
‘आज तक’ पर कुछ यूं दिखा ‘साधना न्यूज’
एंथोनी राम सबसे पहले मौके पर पहुंचे. इस प्रकार साधना न्यूज़ एकमात्र चैनल रहा जो नक्सलियों के हमले वाले स्थान तक पहुंचा. न सिर्फ दुनिया भर के लोगों ने साधना न्यूज़ पर नक्सलियों के हमले की खबर व इससे संबंधित विजुवल देख सके बल्कि उन चैनलों ने भी साधना न्यूज़ की खबर व विजुवल को दुनिया के आगे परोसा जो अपने आपको सबसे तेज और सबसे आगे बताते हुए नहीं थकते हैं.
सुबह से ही आज तक, एनडीटीवी, स्टार न्यूज़, आईबीएन सेवन और न्यूज़ एक्स जैसे चैनलों ने साधना न्यूज़ चैनल की तस्वीरें दुनिया के आगे पेश की. साधना न्यूज के रिपोर्टर एंथोनी राम दिन भर इस खबर को कवर करने में लगे रहे. खबर कवर करने की धुन में उन्हें न तो भूख का एहसास हुआ और न ही कभी प्यासे होने की इच्छा जगी. वे जिस हाल में पहुंचे, उसी हाल में वहां डंटे रहे.
साधना न्यूज़ के नोएडा स्थित मुख्यालय में मौजूद एक-एक कर्मचारी नक्सली हमले से संबंधित खबर को तस्वीरों के साथ सबसे पहले दर्शकों तक पहुंचाने के लिए सुबह से ही लगे रहे. लेकिन कुछ चैनल जो पल-पल की खबरें देने का दावा करते हैं, उन्होंने साधना न्यूज़ की तस्वीरें दुनिया के सामने पेश करके साबित कर दिया कि साधना न्यूज़ ही जनता के दिलों में नंबर वन है. देश के सभी बड़े न्यूज चैनलों पर साधना न्यूज एक्सक्लूसिव की पट्टी चली. ऐसा इसलिए क्योंकि दूसरे न्यूज चैनल साधना न्यूज पर चल रही खबर के विजुअल को अपने यहां दिखाते रहे और इस विजुवल के मध्य में साधना न्यूज एक्सक्लूसिव लिखा रहा, सो, वही पट्टी दूसरे न्यूज चैनलों पर भी चलती-दिखती रही. यकीन न हो तो इन तस्वीरों को देखिए.












AALOK HARIBHUMI BHILAI
April 11, 2010 at 2:58 am
Jaan kar bada hi dukh ho raha hai ki tadmetala kand par ab neton ke sath sath patrakaro me bhi jung chid gayee hai,koan kisne kab khabar break ki ye ab bahas me badalte ja raha hai,lekin ek succhai to sabhi ko sweekar karni padegi ki rathi ko zee 24 me shayad hi aisa koi din jata ho hum darshako ne nahi dekh ho,6 april ko subah 6.40 ko jab humne humesh ki bhati chhennal start kiya to 6 jawan ghayal ki khabar sirf zee 36 gad me aa rahi thi,uske bad jab 12.00 ko 70 jawano ke shahid hone ki khabar aayee to hume bhi zee par bahut gussa aaya ki khabar galt hongi,lekin zee ki khabar ke chalne ke baad crpf ke vijay raman ne pushti ki to mujhhe apni galti par ahshas hua,mai bhadash 4 media ke madhyam se rathi sirf rathi ko naman karta hu bad mai un sabhi reportero ko jisane jaan par khel kar ghatna ko cover kiya,
ishwar patnaik kank tv orissa
April 11, 2010 at 3:01 am
badahi ho rathi lage raho duniya ki parvah na karo,aap kya ho kisi ko praman dene ki aavshkat nahi hai,
SATISH CHANDAK SUKMA
April 11, 2010 at 2:46 am
