फोकस टीवी से अंजू ग्रोवर ने इस्तीफा दे दिया है. वे यहां पर सीनियर एक्जीक्यूटिव प्रोड्यूसर के पोस्ट पर थीं. उनके पास प्रोग्रामिंग की जिम्मेदारी थी. उनके जाने को लेकर कई तरह की चर्चाएं हैं. वे अपनी नई पारी कहां से शुरू कर रही हैं इसकी जानकारी नहीं मिल पाई है.
अंजू फोकस टीवी की लांचिंग टीम की सदस्य रही हैं. वे पैट्रियॉट, सिटी चैनल, फर्स्ट एडिशन और नेपाल वन को भी अपनी सेवाएं दे चुकी हैं. चर्चा यह भी है कि फोकस अब अपने अंग्रेजी बुलेटिनों को बंद करने की तैयारी में है.












ram
January 30, 2011 at 3:20 am
focus…..ye koun sa channel hai……
zahira
January 30, 2011 at 3:22 am
fous jaise channel mai kaam kar rahi mahilaon ki sitithi pe rone ke siwa or kuch nahi kiya ja sakta…..acha hua jo anju ne istifa de diya…best of luck to her…..
raju reporter
January 30, 2011 at 8:38 am
are bhai focus wahi channel hai jiska malik apne ap ko raja samjta hai aur apni mahila staff members ko apne darbar me nachne wali…..matang sing nam hai uska…uske do karinde abhijay kumar jha aur pushkar sing inke liye setting karwate hai…matang ko patang bana kar uda dena chaiye.
reetu
January 31, 2011 at 3:10 pm
ye jo farzi comment dene wale log hai kya unhe patta hai ki focus hi desh ka ek ayesa channel hai janha kaam karane wale ladaka or ladaki apane shaan se izzat ke sath kaam karati hai or hum prioud mahsoos karate hai . or main bata dun ki aanju grover ko management ne resign karane ke liye kanha tha or tab anju grover ne resign kiya ..
han yaha hum kaam karane wale sabhi apana shaan manate hai ki hamara promoter desh ka ek jana mana hasti ho jo lemployees ko apana bache ki tarah dekhata hai ,
agar focus achha nahi tha tha anju grover kyon 2 saL TIKI RAHI .
reetu
sonika
January 31, 2011 at 3:31 pm
Main bhi kuchh din focus tv me suru suru kaam kiya tha , or mujhe jo frkaam karane or sikhane ki freedom mili thi shayad kisi or organization me nahi milata , han anju mam ush samay bhi thi jo politics ke alawe kuchh nahi karati thi , or mohan sahay sir ke room me din bhar baith kar gappe laraya karati thi . management ne bahut bardast kiya or unhe news se proraming me transfer kar diya per nikala nahi , waha bhi inhone banta dhar kiya , akhir unhe janne ko kah diya gaya ..Rashmi saxena jo ek naami mahila ptrakar hai jo inn dino focus ka head kar rahi hai unse bhi anju grover politics karati rahi. khair logo ne na jaane ulti sidhi baaten iss organization ke baare me karate hai , jo apane aap ko or kisi or sanstha ko dekhe or focus group ko dekhe , tabhi malum hoga ki focus is one of the best media house to work . And hume bahut moka nahi mila ish group ke pramoter se ru-ba-ru hone ka lekin focus ke ek ek staff unko dil se izzat karata hai or focus group ke employee unhe khuda se kam nahi manate . Han jin -jin ko focus se nikala gaya ya jin logo ne focua chhor diya , aaj kyon focus me wapas aane ke liye chakkar kaat rahe hai .
ek din focus hi rock karega , ISS BAAT KO YAAD RAKHENGE LOG .
AJAY
January 31, 2011 at 5:58 pm
BHAI RAJU REPORTER JI, BADE HEE CHADMA SHAKSHIYAT KE AADMI HAIN AAP….JO NAAM TAK CHUPALIYA…BEHRAL, SHAYAD AAP ABHIJOY AUR PUSHKAR SE KAAM KO LEKAR GALIYAN KHAA CHUKE HAIN….TABHI AISA AAROP LAGYA…..JANKARI KO DURUST KAR LIJIYE….YE DONON YE KAAM KABHEE NAHIN KAR SAKTE…KAHIN AISA TO NAHIN KI YE DONON WAKAI BADE AADMI BAN GAYE HAIN….KYON KI AKSAR BADE LOGON KO HEE ISS TARAH CHUP KAR LOG PICHE SE GALI DETE HAIN…..MUBARK HOO PUSHKAR BABU AUR JHA JI….. TUM DONON BADE AADMI BAN GAYE HOO…
Hare Krishna Tiwari
January 31, 2011 at 7:20 pm
दुख की बात है की पत्रकार और पत्रकारिता का ये स्तर आ गया है जब लोग अपनी कुंठा इस तरह के बेईमानी तरीके से निकालते है. ऐसे मे एक हालिया फिल्म का संवाद याद आता है…जिसका सार कुछ इस तरह था…बोलने की आजादी होनी चाहिये लेकिन ये किसी के लिए आतंक न हो जाए. लेकिन अफसोस ये ही हो रहा है…इस सुरत मे राजु Reporter जैसों का वो ही हाल होनी चाहिये जो एक पागल कुत्ते का होता है..
