गुड़गांव में बिना परमिट अवैध चैनल चलाने के आरोप में सीआईए सेक्टर 31 पुलिस ने एक केबल संचालक को गिरफ्तार किया है। उसके खिलाफ सिविल लाईन्स थाने में कॉपीराईट एक्ट के तहत मामला दर्ज किया गया है। पुलिस के मुताबिक दिल्ली निवासी मनोज कुमार ने गुड़गांव पुलिस को शिकायत दी थी कि पेवन केबल नेटवर्क का संचालक चंद्रिका प्रसाद साहू बिना परमिट के कई अवैध चैनल गुड़गांव के कई क्षेत्रों में प्रसारित कर रहा है।
शिकायत पर कार्रवाई करते हुए सेक्टर-31 पुलिस ने आरोपी को गिरफ्तार कर लिया। संचालक सन टीवी व इसी तरह के कुछ चैनल बिना अनुमति गुड़गांव के कई क्षेत्रों में प्रसारित कर रहा था। इस मामले में शिकायत के आधार पर आरोपी केबल संचालक के खिलाफ सिविल लाईन्स थाने में कॉपीराईट एक्ट के उल्लघंन का मामला दर्ज किया है। साभार : हिंदुस्तान












abdul tarik
September 25, 2011 at 4:48 pm
sir
mai tikamgarh mp ka hu or mere city mai ve news channel chal rha hi kya us par koie action leya ja sakta hi kya karna hoga 9179003786
Ajeet Tyagi Journalist
October 1, 2011 at 2:41 am
India ke adhikans city me ye local channel ke nam par esha chal raha hai.
sharad
September 25, 2013 at 5:22 am
yashwant ji ko aur bhadas ke sammanit pathako ko jaankaaree honi chahiya ki sun tv koi news ya channel nahi hai vo ek dth service hai jiska durupyog kabhi kabhi cable operater karte hain . gurgaon ki ghtna bhi vahi hai. lekin jaha tak kisi local news channel ke avaidh prasaran ka masla hai to apko bata du k up sarkar ne kisi bhi local channel ya local news channel ke liye extra fees 100/= per t.v. per year laagu kar di hai . aur up me jaha bhi local channel ke jariye news ya koi sthaniya programme chal raha hai vo avaidh nahi hai. up ke kai mahanagro me jaise meerut, bulandshahar,hathras,moradabad & etc. yadi local news chal rahi hai to uska sarkaar ko tax bhi mil raha hai . akele meerut ki baat kare to up sarkaar ko 96 lacs ki moti rakam prapt hu hai aur anya mahanagro se bhi kai crore rupya kosh me jama kiya ja chuka hai .