SRI KANT JI AAP BHILAI ME AGAR HAKIKAT ME RAHATE HO TO AAP KO BASTER KE BARE ME JANANE ME SAMAY LAGEGA, AUR AAP KO BATA DU KI NA MAI RATHI KA HANUMAN HU NA SANJAY, LEKIN AAP NE BINA HAKIKAT JANE LAMBA CHODA COMENTS LIKH DIYA,RAHI BAT KHABAR BREAK KI TO AAP KO BATA DE KI SUKMA KE RATHI KO PATRAKARITA KARTE HUYE 9 SAAL SE ADHIK HO GAYE HAI,AAP KO BATA DE KI YE VAHI RATHI HAI JISNE AAP KE BHILAI KE DAMAD SHRI PRAKASH SONI THANEDAR KO MAHAMAHIM RAJYAPAL KE KAHANE PAR NAXALIYO KE CHUNGAL SE BACHA KAR LAYE THEY,RAHI BAT PRAMAN KI TO AAP 09893460082 ME PRAKASH SONI SE BAT KAR LO,MAI IS BAT KO SWEEKAR KARTA HU KI SADHANA KE ANTHONI NE ACCHA KAM KIYA HAI LEKIN SIRF AKELE VALI BAAT PAR AAJ BHI AAPPTI HAI, KYOKI ANTHONI RAM ,RATHI KE SAATH AMRIT SANDESH,DAINIK BHASKAR KI TEAM BHI GAYEE THI, RAHI BAT MINUT TO MINUT JANKARI KI TO AAP APNA MOBILE NO. RATHI KO DE DE PATA CHAL JAYEGA KI BREAKING NEWS AAP KE MOBILE PAR KAB AATI HAI, KYOKI MEDIA ME SUTRO KA ALAG HI MAHTTAV HOTA HAI,
BHADAS KE MADHYAM SE AAP APNA MOBILE NO LIKH KAR BHEJE
lokesh rai, ghaziabad
April 10, 2010 at 3:48 pm
jo bhi vkaam kare uski tarif honi chaiye…vaise bhi ye mudda rastra ki suraksha se juda hua hai..aur sabhi channel ke apne alag darshak hote hai…aur patrakarita bhi mil kar karne me janhit me koi buraioya nahi hai……
gulshan saifi
April 7, 2010 at 11:10 am
sadhna ne accha kaam kiya hai vo badhai ka patr hai .thanks sadhna
vijay singh thakur
April 10, 2010 at 8:32 am
bahut badhiya bhai …..wakayi tumane kamal kar diya ….aur sadhna news ki to baat hhi alag hahi …. 1 saal me sadhna news ne jo jagah banayi wo dusare channel ke liye sabak hai ……badhayi ho enthoni ko aur sadhna news ko …… sabase age …….sadhna news vijay thakur durg sadhna news
Srikant Pratyush from Bhilai Chhattisgarh
April 10, 2010 at 6:49 am
SATISH CHANDAK FROM SUKMA KA COMMENT PADHA. LEELADHAR RATHI KA AAP HANUMAN LAGTE HO CHANDAK JEE. PADHNE SE TO LAGTA HAI KI AAKE RAM (LEELA) NE ES COMMENT KO KHUD LIKHA HAI AUR AAPKA NAM LIKH DIYA HAI. RATHI JI O KAYAR HOTE HAI JO BANDUK CHALANE DUSRO KE KANDHO KA UPYOG KARTE HAI. “SAB PAR DIKHA SADHANA” KAISE DIKHA ESE KOI V SAMANYA PATHAK UPAR DEKH KAR SAMAJH SAKTA HAI. ESKE LIYE AAPKE CERTIFICATE KI JARURAT NAHI. RAHI BAT BREKING KI. TO BREAKING KI TIMING KO DEKH KAR HANSI BHI AA RAHI HAI AUR TAJJUB V HO RAHA HAI. RATHI JI TADMETLA KE BIHAD ME SUBAH 6 BAJE MUTHBHED SHURU HOTI HAI AUR AAP 6.30 ME 6 JAWANO KE GHAYAL HONE KI KHABAR BREAK KARA DETE HO. YE AAPNE AAP ME BAHUT BADI SACH HAI. LEELA JI AAGAR BREAKING KI KHABAR SAHI HAI TO, NISCHIT ES BREKING KE SUTRA TDMETLA ME MOUJUD NAXALI RAHE HONGE. MAGAR ESPAR BHI VISHWAS NAHI HOTA. KEYOKI, KOIBHI NAXALI BHARI GOLIBARI KE BHICH 6 JAWANO KE GHAYAL HONE KI KHABAR NAHI AAPKO BATA SAKTA. YAH TABHI SAMBHAV HO SAKTA THA