Geeta Shree : दोस्तों….वक्त आ गया है कि साहित्य में भी गुलाबी गैंग बनाएं और चरित्रहनन का जवाब लाठी से दे। ये लोग नहीं मानेंगे..इनकी पहचान जरुरी है और इन्हें महफिल में घुसकर ठोंका जाए. महिला रचनाकारों की पहचान किसी ना किसी की गर्लफ्रेंड के रुप में करने की मानसिकता पर लाठी बरसाई जाए या उन्हें कोर्ट में घसीटा जाए…लाओ सबूत..यों ही कुछ भी बोल देना और गौसिप करना…इन दिनों इस तरह की हिंसा कुछ ज्यादा ही बढ़ रही है…लानत है…इस पढ़े लिखे समाज पर..सारा साहित्य कबाड़ में डाल दो..जहां नजर इतनी कुंठित और धुंधली है..
Shailendra Jha : mam ye burai sahitya me hi kya har jagah hai, 3-4 pahle din ki baat hai, main bus stand par khada tha, bagal me ek ladki khadi thi, ek gadi wala aaya aur usse poocha, chalogi ? ladki kuchh bole usse pahle maine usko danta, kya akr rahe ho, to usne kaha sorry bhaisahab mujhe paata nahi tha apki gf hai ? bloody where this mentality will take us ? highly deplorable
Ilesh Shah in dino samaj ki sabhyata sirf lsfjo tak ya fir samajik taur se sirf dikhavetak hi simit rah gai he…upar se sabhya dikhta ye samaj andar ki gandgi sabhyata ki aad me chhupaye gumta he….sahi he vakt he kuchh thosh kadam uthane ka tabhi aise log samaj ke samne nange hoge aur asli roop unka dikhai dega…
:
Shailesh Kumar : atyant avshyak hai aisa karna.. Lekin pehal ko manch ki avashyakta hai.. Jagrukta behad jaruri hai.. Dekha jaaye to corporate hote samaj har shetra mein inka sehyog talasha jaana kabiliyat par swal hai.. Aise log kuchh bhi karte aur bolte hain.. Aise jog judte hai jo Swayam apni pehchan talashte hain.. Apas ki hod baji mein nuksan hota hai vishay aur vishaykar ko.. Jo kisi ki nazar mein nahin aata.
वरिष्ठ पत्रकार गीताश्री के फेसबुक वॉल से साभार.