sunita
February 1, 2011 at 7:10 am
focusssssss
sunita
February 1, 2011 at 7:12 am
focusss….ham kya karna hai. kisi ki androni politics se.
jamaeshbhai
February 1, 2011 at 8:28 am
pushkar chauhan aur abhijay jha aj k daur k wo naujawan patrakar hai jo electronic media me apni kamyabi ka parcham lehra rahe hai.itne kam samay me inhone jo mukam hasil kiya hai wo wakai kabileytarif hai..kalam k dhani in yuva patrakaro ki safalta koi chamatkar nahi balki patrakarita me inki varsho ki kathin tapasya ka parinam hai..pushkar chauhan aur abhkjay jha ka sangharsh nai pidhi k patrakaro k liye kisi nazir se kam nahi..inki safalta ki kahani apne ap me sabit karti hai ki bina kisi god father k bhi agar koi chahe to sirf aur sirf apni pratibha aur parishram se safalta ki bulandio ko choo sakta hai..varsho se me inhe janta hu aur inkni khabro ki samaj aur use kisi daksh karigar ki tarah use tarashne ki shamta aur pratibha ka me murid hu..me bhali bhanti parichit hu is satya se ki in dono ne aj tak aagey badhne k liye na to chaplusi,makhanbaji aur rajniti ka sahara liye hai na bhavishya me le sakte hai..inhe apni shamta, apni pratibha par pura bharosa hai aur muje in par pura bharosa hai ki wo din door nahi jab in k nam ka danka kashmir se kanyakumari tak baja karega..shri raju ji jaise kai log honge jinki puri umar safalta k liye shortcut yani chaplusi,dhurtpan aur rajniti ka ganit lagane me hi nikal jayegi lekin tab bhi safalta in k liye mungeri lal k hasin sapne ki tarah hi rahegi..kuch logo ko dusre ki safalta prerit nahi karti balki dusro ki safalta se un k kalejey me sanp lotney lagta hai..wo dusro ki saflta par vidhwa vilap karte hai..sotia dah unhe galian bakne par majbur kar deti hai..yahi kam raju sahab ne bahumukhi partibha k dhani, josh-,junoon, gyan aur kabliyat se labrej abhijay jha aur pushkar chauhan k vishay me kiya hai..raju sahab ab bhi waqt hai kamyabi k liye ganit bhidane k bajaye pushkar chauhan aur abhijay kumar jha se prerna lekar kuch achha karne ki socho nahi to zindagi bhar inki safalta tumhe sapney me bhi daratey rahegi .. dusro k charitra ka balatkar kar maje lutne k bajaye abhijay jha aur pushkar ko guru man kar kuch guru mantra hasil kar lo tumhari zindagi usi din se sanwar jayegi balak…akhir me ek mashwara abhijay jha aur pushkar chauhan media k wo chand hai jinhe dekhar thukogey to thuk chand tak nahi pahunchegi wapas tuharemuh par hi giregi…samaj gaye pharji patarakar…jha sahab,chauhan sahab ap log record dar record kamyabi hasil karte hum sabki subhkamnaye aplogo k sath hain.sirf ap jaise nojawan kalam k sipahio k liye………………………………………
वृक्ष हों भले खड़े,
हों घनें, हों बड़े ,
एक पत्र छावं भी
मांग मत ,मांग मत , मांग मत
अग्निपथ, अग्निपथ, अग्निपथ I
तू न थकेगा कभी,
तू न थमेगा कभी,
तू न मुड़ेगा कभी,
कर शपथ, कर शपथ, कर शपथ
अग्निपथ, अग्निपथ, अग्निपथ I
यह महान दृश्य है ,
चल रहा मनुष्य है,
अश्रु श्वेत् रक्त से,
लथ पथ, लथ पथ, लथ पथ !
अग्नि पथ! अग्नि पथ! अग्नि पथ!
sneha
February 10, 2011 at 7:24 am
foucs me kabhi kaam karne walo ki kadra nahi hui, unhe to chapluso ki jarurat hain.