JAB AAPKA SATISH CHADAK JAISA HANUMAN BHAKT WAHA SE MAHABHARAT KE SANJAY KI TARAH LIVE AAPKO REPORT KARTE RAHTA. RATHI JI AAGAR AAPKE SUTRA ETNE TAGDE HAI TO MUJHE LAGTA HAI KI AAP 76 JAWAN KE SHAHID HONE KI KHABAR ES PRKAR BHI BREAK KARA SAKTE THE, JAISE (NAM KE SATH) KIS JAWAN KO KITNE BAJE GOLI LAGI, KIS NAXALI NE USE GOLI MARI. JO GOLI LAGI O AK-47, LMG, SLR YA INSAS KI THI. KITNE BAJ KAR KITNE MINUT AUR KITNE SECOND PAR US JAWAN KE PRAN NIKLE. AAGAR ES KAMAL KO AAP KAR DETE TO DUNIYA ME AAJ AAP CHHAYE RAHTE. PATA NAHI AISA KARNE SE AAP KAISE CHUK GAYE. RATHI KE HANUMANO SACHAI KO SWIKARNA SIKHO. SACH SACH HOTA HAI. KAHNE AUR LIKHNE KI JARURAT NAHI PADTI, DIKH JATA HAI. RATHI DUSRE KE KANDHE SE BANDUK CHALAN SE PAHLE YE DEKH LO KI BANDUK KI NAL KIS TARAH HAI. KHABI-2 GOLI KHUD KAR LAG JATI HAI. PURANE PATRAKAR HO KAHANI BANANE SE PAHLE USKI ROUF SCRIPTING KAR LIYA KARO TAB USE BHADAS JAISE LOKPRIYE JAISE PORTAL PAR FINAL TOUCH DO.
anil purohit
April 10, 2010 at 6:38 am
ram aur baki team ko sadhna news indore bureau ki aur se bhi badhai——
parvez ahmad khan
April 10, 2010 at 5:19 am
sansadhano ke aabhao me kam kar rahe hai karmchati suvidhaye bhi nahi hai kripya dhayan de
Shashank
April 9, 2010 at 6:48 pm
Shabash Manoj joshi lage raho.
KC Sharma
April 9, 2010 at 2:15 pm
Chha Gaye Bhaiya Naam Roshan kar diya Sadhna News Ka.
Isse ye saabit huaa hai ki channel ham se hai ham channel se nahi…
AKASHYA BHATT SADHNA NEWS PARIVAR USNE SAHI HEERE KI PAHCHAN NAHI KI.
April 9, 2010 at 2:39 pm
SACCHI AAI MAGAR DER SE:—–
AMIT SHARMA AUR SATISH CHANDAK ki comment padne par itna to crystal clear ho gaya ki . SADHNA NEWS ke Reporter Anthony Ram Ne akele hei Dum nahei dikhaya tha Unke sath me Naxali Mudhbhed wali site me Leela Dhar Rathi Zee 24 ka reporter bhi tha . Aur sabse maze ki baat yah ki dono ne sene ka ek hei admi se Casette Bhijwayee thee jagdalpur.That means Kiske dwara bhijwayee visual ko logo ne dheka ya dhekna tha yah depend karta tha jagdalpur ke Reporter par. Aur yaha baji mar le gaye SADHNA NEWS Ke Jagdalpur reporter MANOJ JOSHI,aur Zee 24 ke Jagdalpur reporter chuk gaye peeche. Real hero behind SADHNA NEWS EXCLUISIVE MANOJ JOSHI ,Mujhe bhei lagta hai hume Manoj ko sabhashi deni chaiye. Rahi baat amit sharma ki , SADHNA NEWS bhei bhul gayi MANOJ JOSHI ko to is baat me bhei dum hai kyouki wakai SADHNA NEWS ne Jagdalpur se SALUTE CERMENOY TO SAHID ka live kiya hai,ANTHONY RAM ko bhei is live me shamil kiya magar,MANOJ JOSHI ko bhul gaya jiske karan SADHNA NEWS har bade channel par SADHNA EXCLUSIVE HIGHLIGHT HO SAKA. so sad to SADHNA NEWS PARIVAR USNE SAHI HEERE KI PAHCHAN NAHI KI.
