9135069133
akhaas
March 8, 2010 at 9:28 am
r u good channal ji
Manpreet
March 15, 2010 at 1:14 pm
There’s a little bit of a correction my friend…………………………..A number 6th too………..coz a 19 year boy named as Manpreet(On the assignment MP&CG) kicks on the butt of Sadhna News because of no salary increment. They all are fake all the damn seniors and if Anyone wants some proof then i am ready to give him some proof.>:(>:(
Manpreet
March 16, 2010 at 2:16 am
This would be again very funny coz this time a girl named Sangeeta(in the MP output) kicks off the butt of sadhna & the whole senior staff ……There’s a reason to worry sadhna …kyonki kab tab tum academy se baande laaoge…Aur unse kaam karvaaoge. WAISE BHI PAISE DEENE KI BAARI MEIN TOH TUMHAARI JAAN NIKAALTI HAI ;D;D;D:D:D:D…..GOOD LUCK SADHNA there are more to come.
F**K Off !!
MANPREET SINGH
March 16, 2010 at 6:36 pm
Hey there, If you have sum problem with sadhna news den y the hell are u taking ma name as per your sayings. I had ma own personal problems with sadhna. U are 9body to judge the happenings or mis happenings with me. If you have any problem then contact me straight away…here my ID- [email protected]
MANPREET
(THE ORIGINAL ONE)