मुझे पाणिनी संस्कृत एवं वैदिक विश्वविद्यालय, उज्जैन के कुलपति डा. मोहन गुप्ता ने दुर्भावनावश फंसाने के लिए सारी कहानी बनाई है. विश्वविद्यालय के कार्यकारिणी का सदस्य रहते हुए मैंने कुलपति के कार्यों की शिकायत राज्यपाल से की थी. जिसके चलते मुझे तीन हजार रुपये का बिल लेने का आरोप लगाया गया है. यह सारा कार्य मुझसे बदला लेने की नीयत से किया गया है.
मैंने ना तो किसी धनराशि की मांग की थी ना ही मैं तीन हजार के चेक को रिसीव किया है. मेरे उपर लगे आरोपों की जांच कुलपति के खासमखास कुलसचिव शिव कुमार दुबे ने की. एक पक्षीय कार्रवाई करते हुए मुझे अपना पक्ष रखने का मौका भी नहीं दिया. जबकि ना तो मैंने उक्त धनराशि के लिए कोई मांग पत्र दिया था, ना ही कोई देय प्रस्तुत किया था और ना ही उक्त तीन हजार रुपये की धनराशि मूल्य का चेक ही प्राप्त किया. इसकी आशंका मुझे पूर्व में ही थी, जिसके चलते मैंने वरिष्ठ अधिकारियों को आवेदन भी दिया था. मुझे जबरिया फंसाने के लिए सारे षणयंत्र रचे गए. जबकि मेरा मामला इंदौर हाईकोर्ट में चल रहा है.


हर्ष जायसवाल
पूर्व सदस्य कार्य परिषद
पाणिनी संस्कृत एवं वैदिक विश्वविद्यालय, उज्जैन












kumar kamal
January 10, 2011 at 6:32 am
harsh bhai bahut khushi ho rahi hai dushmano ko tadapta dekh kar… aap dekho kis tarah tadap rahe hai apni poool khulti dekh kar.. ye Dr. mohan gupt ne apna dalal farzi patrakar Dr. arun jain ko banaya or paper bazi kari par hua ullta hi aapki takat kam hone ki jagah itni bad gai ki in farzi logo ki hawaiya nikal rahi hai is liye ye bokhalahat me farzi namo se comment kar rahe hai. is arun jain ki to halat kutte jesi ho gai hai bachi jo hai wo jald puri ho jayengi……
inko jutoo ki mala pahna kar hi damm lenge hum aap to lage raho nhai…..
jai hind….
joseph
January 8, 2011 at 6:10 pm
ha-ha-ha…ye harsh jaiswal naam ka shaks ujjain ke madhav college mein nakal karte pakda gaya tha aur RRAJ EXPRESS kee dhauns dekar bacha tha..is tarah to isne LLB kee aur saansad GUDDU kee sifarish par EC member ban gaya…GOVERNER ne iski kaunsi kabiliyat dekhi thee sab jaante hain…baad mein GOVERNER KOasliyat pata chal to hata diya..ab BHADAS par uske chamache vah-vahi kar rahe han….hansi aati hai ye dekhkar…
dinesh khanna
January 8, 2011 at 5:44 am
harsh bhai aap sahi ho or apni baat ko sahi tarah se sabke samne rakh kar apni takat ka andaza kara diya ye ahsaas kulpati mohan gupt or unka sath dene walo ko ho gaya hai… badi baat to ye hai ki aapne high court jakar ye bata diya ki galat aap nhi ho galat to kulpati or unke log hai.. aapke high court jane se ye sab bokhla gaye the or kahi bhanda fut na jaye or inki badnami rajbhawan or shahar me na ho jaye is dar se aap par jhuthi FIR karne ka dabao banaya or kaam karaya.. par aap ghabrana mat FIR to CM, PM or bade bade logo par bhi hoti hai bas ladai puri takat se ladna aapki insaniyat or achi niyat aapne saath hai. aap jeet jaonge ladai. haar to sirf shetaano ki hangi….
me bhadas4media or yashwant ji se bolna chahta hu ki harsh bhai ek suljha hua banda hai jo sach ke sath humesha khada rahta hai isliye aaj me harsh bhai ke sath hu aap bhi pura sath dena….