govind pune
April 9, 2010 at 12:51 pm
satish aap ka lekh hum ne pada vastav me agar ye sahi hai to rathi jaise reaportero se sabhi ko sikh leni chahiye, vaise humne bhi zee 36 gad v zee news me sab se pahale khabar break hote dekha hai
govind pune
April 9, 2010 at 12:59 pm
VERY GOOD ZEE NEWS
HEMANT RAIPUR
April 9, 2010 at 1:01 pm
VERY VERY NICE RATHI
HEMANT RAIPUR
April 9, 2010 at 1:02 pm
GOOD COVEREGE FIRST RATHI AFTER ANTHONY
SO VERY NICE AND VERY BUETY
sanjeev choudhary jabalpur
April 9, 2010 at 11:12 am
anthoni ram ko bahut bahut bhadhaiya;
sanjeev choudhary jabalpur
April 9, 2010 at 11:13 am
anthoni ram ko bahut bahut bhadhaiya
sanjeev choudhary jabalpur
April 9, 2010 at 11:14 am
anthoni ram ko bahut bahut bhadhaiya:)
SATISH CHANDAK AMRIT SANDESH SUKMA
April 9, 2010 at 9:03 am
BHADASH 4 MEDIA ME SIRF SADHANA KO SABSE ACCHA COVERGE KARNE VALA BATANE PAR BADA AASCHARYA HO RAHA HAI. JABKI SACCHAI YE HAI KI 6 APRIL KO TADMETALA KI GHATANA KO JAB KAI REAPORTER NEEND SE JAAGE BHI NAHI THE TAB ZEE 24 GHANTE 36 GAD KE SUKMA REAPORTER LEELADHAR RATHI NE 6.30AM KO 6 JAWANO KE GHAYAL HONE KI BREAKING NEWS KE SATH SURUVAT KAR DI THI” VAHI 8.30 AM KO BANKAR BLAST ME 1 JAWAN SHAHID V TADMETALA ME 2 JAWAN SHAHID HONE KI BAT SABSE PAHALE ZEE 36 GAD NE DARSHAKO KO BATAI THI” VAHI CRPF KE 70 JAWANO KE SHAHID HONE KE PUKHTA SABUT KE SATH SUKMA REAPARTER RATHI NE 11 BAJE KHABAR BREAK KARAI THI” BHADAS 4 MEADIA KO PADANE VALO KO HAKIKAT BATA DE KI TADMETALA KAND KO COVER KARNE ZEE 24 GHANTE KE SATH SADHANA NEWS REAPORTER GAYE THE”RAHI BAT PAHALE VISUVAL CHALANE VALI BAT TO HUM AAPKO BATA DE KI TADMETALA KI KHABAR KI DV EK SATH CHINTALNAR SE SENE KE HELICUPTER ME DANTEWADA SP AMRESH MISHARA KE SATH JAGDALPUR BHEJI GAYEE THI” YAHA TAK KI SABHI JANTE HAI KI ZEE 24 GHANTE NE JAGDALPUR ME APNA KHUD KA V SET LAGA RAKHA HAI AUR TADMETALA KAND KE VISUVAL V SET SE SIDHE RAIPUR ME LIVE KARA DIYA GAYA THA AUR US VAKT GHADI ME 5.30 PM BAJE THEY”YE SAHI HAI KI SADHANA REAPORTER NE HIMMAT DIKHAI HAI LEKIN AKELE NAHI” YE SAHI HAI KI ZEE 24 GHANTE NE VISUVAL KISHI DUSRE CHHENNAL KO DENE KI BAJAY ZEE GROUP KO HI DIYA LEKIN SADHANA NE ISE DUSRE CHHENNAL KO DE KAR SADHANA EXECLUSIVE BAN GAYA ISLIYE IS PURE COVEREGE ME SIRF SADHANA KO SHABASHI DENA DUSRO KE SATH BEMANI HAI” VAHI ZEE 24 KE REAPORTER NE BBC ME REDIO CHARCHA KAR PURE GHATANA KI JANKARI WORLD BHAR KE LOGO KO 6 APRIL KO CHINTALNAR SE MOBILE SE 4.30 PM KO DI THI”THNKS FREIND
Prashant Singh
April 9, 2010 at 6:01 am
good coverage by Sadhna news reporter
Amit Sharma
April 9, 2010 at 3:37 am
We all people here are inspiring and making congratulations to Mr.Anthony Ram Who has reported the Visuals of Naxal Attack Site by being there.But who is the Next hero We have left that person. I am talking about Mr. Manoj Joshi reporter Jagdalpur.Which has accepted the job to send all the visuals faster to be known to all the corners of world. I accept Mr. Anthony Ram has done well by being there and not thinking of its hunger too but in the same time we can not ignore the work done by Mr.Manoj Joshi who also working in the Jagdalpur and be in touch with both Sadhna News Head office and Anthony Ram so that the work should