कल्पतरु एक्सप्रेस अखबार शुरू में ही बंद होने के कगार पर पहुंच गया है. इस अखबार के किसी कार्यलय में समय पर वेतन नहीं दिया जा रहा है. कल्पतरु के सीईओ के आदेश पर पत्रकारों एवं कर्मचारियों का वेतन बिना कारण काटा जा रहा है. ताजा मामला अलीगढ़ कार्यालय का है.
दिसम्बर माह का वेतन 15 जनवरी को वितरित किया गया. जब आगरा के एकाउंट ऑफिसर सेलरी बांटने अलीगढ़ ब्यूरो ऑफिस पहुंचे तो यहां कार्यरत सभी 22 कर्मचारियों ने पूरी सेलरी ना पाकर वेतन का बहिष्कार कर दिया. एकाउंटेंट से जब सेलरी कटने का कारण पूछा गया तो वो बताने में असमर्थ रहे.
इसके बाद कार्यालय के सभी कर्मचारियों ने सीईओ के नाम एक पत्र लिखा कि जब तक हमारे सभी कर्मचारियों का पूरा वेतन नहीं मिलेगा तब तक हम वेतन नहीं लेंगे. इसमें एडिटोरियल के साथ विज्ञापन विभाग के लोग भी शामिल रहे. यहां के कर्मचारियों ने न वेतन लिया और ना ही काम छोड़ा है. इस कार्यालय में तीन कर्मचारियों का वेतन पिछले चार महीने से नहीं दिया गया है. इससे पहले भी वेतन में हो रहे अनियमितताओ के चलते अलीगढ़ कार्यालय से तीन रिपोर्टर पहले ही जा चुके हैं.
अलीगढ़ से एक पत्रकार द्वारा भेजे गए पत्र पर आधारित. इस मामले जो भी कमी-बेसी हो या किसी को कुछ कहना हो वो अपनी बात नींचे कमेंट बाक्स में लिख सकता है.












chandresh garg gwalior
January 19, 2011 at 1:24 pm
yah galat khabar hai vatan time par mil raha hai
chandresh garg gwalior
dharmender singh
January 19, 2011 at 5:10 am
kalptru express me yahi ho raha hai.vetan ke naam par kisi bhi buro ko paisa nahi diya ja raha hai.byro chief se kaha tha kii sabko vetan milega .lekin kisi ko abhi tak kuch bhi nahidiya gaya hai.ab sabhi preshan hai aur unse kaha jaa raha hai ki khao aure khiao verna hata denge . aur yehe sab ho raha hai sirf ek kee ishaarae par vo hai c.e.o.kunki vo janta hai maalik ki nazar me kam kharch dikhakar nomber badenge. usko to naukri kahi nahi milegi . jo log comment likh rahe hai ki sab kuch thik chal raha hai unhe sharm karna chahiye .vo log c.eo. ke hi chamche hai…dharmendr…
VijaySamadhiya city incharge aligarh
January 18, 2011 at 3:12 pm
main is hadtaal se sahmat hu. humne apni marji se bahishkar kiya hai.
jhjklhjk
January 18, 2011 at 3:13 pm
jhjhjkhj
komal mathur
January 18, 2011 at 2:28 pm
abhi tak dekhne m aaya h ki kalptaru express k pradhan sampadak or cmd sir ne jo kuch bhi shuru kiya h vo anjam tak panhucha h. kalptaru matra 6 maha me apni pahchan bna chuka h badnam krne vaale sirf vo log h jo kalptaru ki dino din ho rahi tarakki se pareshan h
jay kalptaru jay bharat
pam naresh
January 18, 2011 at 10:58 am
khabar ek dum sach hai isme koi jhooth nh hai
manoj sharma
January 18, 2011 at 10:55 am
yshawant ji ,kalptaru express ke ek do ko chodkar kisi bhe bureao me char maha se vetan nahi mil raha hai .ase main adhikansh sathi dushari naukari talash rahe hain . is samachar patra ka matra 6 maha main he ye hal ho jaysga pata nahi tha.
