अमर उजाला, नोएडा से महेश यादव ने इस्तीफा दे दिया है. वे यहां पर सब एडिटर थे. वे फिलहाल काम्पैक्ट डेस्क पर अपनी सेवाएं दे रहे थे. इसके पहले वे दिल्ली डेस्क तथा कोआर्डिनेशन डेस्क पर काम कर चुके थे. महेश ने अपनी नई पारी राजस्थान पत्रिका, सीकर के साथ शुरू की है. उन्हें यहां सीनियर सब एडिटर बनाया गया है. महेश ने करियर की शुरुआत 2006 में विराट वैभव, दिल्ली से की थी. इसके बाद दैनिक भास्कर को भी डेढ़ सालों तक जोधपुर में अपनी सेवाएं दीं. इसके बाद जनवरी 2008 में अमर उजाला ज्वाइन कर लिया था.
हिंदुस्तान, जमुई से खबर है कि रुपेश सिंह को कार्यमुक्त कर दिया गया है. वे यहां पर रिपोर्टर थे. वे अपनी नई पारी कहां से शुरू करेंगे इसकी जानकारी नहीं मिल पाई है. रुपेश काफी समय से हिंदुस्तान से जुड़े हुए थे. इसके पहले जमुई जिले में कार्यरत राणा संजय सिंह को भी हटा दिया गया था. बताया जा रहा है कि ब्यूरोचीफ मोहन कुमार मंगलम की शिकायत करने पर उन्हें बाहर का रास्ता दिखाया गया है.












patrakar
September 20, 2011 at 7:19 am
ye to hona hi tha , jamui me mangalam ke aane ke bad rupesh aur mangalam me achhi banati thi par … dost dost na raha …… rana sanjay ke bad rupesh …. mangalam ji ab kis ki bari … lekin manglam ji jara hindustan ka bhi mangal soche kewal do log hi office me nahi hai aur log bhi hai
sandeep pandey
September 20, 2011 at 10:56 am
sir
mahesh ji aapne bahut achchha kiya amar uzala chhod k.
purane logo ki inhe kadra nahi hai.
waha chaplooson ki zarurat hai.
sandeep khandelwal
September 21, 2011 at 8:36 am
wel come in rajasthan patrika
mahesh ji
ek patrakaar
September 21, 2011 at 10:36 am
jodhpur kaa editorial staff bhi usi gambhirta aur imandari se work karta hai jaise aur akhbaron ke sathi karte hain. maanwiya bhool kabhi kabhi badi kimat mang leti hai. galtiyan to roj har jagah ho rahi hai. jodhpur ke patrika staffs ki kaabliyat per hi sawal utha diya hai. galat hai. aap patrakaar hain to uski maryada ka bhi dhyan rakhen. mujhe staff ki kabliyat pae sandeh nahin, jab main jodhpur mein tha to dekha hai wahan ke staffs ki kabliyat. vishwas nahin ho to international word pratiyogita kara lena, baat samajh me aa jayegi. nevertheless, ab to galti ho chuki hai.
ek patrakaar
vinay yadav
September 29, 2011 at 6:05 pm
hardik badhai ho mahesh ji. kamyabi ki Or badhate rahe.
Raghvendra
October 17, 2011 at 10:14 am
mahesh ji aapko hardik badhai.