be in time visualized by the whole world. We people should also salute and make thanks to Mr.Manoj Joshi. I also request Bhadas4.com to ammend the lines and also write some thing about Mr.Manoj Joshi. If we people are not there to say something for Mr.Manoj Joshi then think How could it be possible to visualize the visuals of Chintalnar which had been taken by Anthony Ram. No way the works of Both the persons Mr.Anthony Ram and Mr. Manoj Joshi is of equal importance .If only Mr.Anthony Ram is on the site without caring of his life then Mr.Manoj Joshi is at Jagdalpur and all time alert to send the visuals. Being whenever the network attaches Anthony Ram with Manoj Joshi ,joshi tried well and understand too faster in that quick second what to do and how to . And the result is EXCLUSIVE on each and every TV Channel.Kahne ka itna hei hai ki Anthony Ram ki mahenat,jindagi ki chinta kiye bager,Chintalnar me attack site par visual lena ,wali mehnat aur Sadhna News Head office sabhi kuch na kar sakte agar Biche ki kadi Manoj Joshi na hota, Hum sabhi ne yaha tak ki ghatna ke bade ke jitne bhei meine logo se suna aur Sadhna news ne bhei Mr.Manoj Joshi ko Bhula diya hai isliye ap sabhi se gujarish hei ki aise reporter jo Jaan ki chinta ki bager Ase khatrnak Naxal attack site par visual lete hai unke sath he sath aise reporter jo hamesa satt satt Anthony Ram se jude ho ke kuch second ke network milte hei thodi se der ke bate me hei kya karna hai aur kaise sabhie kuch soch usae logo tak pahuchate hai unka kam bhei sorpranshineyyee hai . One more thing you people should also directly thanks to them By a long time exploration i got there mob numbers:- Anthony: 09406006594, Manoj Joshi: 09425597344
I think you people have understand that taking visuals and helping hands in making that visuals visulaized by the whole world both are of equal importance. otherwise the persons taking the visual can not be known.The next comes the News Channel. Because if the matter is hot like this then the each and every channel wants it.:'(:'(
praveer jai singh
April 8, 2010 at 6:48 pm
date raho anthoni bhai— praveer raigarh
khushal rawat
April 8, 2010 at 5:59 pm
apne simit sadhno ke bavjood sadhna news channel sabse pahle har chhoti badi khabro ko desh aur duniya ke samne pesh kar raha hai,bihar-chattisgarh ke baad sadhna news uttrakhand aur himanchal me shuru ho chuka hai,achchha prabandhan aur achchhe reorter ki teem ke saath channel ki uttrakhand aur himanchal me dastak se baaki channelo me afra-tafari si machi.
Meena Sharma
April 8, 2010 at 6:25 am
Sadhna News ko is kamiyabi ke liye bahut badhayee.Antohney Ram ke zasbe ko salaam…many many caontratulations.. to u…keep going……keep insipiring….:D
Ranjit
April 8, 2010 at 12:55 am
साधना न्यूज़ के इस रिपोर्टर ने हमले की पूरी खबर सबसे पहले दी. अब पूरे मीडिया को इस घटना की तह तक जाने की जरूरत है.
nishchal kumar
April 7, 2010 at 3:47 pm
thanks anthony bhai
nishchal kumar
April 7, 2010 at 3:43 pm
aaj ke sabhi reporter ko anthony ram se sikh leni chahiye
from : Nishchal kumar jagriti times
nishchal kumar
April 7, 2010 at 3:45 pm
aaj k har reporter ko anthony ram se sikh leni chahiye.bahut bahut dhanyabad anthony bhai.
