ईटीवी के हैदराबाद स्थित मुख्यालय में ईटीवी, बिहार-झारखंड चैनल के लिए कार्यरत पांच पत्रकारों को प्रमोशन देकर प्रोड्यूसर बनाए जाने की सूचना है. प्रमोशन पाने वालों में विवेक, प्रतीक रंजन, इंद्रजीत पांडेय, नीलेश और अकबर रिजवी हैं.
इनमें विवेक अभी शाम सात और रात दस का अपना बिहार बुलेटिन देख रहे हैं, जबकि इंद्रजीत दोपहर एक और शाम चार का अपना बिहार देख रहे हैं. वहीं अकबर शाम साढ़े सात बजे और रात साढ़े दस का जोहार झारखंड बुलेटिन और नीलेश दोपहर डेढ़ व शाम साढ़े चार बजे का जोहार झारखंड बुलेटिन निकाल रहे हैं. प्रतीक अभी बिहार विधानसभा चुनाव समेत समाचार विशेष की टीम को लीड कर चुके हैं. ईटीवी बिहार-झारखंड चैनल के इन पांचों पत्रकारों को प्रोड्यूसर बनाए जाने पर शुभकामनाएं.












vikram
October 4, 2010 at 8:20 pm
Pratik sir samet sabko badhai.
kumar gautam
October 4, 2010 at 10:19 pm
savi ko badhai hai ….
vijay srivastava
October 4, 2010 at 11:15 pm
meri sabko badhai. paratik ji, indrajit ji, vivek ji, akbar bhai aur neelesh ji, aap sabse kai baar khabron ke silsile me mera gahra nata raha hai. khabar jaankar mann bahut khush hua. aap sabki khushi me main yahan saikdon km door se shaamil hoon. ye to dil ki nazdeekiyon ka nata hai na. meri badhai e tv management ko bhi, jihone doosre channels se alag channel ke logon ke liye hamesha hi socha hai. vijay srivastava, e tv news, darbhanga.
Manoj
October 4, 2010 at 11:25 pm
Vevik bhaiya, Pratik Bhaiya, Akbar Bhai, Pandy ji aur Nilesh ji ko badhai
zee ka ek patrkar
October 5, 2010 at 2:02 am
jab main etv me tha tab dekha tha ki akbar aur vivek ko chorkar sab gober the.
bijay singh
October 5, 2010 at 3:29 am
congratulations friends……
zee ka dosra patrakar
October 5, 2010 at 5:35 am
ze ke ek patrakar ne jo tippni ki hai wo bakwash hai. Maine bhi etv me kam hote dekha hai. Pancho producer etv me hira se kam nahi hai. Vivek ji aur akbar bhi ko jaha regeinal bulletin me maharat hashil hai. Wahi Pratik ji spl bulletin me mahir hai. 2008 me koshi ke badh ke samay pratik ji ne hi 30 ganthe se jayada ka live bulletin produce kiya aur lok shabha election ki team ko lead kiya. Nilu bhi aur pandy ji bhi lajabab hai.
zee ka ek patrkar
October 7, 2010 at 3:42 am
to kya tum anchor tha jo 30 ghanta ka live kar raha tha, apni tippani dusare ke name se kyo likh rahe ho sabse bada dehchor ho kya kaam karte ho
sudhir-dumka
October 8, 2010 at 12:36 am
CONGRATS TO ALL OF YOU.
SUDHIR DUMKA
sudhir-dumka
October 8, 2010 at 12:40 am
CONGTATULATIONS TO ALL OF YOU.
SUDHIR-DUMKA
Friend
October 8, 2010 at 6:05 am
zee ke ek patrakar aur zee ke dosre patrakar se mera namra nivedan hai ki khusi ke is mauke par kraipya aap dono apna aarop pratyarop band kare. Akhir sabhi apne bhai log hi hai. Aur unki es khusi me hum sabo ko shamil hona chaiye.