मौर्य टीवी, पटना से सैयद इरशाद हुसैन ने इस्तीफा दे दिया है. वे यहां पर एंकर कम स्पोर्टस प्रोड्यूसर थे. वे अपनी नई पारी कहां से शुरू करने वाले हैं इसकी जानकारी नहीं मिल पाई है. इरशाद एक साल पहले ही मौर्या से जुड़े थे. इन्होंने चैनल के लिए कई कार्यक्रम प्रोड्यूस किया. जिसमें रनभूमि, मौर्य स्पोर्टस, विश्वयुद्ध जैसे कार्यक्रम शामिल हैं.
इरशाद ने अपने करियर की शुरुआत लखनऊ में पायनीयर के साथ की थी. इसके बाद मुंबई में कई समाचार चैनलों में बतौर एंकर और रिपोर्टर सेवाएं दीं. मुंबई में स्पोर्टस इंटरैक्टिव न्यूज एजेंसी के लिए आईपीएल कवर किया. मौर्य टीवी ज्वाइन करने से पहले इरशाद टीवी9 के साथ स्पोर्टस एंकर तथा स्पोर्टस रिपोर्टर के रूप में जुड़े हुए थे.












amit,bureau chief,maurya tv.
March 24, 2011 at 8:05 am
irshad jaise nikamo ko to jana hi tha.yashwant ji pahle aap kisi ke bare me jaan le tavi news flash kare,irshad ki pahli job to maurya tv hai,yaha par wo trainee anchor ke taur pe kaam karta tha,aur aap iske bare me kafi badha chada kar bata rahe hai.
Asitnath Tiwary
March 25, 2011 at 2:49 am
Amit, lagta hai aapko galatfahmi ho gai hai ya phir syed ke baare me aap jaante nahi hai. Uske jaisa kaam karne waala shaayd pure maurya me nahi milega, akele dam par usne 1 saal tak sports me maurya ko naye shikhar par le gaya. Uske chodne se maurya ko jhatka laga hai. Aur wo yahan trainee anchor nai tha, scripting se lekar producing,reporting aur anchoring sabhi me best tha. Isiliye kuch bhi likhne se pahle pata kar lena chaiye.
Asitnath tiwary, sr.anchor, maurya tv
Himanshu
March 25, 2011 at 2:55 am
Sahi ka asit ji, Syed ke na rahne se channel ko zordaar jhatka laga hai. Lekin wo jahaan bhee jaayega, channel ke liye asset hoga, kaam karne jazbaa koi seekhe to syed se. Amit tum paagal ho gaye ho kya,jo aisee baate likh rahe ho.
Abhishek
March 25, 2011 at 2:59 am
Amit,aisaa lagta hai ki syed se tumhaari koi personal problem hai. Warna uske baare me aisaa likhnaa samajh se baahar hai, wo bhi jhuthee baaten.
Jitendra
March 26, 2011 at 11:06 am
Irshad sports ki jaan tha, uske jaane ke baad Maurya par iska asar saaf saaf dikhaai de raha hai, ab sirf khanapurti ke liye maurya sports program dikha raha hai. Na hi scripting me dam hai na hi presentation me. Uspar se KHALLI ki anchoring to bilkul hi ghatiya hai. Kul milakar sports program bhagwaan bharose hi. Lekin management ki aankhe band hai.
Navin
March 26, 2011 at 11:10 am
Maurya ko aaj nahi to kal sports ke liye koi mil hi jaayega. Lekin Saiyad jaisa kaam karne waala kabhi nai mil sakta.
p jha
March 29, 2011 at 7:59 am
amit jee phale khud ke bare main sochiye tab aage boliye Jiske ghar sise ke hote hai woh dusko ke ghar par pattar nahi marte hai
koi apna
April 5, 2011 at 3:17 am
bhai sahab mere liye to ye breaking news hai…..
waise ye to hona he tha….dekhte raheye…..kumar Rajesh or kya kya karte hai……….