from : nishchal kumar jagriti times
k k singh dd news
April 7, 2010 at 2:51 pm
anthoni ram ko bahut bahut bhadhaiya saath he sadna news ko bhi bhadai
me bhi reporter
April 6, 2010 at 3:23 pm
aapko bata du zee news par sirf aur sirf uska hee exclusive thaa sadhna kaa nahi.. aur uske visuals kyu chori nahi ho sktaereason aapko bhi pata hai.. zee ne apney expanded channels ke network faayada uthaya hai…
Deepak Gambhir
April 6, 2010 at 5:51 pm
Is jajbe ko salaam..! karta hun..>! keep it up.>!
vinesh kasana
April 7, 2010 at 2:10 am
Shabas Sadhna Shabas anthony ,,,,,,,,,,,,,,har pal ki khabar aise hi janta tak pahuchate raho.
akelahoon.....................
April 7, 2010 at 2:21 am
अबे जी छत्तीसगढ़ खत्म है भाइ। साधना की तारीफ लगता है तुम्हें पसंद नही आयी । तुम कहीं के भी रिपोर्टर नहीं हो …………….
Rakesh bhartiya
April 7, 2010 at 3:41 am
antohney ram jaisey surma ko shat shat naman !! keep it…….
Rakesh bhartiya melburne austraila
purushottam kumar singh
April 7, 2010 at 9:57 am
Sadhna news ke karm yogi sathiyon ko is uplabdhi ke liye badhai.Yanha ek baat bata dun ki ye ek din lead ki baat nahi hai. Maine 1 years taak Sadhna ke saath kaam kiya hi, aur Bihar main Chhanel ke launching team main raha hun.Sadhna main Khabar ko pahle break karne ka jo jajba hai wo sayad hi kisi dusre channel main ho.Ye aur baat hai ki sansadhan simit hai, lekin log real journalist hai.Sadhna ke is uplabdhi ki bari bazah wanha kaam karne wali team hai,Best of Luck Budy:D:D:D:D:D:D:D:D
Srikant Pratyush
April 12, 2010 at 8:30 am
CHANDAK JI, AAPNE LIKHA HAI KI LEELADHAR RATHI 9 SAL SE SUKMA ME PATRAKARITA KAR RAHA HAI. MUJHE YAH BAT MALUM HAI. MAI BHI MUL RUP SE BASTAR KA RAHNE WALA HU AUR APNE PROFESSIONAL CARRER KA 13 SAL BASTAR ME BITA CHUKA HU. MAI AAPKO AUR ANTHONY RAM KO NAHI JANTA, MAGAR RATHII KO ACHHI TARAH SE JANTA HU. CHNADAK JI, RATHI SUKMA ME PATRAKARITA KAM PAKKSHKARITA AUR PAISAKARITA JYADA KARTA HAI. BALCKMAILING ME MAHARAT HASIL HAI ESE . EK NUMBER KA SETTER HAI. SUKMA KE EK-EK LOG ES BAT SE ACHHI TARAH WAKIF HAI. PATA NAHI AAPKO ES BAT KI JANKARI KAISE NAHI? KAI EXAMPLE PADE HAI. AGAR LIKH DU TO PHIR KAHI KA NAHI RAHEGA. ES LIYE APNE RAM KA BAKHAN KARNA BAND KARO. AUR SACHHAI KO SWIKARO.
BAHAS VISUAL KO PAHLE TELECAST KO LEKAR CHAL RAHI HAI. UPAR DIKH RAHE SABHI CHANNELS KE SCREEN KO DEKHO, SAMAJH ME AA JAYEGA KI KISKA VISUAL PAHLE CHALA HAI. KAUN KITNA PURANA? KITNA TEJ? KITNA PADHA-LIKHA? KITNA IMANDAR? AUR KITNA AWSHARWADI HAI, YAH BATANE KI JARURAT NAHI HAI. SABKO MALUM HAI. VISUAL PAHLE SADHNA ME CHALA HAI AUR ES SACHAI KA PURI DUNIAA KO PATA CHAL GAYA HAI. MAI BHI ESI DUNIAA KA EK HISSA HU BHAI.