Connect with us

Hi, what are you looking for?

Local News Community

आवाजाही

गौरव सिंघल बने जनवाणी, देवबंद के ब्‍यूरोचीफ

हिन्‍दुस्‍तान, देवबंद से गौरव सिंघल ने इस्‍तीफा दे दिया है. उन्‍होंन अपनी नई पारी मेरठ से शीघ्र प्रकाशित होने वाले दैनिक जनवाणी के साथ की है. उन्‍हें देवबंद का ब्‍यूरोचीफ बनाया गया है. गौरव पिछले दस सालों से पत्रकारिता कर रहे हैं.

हिन्‍दुस्‍तान, देवबंद से गौरव सिंघल ने इस्‍तीफा दे दिया है. उन्‍होंन अपनी नई पारी मेरठ से शीघ्र प्रकाशित होने वाले दैनिक जनवाणी के साथ की है. उन्‍हें देवबंद का ब्‍यूरोचीफ बनाया गया है. गौरव पिछले दस सालों से पत्रकारिता कर रहे हैं.

उन्‍होंने अपने करियर की शुरुआत सन 2000 में अमर उजाला से की थी. राष्‍ट्रीय सहारा को भी उन्‍होंने अपनी सेवाएं दीं. मंथली पत्रिका मॉनिटरिंग में भी लेखन किया. इसके बाद हिन्‍दुस्‍तान से जुड़ गए थे. गौरव वरिष्‍ठ पत्रकार और इंडिया टुडे के वेस्‍ट यूपी प्रभारी सुरेंद्र सिंघल के पुत्र हैं.

CosmoQuick: AI Recruitment For Media Jobs
Click to comment

0 Comments

  1. sachin kumar shamli

    February 22, 2011 at 6:48 am

    Janwani ne Saharanpur me aisa Parbhari virender Azam Banaya hai jisne kasbo me Mota Paisa Leker savandata Rakhne Shuru kar diye hai. Ab Deoband me hi le lo Jab Gaurav Singhal Ne Virender Azam ko ek Lakh Rupees Dene Se mana kar diya Aur News Paper me kame karne se Bhi bilkul mana kar diya to Virender Azam ne deoband me ek Baspai Manoj Singhal Jo no do ke kame karta hai Beauro Chief Bana diya hai. Pure Deoband me Manoj Singhla & Janwani ki Hasi Ud rahi hai. News Paper Deoband me ane se pahle Hi Falle ho gaya hai. Virender Azam Phale se hi Dalal Raha hai isi karan 10 Sale tak Sadak per raha hai .

  2. nadeem

    January 23, 2011 at 9:15 am

    ab tak iska baap no. 1 ka dalaal raha ab janwani walo ko bhi to chahiye tha theek ise aur nahi use thor nahi

  3. Usman

    January 22, 2011 at 2:58 pm

    yashvant ji Gourav singhal to Hindustan ka Reporter nahi Keval haker hai jo hindustan ki agency chalata hai to hindustan se istifa kya deta aur amar ujala akhbar me bhi is bande ne aik din bhi kam nahi kiya Deoband me koi sabit kar dikhaye to mane

  4. rohan

    January 22, 2011 at 4:50 pm

    surendra singhal west u p ke prabharee kab se ho gaye? mahaj stringer hain.

  5. Mohit

    January 25, 2011 at 8:38 am

    Phele Apne Giraban Me Gakkar dekhe

  6. Rohan Kumar , Journalist Saharanpur .

    January 30, 2011 at 9:41 am

    Bhadai ho

  7. bhawani saini

    February 8, 2011 at 9:09 am

    written by Bhawani saini….Behat

    Bhadai ho
    jay janvani

  8. Sachin Gupta Khatoli

    February 13, 2011 at 7:47 am

    Gaurav ji Bhadai Ho Apko ………………..Sachin Gupta journalist Khatoli ………..

  9. Sheker Gupta . Gagiabade.

    February 15, 2011 at 7:04 am

    Gaurav ji janwani me Reporter banne ki Dharsari Subh Kamnaye. Sheker Gupta . Gagiabade.

  10. Rahul Kapoor Chandigarh.

    February 17, 2011 at 8:58 am

    Gaurav ji janwani me ane ki hardik Subh Kamnaye. Rahul Kapoor Chandigarh………………

  11. Parvindra

    February 20, 2011 at 4:24 am

    Yashwant ji Deoband se Gourav Singhal ke janvani shuru hone se pahle hi patte kat gay unke parijano ke karname parbhandhko tak panhuch gaye the jiske chalte aub janwani ka parbhari baspa neta Manoj Singhal ko banaya gaya hai badhai ho Manoj ji

  12. rajate Saharanpur

    February 21, 2011 at 8:13 am

    Janwani ne Saharanpur me aisa Parbhari virender Azam Banaya hai jisne kasbo me Mota Paisa Leker savandata Rakhne Shuru kar diye hai. Ab Deoband me hi le lo Jab Gaurav Singhal Ne Virender Azam ko ek Lakh Rupees Dene Se mana kar diya Aur News Paper me kame karne se Bhi bilkul mana kar diya to Virender Azam ne deoband me ek Baspai Manoj Singhal Jo no do ke kame karta hai Beauro Chief Bana diya hai. Pure Deoband me Manoj Singhla & Janwani ki Hasi Ud rahi hai. News Paper Deoband me ane se pahle Hi Falle ho gaya hai. Virender Azam Phale se hi Dalal Raha hai isi karan 10 Sale tak Sadak per raha hai .

