जनसंदेश न्यूज चैनल में भी बोनस बंटने की सूचना है. दस हजार से कम सेलरी पाने वाले कर्मियों को ढाई हजार रुपये और दस हजार से ज्यादा सेलरी पाने वालों को साढ़े तीन हजार रुपये दिवाली बोनस के रूप में दिए गए हैं. जिन लोगों ने छह माह के भीतर ज्वाइन किया है, उन्हें बोनस से बाहर रखा गया है. उधर, साधना से एक मेल के जरिए आई सूचना के मुताबिक साधना के सभी कर्मियों को भी दीपावली पर बोनस और मिठाई के डिब्बे दिए गए हैं. बोनस की रकम के अलग-अलग स्लैब हैं. यह 1100 रुपये से लेकर, 2100 रुपये, 5100 रुपये और 11000 रुपये है. वरिष्ठों को भी दिवाली पर अलग से बोनस दिया गया है.












jatinder kumar
November 6, 2010 at 1:14 am
sadhana channel bahut traki karega meri duae hamesha shadna ke saath hai lakin punjab ke bouro ko nikalne ke baad aise thag log kanhi bhi channel ki traki nahi dekh pate
shashi
November 6, 2010 at 1:59 am
मीडिया में यह बहुत बड़ा घटियापन है िक यहां वरिष्ठ कनिष्ठ का बहुत प्रचलन है। मेरा ख्याल है कि बाकी सभी फिल्ड में इतना भेदभाव नहीं है। यहां तक कि कई मीडिया संस्थानों में दिवाली का बोनस और गिफ्ट सिर्फ वरिष्ठों को ही मिलता है।
Ghanshyam
November 6, 2010 at 2:08 am
मीडियाकर्मियों को प्रोत्साहित करने के लिए जनसंदेश न्यूज चैनल और साधना चैनल के प्रबंधन और अधिकारियों का बहुत बहुत शुक्रिया……………
abc
November 6, 2010 at 2:01 am
lagta hai aapki jaankari galat hai…………………
abc
November 6, 2010 at 2:02 am
lagta hai aapkri jaankari galat hai………………………….jara use pura karo…………………
Deepak kumar
November 6, 2010 at 5:23 am
is channel me kaam karne wale mere mitro khusi hui jaan kar ki aap logon ko bonas mila… accha hai time par salary nahi milti kam se kam bonas tho mila…bhaut bhaut badhai…..:)
dhananjay shukla
November 6, 2010 at 6:01 am
jan sandesh aur sadhna ke aklmand sahbano ko dhero sadhuvad, aap ke es pahal se auro ki kubhkrdi nidra tutegi .bado ko kabhi kbhi chhoto se sabk lena chahiye.dono hatho se TRP ka mal btorne walo sa…a….l…… abhi kya kami hai tumko jo midiakarmiyo ki sukhi anto se nikalne ke bad do took kahoge sabas beta yaise hi lage raho bahut door jaoge…kuchh to sabak lo apne bhai bandhuo se.
ratan jaiswani
November 6, 2010 at 9:47 am
yashwant ji, Channal prabandhan aapko vigyapti bhej dete hain aur aap unhe post bhi kar dete hain, site aapki hai, isliye sarvadikar bhi aapka hi hai, lekin aapko kam se kam kuch karmiyon se pushti bhi karni chahiye ki unhe bonus mila hai ya nahin, aap to bonus ki baat yahaan likh rahe hain, jabki chhattisgarh me EK Channal ke logo ko mehantana bhi aadha adhura mil raha hai, bonus to door ki baat hai,
unknown
November 6, 2010 at 10:03 am
ye galat khabar hai……………………..mithai ke dibbe to diye hi nahi………………………. log naraz hain……….