khas bat to ye hai ki ko bhe sunane bala nahi hai.
manoj kumar
gum nam reporter
anupam agra
January 18, 2011 at 6:42 am
hathi kharidna aasan hai palana mushkil hai. ye kalptaru me bakhubi dikhta hai
pankaj mishra agra
January 18, 2011 at 6:39 am
sach likhne ke liye dhanywad yashvant ji. yah baat ek dum sach hai. bcoz agra or hathras me bhi kalptaru ka yahi haal hai. or main us sathi ka dhanywad dena chahunga jisne sach likha hai. or sach ka virodh to hota he hai.
vghhjkkl
January 18, 2011 at 6:10 am
इस लेख के साथ यह भी जिक्र होना चाहिये था की किस संदर्भ में यह जबाव है । मैं तो समझ हीं नही पाया की मामला क्या है । यह गलती भडास की है । जिनके जिम्मे लेख को प्रकाशित करने का काम है , उनको देखना चाहिये की संदर्भ क्या है
kushal pal
January 18, 2011 at 5:58 am
yeh sab bak vaas nahi hai.yhi ho raha hai kalptru express me.dholpur buro bhi isi karan se band huya hai.etha bhi band ho gaya hai.any kai buro vetan n milne ke vajhe se bandi ki kagar par khade hai.
kedar nath & vijay samadhiya
January 17, 2011 at 4:29 pm
yah sab bakabas hai. jis sathi ki yah harkat hai. use talashane ke bad dandit kiya jayega. kalptaru sansthan apne sahayogiyon ke prati behad sangida hai. yahan vetan hamesha samaya se milata raha hai. saathiyon ka vetan a/c ke madhyam se aata hai.
[b]jai kalptaru jai bharat [/b]
VijaySamadhiya
January 17, 2011 at 2:55 pm
ye sab bakvaas h kalptaru sansthan apne saathiyo ke prati bahut hi sanjeeda h. pay vaapas karne ka mamla srasar galt hmare saathiyo ki salery through account aati h. . Regards
sab saathi aur burea aligarh
jai kalptaru jai bharat
RAMKUMAR GWALIOR
January 17, 2011 at 3:26 pm
SAMACHAR PATRO DWARA PATRAKARO KA AARTHIK SHOSAN NINDNIYA HAI. SOSITH HONE WALE PATRAKAR SE SAMACHAR PATRA KE UTTHAN KI ASHA KESE KI JA SAKTI HAI. IS HAL ME SAMACHAR PATRA KA VINASH HONA NICHIT HI HAI.
kedar nath & vijay samadhiya
January 17, 2011 at 4:26 pm
yah sab bakabas hai. jis sathi ki yah harkat hai. use talashane ke bad dandit kiya jayega. kalptaru sansthan apne sahayogiyon ke prati behad sangida hai. yahan vetan hamesha samaya se milata raha hai. saathiyon ka vetan a/c ke madhyam se aata hai.
jai kalptaru jai bharat
kedar nath & vijay samadhiya
January 17, 2011 at 4:27 pm
yah sab bakabas hai. jis sathi ki yah harkat hai. use talashane ke bad dandit kiya jayega. kalptaru sansthan apne sahayogiyon ke prati behad sangida hai. yahan vetan hamesha samaya se milata raha hai. saathiyon ka vetan a/c ke madhyam se aata hai.
jai kalptaru jai bharat
kmsingh
January 17, 2011 at 2:15 pm
yashwant ji maine b tak suna tha ki unchi dukan fike pakwan aaj kalptaru express ke uper charitarrth ho gayi hai is liye ab iska naam alptaru special exp. ho jana chahiye kiyoun ki railway ministery bhi kuch din commanwelth exp. band kar di thi to ab yeh to aakhir ek baniye ki dukan thahri.