मीडिया, पीआर एजेंसी, प्रोडक्शन हाउस, विज्ञापन हाउस, एमएम चैनल्स, कारपोरेट कंपनियों की बढ़ती मांग एवं इनकी बढ़ती संख्या को ध्यान में रखते हुए जी नेक्स्ट इंस्टीट्यूट ऑफ मीडिया स्टडीज, पुणे ने स्पेशलाइज्ड शार्ट टर्म कोर्स शुरू किए हैं. जिसमें न्यूज एंकरिंग, टेलीविजन रिपोर्टिंग एंड स्क्रिप्टिंग, एडवरटाइजिंग एवं मीडिया प्लानिंग, कारपोरेट पीआर, मीडिया ब्रांडिंग एंड मार्केटिंग, प्रिंट, वेब एवं फोटो जर्नलिज्म, कंटेंट राइटर के कोर्से शामिल हैं.
इन कोर्सों में दाखिले या किसी जानकारी के लिए छात्र [email protected] या 09372319783 का सहारा ले सकते हैं.












abhishek singh
January 24, 2011 at 2:31 pm
kya baat hai yaswant ji aap bhi logo ke kismat kharab karne ke liye institute ko promote karme lage. aapse ye baat hazam nahi ho raha hai
gajju
January 25, 2011 at 5:09 am
Acchi baad media me abhi bahut jobs hai….keval TV channels hi nahi….advertising agencies,PR agencies,Corporate Companies,Website me bhi bahut media karmi ki maang badh rahi…aap media ko kaisaa dekhte hai uspe depends hai
jogi
January 25, 2011 at 10:46 am
are abhishek singh bhai ab Media matlab keval tv channels yaa newspapers nahi raha media ki sab logo ko jarurat padne lagi hai…..CBSC ke pattern me bhi ab 11th 12th ko mass media subject rahanevaala hai…bahale to media me keval Doordarshan….aur Aakashwani hi thi to kaam bhi bahut kam logo ko miltaa tha ab media me bahut jobs generate ho chuke hai isko aap kya kahenge…?aap bhi cchote bacche jaisi baat karte hai
gullu_hasan
January 27, 2011 at 8:35 am
abhishek singh Are aap ko media me kuch kaam milaa nahi honga isiliye aap media ko kouste rahate hai…hame accha kaam milaa hai hum khush hai…Rahi baad media courses aur colleges ki to desh me Engineering,Medical,ke college media se bhi jaadaa hai to vo sab bandh ko gaye kya ?