मुंबई के प्रतिष्ठित अखबार दैनिक महानगर का ठाणे जिला कार्यालय एक जनवरी से बंद हो जाएगा. यानी ठाणे के भास्कर कालोनी नौपाडा के सिद्धांत अपार्टमेंट में स्थित कार्यालय में कल के बाद ताला लटकने लगेगा. यह कार्यालय उस दिन बंद किया जा रहा है, जिस दिन इस अखबार के संरक्षक आरएन सिंह का जन्म दिन है.
ठाणे जिला कार्यालय में कार्यरत एडिटोरियल एवं विज्ञापन विभाग के पांच कर्मचारियों को इसके दूसरे कार्यालयों से सम्बद्ध कर दिया गया है. विज्ञापन में काम करने वाले लोगों को पवई कार्यालय भेज दिया गया है. एडिटोरियल के लोगों को बांद्रा स्थित कार्यालय बुला लिया गया है. इस अखबार का जिला कार्यालय बंद होने से स्थानीय हिंदी भाषियों में निराशा है. इसके बंद होने के कारणों की वास्तविक जानकारी नहीं चल पाई है, लेकिन बताया जा है कि घाटा के चलते इस कार्यालय को बंद किया जा रहा है. कार्यालय बंद करने की सूचना के साथ ही इस अखबार के सर्कुलेशन पर भी प्रभाव पड़ने की संभावना जताई जाने लगी है. हालांकि इस जिले के क्षेत्रीय संवाददाताओं को भी हटाया नहीं गया है.












abcd
January 6, 2011 at 10:33 am
Alok ji, news ki samajh to akhbar bantne walon ko bhi hota hai, kabhi sandhya times distribute karne walo ko dekha hai, yadi dekha hai to aapki galat fahmi dur ho jayegi, kaun si khabar ko chillakar bolna hai, aur us khabar ka impact reader per kaisa hota hai, ye o achi tarah jaante hai. kai khabar akhbaron me aise bhi hote hai, jise reporter khud hi nai samajh pate…. to yah kahna galat hai ki taxi na likhne walo ko news sense hota hi nai hai….
alok
January 3, 2011 at 1:56 pm
bhai, vikash mishra ji, aap ko taxi likhna nahi aata. isse se pata chalta hai ki aap kitne budhiman pathak hai. news kya hoti hai. aap ke samajh ke bahar ki bat hai. kabhi navbharat times padha hai kya. akhbar use kahte hai….samjhe….
saurabha
January 3, 2011 at 11:24 am
ek jila pratinidi pure jile me nahin daud sakta hai ha rahi baat offise band hone ki to iska dicsision keval manaegment ka hota hai ki akhbar ke karyalay ko band karna hai ki nahi . ……….jile ke adhiktar manpa chhetraon me reporter nahin hai to akela admi kya kar sakta hai ……… jitna sambhav ho sakta hai bechara garib mehnat karta hai ………… baki thane me jo reporter hai vo ya to soye hue hotehai nahi to kamchori karte hai …….. rahi baat thane page ki to use dekhane ke baad pata chal jata hai ki kis chhetra ka reporter kitna mehanat karta hai …..
&>(?6
January 2, 2011 at 6:23 pm
yashvant ji—–ye too hona he thaa ek stringer ko thane jile ki kaman gaon aur jile ke hone ke aadhaar ke alava ek bud bole petrkaar ke haath mein kamaan di gyi thi aur sena pti ko ek din kaa bhi sena pti banne kaa anubhav nhi thaa | aakhbaar ki thane jile mein girti saakh aur ghate ke karan too hai hi mager iske piche aur bhi gehre RAAZ hai jinse bahot juld perda uth jayegaa ..
Vikas mishra.
January 2, 2011 at 6:07 am
hamara mahanar ek pratisthit akhbar hai, ghate ke chalate nhi kuchh or karan se thane karyalay band huaa hai.
Vikas mishra.
January 2, 2011 at 5:58 am
koi bhi akhbar editer ki mahatvakanchha se pragati karta hai, hamara mahanagar editer dvijendra tiwari ek sachche or buddhiman sampadak hain unke nam pr hi yah akhbar apni aalag pahchan banaya hai or rhi alok ji ki tippadi ki yah pratisthit akhbar nhi hai ese keval taisior riksha draivar padate hain to unse puchhana chahuga ki kya taiksi or riksha draivar samajhdar nhi hote, sach me jankari unhe hi rahti hai kyoki ve har tarah ke yatriyo ki bat sunate or samajhte hain. pratisthit akhbar ka darja dene ka adhikar aapko nahi hai ? main ek pathak ke nate yah garv se bol sakata hoo ki hamara mahanagar mumbai me hindi ka sabase pratisthit akhbar hai.or rahega….
alok
January 1, 2011 at 2:50 pm
bhai yashvant ji, kisne kaha ki mahanager pratisdhit akhbar hai….kya chhapta hai usme jo log use padhe…..auto-taxi wale ke hath me jarur dikhta hai..
rajeshree
January 1, 2011 at 9:50 am
mahanagar ke thane karyalay ko is samay band karna uchit nahin tha | isase pathako per to prabhav padega hi sath me akhabar ki pratishtha dhumil hogi |
jk
December 31, 2010 at 1:32 pm
bhai yaswant ,
mahanagar ka thane office band hone ka jo reason diya hai o galat hai…. aap ko galt jankari galat mili hai…….
mahanagar tarki ke marg par hai