harsh bhai ladai tab ladna jab taki ye chalbazo ko sabakh na mil jaye…
“SACH KO AACH KYA” ye aap hi bolte ho ab apni baat ko yaad karte raho or ladai ko ladoooo,,, mata rani raksha karengi.. jai mata di
ajay sharma
January 7, 2011 at 3:43 pm
harsh tumne bhadas4media me aai khabar jisme tum par jo aarop university ne lagaya gaya tha uska tumne jawab dekar ye saaf bata diya ki tumhare Eradey kitne buland hai or tum kitne sahi ho. ek baat humesha yaad rakhna jiwan me is tarah ne khurapati or dushth log or bhi mil sakte hai kyo ki ye log janam hi is tarah ki khurapato ke liye lete hai inka jina jina nhi hota. tumne apne jawab me sab kuch saaf saaf bata diya ke sahi kya hai or galat kya. par dukh is baat ka hai ki humare desh ki police aaj bhi ya to dabao me kaam karti hai ya imandaro ke virodh me jo bahut galat hai. kya kare ye hi india hai…
is pure mamle me puri takat ke sath ladai ladna kyo ki har koi aadmi Harsh nhi hota jo itne bade bade hathiyo se ladne ka sahas juta sake par yum jarur lado taki in hathiyo ko samaj aa jaye ki ladai kya hoti hai… ladai lado or jeeto bhi jeet kar yuva ki takat bhi dikhado…
me in logo ko bolna chahta hu ki tumne ladai bhi ladi to ese aadmi se ladi jo jeed me aata hai to kabhi harta nhi kaha chali gai thi tumhari buddhi.. pachtaonge
harsh duaa karte hai hum ki safalta tumhiko mile.. or tum humesha tarakki karte raho…..
ankit
January 7, 2011 at 7:12 am
yashwant ji “jai mahakal”,,,,
aapne jis tarah harsh ji ka paksh raha wo bahut acha hai.. samaj ko aaina dikhana hi media ka kaam hai naki dalali karna jo is pure mamle me dr. arun jain ne ki hai. aap tak galat jankari bheji par aapne jo paksh harsh ji ka rakha wo jada acha hai… jitna me janta hu or jo aarop un par dr. mohan gupt ne ek choti or tuchha mansikta se lagaya hai wo unke charitra ko dikhata hai.. meri ek salah dr. mohan gupt or arun jain ko hai ki ab aapka samay ja chuka apni umar ko dekho or samne wale ki umar ko dekho… ladai apne barabar ke logo se karo to buddhimani hai choto se ladoge or haaronge to pura shahar thukenga buddhimano…. jagoooo
samay rahte samaj jao to acha hai warna pachtaonge…
ek sach jo aapke madhaym se dena chahta hu dr. arun jain aapko har sanstha ne be-ijjat kar bhagaya hai or na ghar par ijjat milti hai kam se kam samaj se be-ijjat to mat hona……… take caer
raja mahakal ki jai
sanjay tomar
January 7, 2011 at 6:19 am
yashwant ji …..
aapne harsh ka paksh rakh kar ek yuva ko jo sahas diya vo tarif ke kabil hai.. me ujjain ka hi rahne wala yuva hu.. jitna me janta hu ye jo ghinoni shajish jeen logo ne ki hai unme dr. mohan gupt ke sath ek chritra heen patrakar dr. arun jain hai ye vo aadmi hai jo na kisi paper ka hua, na dosto ka hua, or na hi apne pariwar ka hua…….
jo aarop harsh par lagaya hai vo aadhar heen hai ye harsh ke paksh ko pad kar saaf dikh raha hai…
aapko harsh ke paksh ko rakhne ka sadhuwad or harsh ko duaa ki lado in ghinone chahro se dost sab tumare sath hai…….
jai mahakal
AKSHAY
January 6, 2011 at 3:14 pm
BHAI YASHWANT..AISE BLACKMAILERS KEE CHITTHEE CHHAPNE KE PAHLE DOOSARE PAKSH KEE BAAT BHEE SUNTE AUR CHHAPTE LEKIN YE TO AAPKI KARYSHAILEE HAI HEE NAHIN.MEDIA MEIN MARKETING KA KAAM KARNE VAALA HARSH APNE KO PATRAKAR BATA KAR SETTING KARTA THA AUR VIGYAPAN JUTATA THA.VO DHIRE-DHIRE FIXER HO GAYA.YE KAAM RAJ EXPRESS MEIN TO CHAL GAYA LEKIN POL KHULNE PAR BHAGA DIYA GAYA.PATRIKA MEIN KAAM SHURU KIYA LEKIN VAHAN AISE KAAM NAHIN HOTE ISLIYE BAAHAR KAR DIYA GAYA.JIS AAVEDAN KAA YAH JIKRA KAR RAHA HAI USKI 1 MAAH TAK PADTAAL KAR POLICE NE ISKE FARZI BILL MAAMALE MEIN ISE AAROPI BANATE HUE FIR DARZ KEE HAI.