  13. Mohit kumar haridwar

    February 22, 2011 at 6:42 am

    Gaudwin ji Apke Parbhand tantre ko kya ho gya hai. Saharanpur Aur Deobnad me to janwani ke Ane se pahle hi Uska Beda Gark kar diya gaya hai. Saharanpur ka Parbhari virender Azam ke no ka dalal hai. jo kakle dhande karne walo ko hi apne yaha rakta hai. Imandaro ki Uske yaha koi aukate nahi hai. virender Azam Mota Paisa Leker Pure jileBhar me savandata Rakh raha hai, Deoband me to isne had par kar di hai Gaurav Singhal ko Savandata Appontment karne ke bade isne Usse ek Lakh Rupees ki mang ki jo Gaurav ne Dene Se mana kar diya Aur News Paper me kame karne se Bhi bilkul mana kar diya to Virender Azam ne deoband me ek Baspa neta Manoj Singhal Jo no do ke kame karta hai Beauro Chief Bana diya hai. Pure Deoband me Charcha hai ki Manoj Singhla Virender Azam ko 5 Lakhs Rupees Deker Beauro Chief Bana hai. Deoband me Janwani ki Hasi Ud rahi hai. Loge kah rahe hai ki Janwani News Paper Deoband me ane se pahle Hi Flope ho gaya hai. Yaspal ji Virender Azam ko 8 Sale Pahle Dalali ke ek mamle me Amar Ujala me Dhakke markar Merrut Office se Bahar Fikva diya Tha. Uske bade is dalal ko kisi News Paper ne Apne Yaha Nahi rakha Tha. Hio sakta hai janwani ko iske bare jankari nhia mile ho. Ab bhi Vakt hai Ape is Virender Azam ko Bhar ka rasha Dikha de .nahi to yae Janwani ko Saharnpur jile me Deemak ki Tharah Chat kar jayega.
    Mohit kumar Haridwar

  14. sachin kumar shamli

    February 23, 2011 at 8:20 am

    Manniye Gaudwin ji Apke Parbhand tantre ko kya ho gya hai. Saharanpur Aur Deobnad me to janwani ke Ane se pahle hi Uska Beda Gark kar diya gaya hai. Saharanpur ka Parbhari virender Azam ek no ka dalal hai. jo kale dhande karne walo ko hi Apne yaha rakhta hai. Imandaro ki Uske yaha koi Aukate nahi hai. virender Azam Mota Paisa Leker Pure jile Bhar me savandata Rakh raha hai, Deoband me to isne had par kar di hai Gaurav Singhal ko Savandata Appontment karne ke bade isne Usse ek Lakh Rupees ki mang ki jo Gaurav ne Dene Se mana kar diya Aur News Paper me kame karne se Bhi bilkul mana kar diya. Bade me Virender Azam ne deoband me ek Baspa neta Manoj Singhal Jo no do ke kame karta hai Beauro Chief Bana diya hai. Pure Deoband me Charcha hai ki Manoj Singhla Virender Azam ko 5 Lakhs Rupees Deker Beauro Chief Bana hai. Deoband me Janwani ki Hasi Ud rahi hai. Loge kah rahe hai ki Janwani News Paper Deoband me ane se pahle Hi Flope ho gaya hai. Yaspal ji Virender Azam ko 8 Sale Pahle Dalali ke ek mamle me Amar Ujala me Dhakke markar Merrut Office se Bahar ka rasta dikha diya Tha. Uske bade me is dalal ko kisi News Paper ne Apne Yaha Nahi rakha Tha. Ho sakta hai Apko iske bare jankari nhi mile ho. Ab bhi Vakt hai App is Virender Azam ko Bhar ka rasha Dikha de Nahi to yae Apke News Paper Janwani ko Saharnpur jile me Deemak ki Tharah Chat kar jayega. Mohit Kumar Haridwar……………..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

भड़ास तक खबर सूचनाएं जानकारियां मेल करें : [email protected]

भड़ास के वाट्सअप चैनल से जुड़ें और नवीनतम खबरें पाएं : Bhadas Whatsapp

भड़ास लीगल टीम : किसी किस्म की लीगल हेल्प के लिए संपर्क करें- Bhadas Legal Team

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Uncategorized

मीडिया से जुड़ी सूचनाओं, खबरों, विश्लेषण, बहस के लिए मीडिया जगत में सबसे विश्वसनीय और चर्चित नाम है भड़ास4मीडिया. कम अवधि में इस पोर्टल...