RAJEEV
November 6, 2010 at 1:39 pm
ETV WALE KAB BATENGE BONUS AUR MITHAI.
khabri
November 6, 2010 at 3:17 pm
राजीव भैया ईटीवी ने बहुत पहले कर्मचारियों को बोनस दे दिया है। इस मामले में उसे ब्लेम करना ठीक नहीं है शायद।
meenakshi srivastava
November 6, 2010 at 3:41 pm
chalo kahin to sukoon hai verna media wale to aajkal salary na milne se hi khase pareshan hain……………
naresh tomar
November 7, 2010 at 7:51 am
Sadhna mein bonus mila aur mithai baanti…..ye sab bakvaas hai…mera ek bahut kareebi mitr sadhna news me hee hai, mithai or bonus to door abhi tak use last month ki salary bhi nahi mili hai. head office me kise kya mila pata nahi, lekin jab baat SADHNA ki ho rahi hai to usme sabhi buearu aate hain or ab tak uttrakhand me to kam se kam kuch nahi mila hai….website ke swami se anurodh hai ki kam se kam pushti karke hee khabron ko post karna chahiye.
poonam
November 8, 2010 at 12:11 pm
Nares Tomar jab khabar ki pushti karni ho to head office a kar confirm karo apke kon se mitr ko bonus nahi mila uttrakhand me sabko bonus mil hai auar to aur sadhna mein new joinee ko bhi bonus mila hai’
Head office aise hi badnaam kiya jata hai
Poonam Sharma
Sadhna News
poonam
November 8, 2010 at 12:14 pm
sadhna mein sab ko bonus mil hai aisa koi bhi employeee nahin hai jise bonus na mila ho mr naresh tomar
Poonam Sharma
Sadhna News
amit kumar
November 10, 2010 at 5:18 am
Jansandesh news channel me office ke karmchariyon ko to bonus baant diya gaya -Ac chamber me kam karne wale to bonus pa gaye par apne ghar se paisa lagakar dhoop me jile ke saikado kilometer ki doori taykar khabar banakar bhejane walo stringaro ko unka apna paisa bhi naseeb nahi hua .Stringer jab apna paisa diwali ke pahle maange to unko jawab diya gaya ki diwali se pahle sabka paisa bhej diya jayega par aisa nahi hua .diwali ke bad stringaro ne jab poochha to unhe bataya gaya ki jinake dastkhat se paisa nikalana hai unki tabiyat kharab hai isliye kisi ka bhi payment nahi mila hai chahe wah stringer ho ya studio me kam karne wale .ab kisaki bat par yakin kare bonus bata hai ya kuch bhi nahi mila hai-par jansandesh prabandhan agar wakai imandar hai to use stringaro ka paisa turant dena chahiye warna dusaro ki tarah paisa hadap company banana hai to use ab stringaro se khabar nahi milane wali hai………
vijay thakur
November 10, 2010 at 3:10 pm
yashwant ji …aap bhadas bloog ke madhyam se media jagat ki saari baaton ka khulasa karate hain ,ye msahi hai aur ye bhi sahi hai ki aap sahi aur sachhi khabar daalate hain lekin sadhna news ke karmchariyon ko bonus ya fir mithayi ke dibbe baante gaye hain ye khabar shaayad sach nahi hai jo aapne bloog me likha hai … hame bonus diya gaya hai ya nahi kam se kam aap pushti to kar liye hote …… yahan to pichhale chaar mahine se salary nahi mili hai to prabandhan hame bonus de denge aap vishwas bhi kar liye aur bloog me chhap bhi diye …. aap vigyapti dekhakar koi khabar mat chhapiye saahab …. sahi aur sachhi khabar par dhyaan dijiye … sadhna me ye sab hua hai ki nahi hamase puchiye … ham bataayenge sachhayi….
ashok
November 26, 2010 at 7:08 am
Hiii
Sahi bol rahe ho bhai agra me sadhna wale seleri to dete nahi bonas kaha se de denge,,,agra me sadhna walo ki seleri pata hai kitna hai 1500 rupe ab aap batao wo bhi time par na mile to
ashok
November 26, 2010 at 7:10 am
Hiii
me SADHNA NEWS me CAMERAMAN hu,, ham logo ko seleri to time par milti nahi aur sadhna walo ne to afwah uda dali hai wo bonas baat rahe hai,,,ab hamari seleri to sun lo 1500 rupe;;kuch to sarm kyro sadhna walo
shrikant
December 3, 2010 at 10:43 am
Mujhe sadhna news me kam karte hue 2 sal se jyada ho gaye hai. yanha kisi ke salary nahi badi aur 1100 se jyada aaj tak diwali bonus nahi diya gaya. hamare chutiya hr wale fakte rahte hai sale marna chahiye jooth likte hai aur hum ko badnam karte hai …… stringer ke paise to aaj tak diye nahi …… aur to aur 5 bar salary badane ke wade kiye gaye lekin badaya ek rupye nahi yahna tak ki emplyoee ka PF aur ESI ka paisa tak kha gaye ……..gandu