Connect with us

Hi, what are you looking for?

Local News Community

आवाजाही

आई-नेक्‍स्‍ट, कानुपर से मार्केटिंग हेड अनिल का इस्‍तीफा

: हिन्‍दुस्‍तान, देहरादून से जुड़े रूपेश : आई-नेक्‍स्‍ट, कानपुर से अनिल पाण्‍डेय ने इस्‍तीफा दे दिया है. वे मार्केटिंग हेड थे. बताया जा रहा है कि प्रबंधन उन पर वापस लौटने का दबाव बना रहा है. वे पिछले दो सालों से आई-नेक्‍स्‍ट के साथ थे. वे कहां जा रहे हैं इसकी जानकारी नहीं मिल पाई है.

: हिन्‍दुस्‍तान, देहरादून से जुड़े रूपेश : आई-नेक्‍स्‍ट, कानपुर से अनिल पाण्‍डेय ने इस्‍तीफा दे दिया है. वे मार्केटिंग हेड थे. बताया जा रहा है कि प्रबंधन उन पर वापस लौटने का दबाव बना रहा है. वे पिछले दो सालों से आई-नेक्‍स्‍ट के साथ थे. वे कहां जा रहे हैं इसकी जानकारी नहीं मिल पाई है.

डीएनए, लखनऊ से सीनियर फोटोग्राफर रूपेश सोनकर ने इस्‍तीफा दे दिया है. वे अपनी नई पारी हिन्‍दुस्‍तान, देहरादून के साथ शुरू करने जा रहे हैं. उन्‍हें हिन्‍दुस्‍तान में स्‍टाफ फोटोग्राफर बनाया गया है. रुपेश पिछले कई साल से डीएनए के साथ जुड़े हुए थे. उनकी गिनती तेजतर्रार फोटोग्राफरों में होती है.

 

CosmoQuick: AI Recruitment For Media Jobs
Click to comment

0 Comments

  1. marketer

    December 26, 2010 at 2:41 pm

    yeh galat hei ki inext prabhandan anil ke upar wapsi ka dabav bana rahin hei….. anil ko kafi time se terminate karne ki baat chal rahin thi kyonki inext kanpur target achieve nahin kar pa raha tha ……par kendriya mantri sriprakash jaiswal ke bete siddharth jaiswal ke reference ki wajah se Jagran ke GM vikas chandra aur director shailesh gupta anil ko DJ group laye the aur isi wajah se anil ka kuch ho nahi pa raha tha. anil ke upar abtak news ke liye client se rishwat aur agency se peechle 2sallon mein paisen lene ke kai ilzam jab tab kai baar lag chuke hei lekin har baar sidharth jaiswal ka sidha phone shailesh gupta ko ajaane ki wajah se anil bach jaate the. anil ne apne immediate boss rohit mehrotra jinko chair pe baith ke sirf mathematical calculation aati hei…….aur kabhi bhi marketing nahi ki hei ko aur office executive aruna nair jo navnirvachit dgm pankaj pandey se naaraz hei ko apni team mein shamil kar liya aur milkar hisab kitab karne lage …….inext ke project head insab baaton ko jaante hue kafi dino se anil ko chance de rahein the par afsos anil sudhar nahi rahein the…..akhir mein ek agency upadhyay advt jisse paise leke inhone jama nahin kiye ki wajah se dj management ko court ka notice mil gaya aur sharminda hona pada….ki wajah se inhe management ne bahar ka raasta dikha diya……

  2. marketer

    December 28, 2010 at 12:39 pm

    ye baat ekdum theek hai anil pandey media mein dalali karne walon mein ek bada naam tha jisse jagran jaise group ki nak kut rahi thi usne kai bar khabron ke naam pur vasooli ki aur marketing team mein apne jaise logon ko bharti kiya. uspe sone pe suhaga rohit mehrotra jisne ajtak ke itihas mein ek bhi add khud final karvaya nahi sirf laptop pe baith ke rate badaya pandey racket ko pura support kiya inext ki thodi dimak to kum ho gai hai pur poori mehrotra ke jane ke bad khatm hogi

  3. media

    December 29, 2010 at 7:20 am

    waise inext ka craze kam ho chuka hei…….circulation aur readership kafi down hei…..is doobte jahaz ko purane dhurandar batsman jaise ajay mishra , nitin rathi , manoranjan singh ki sakth jaroorat hei. inme sai kai log aaj media jagat ke nam chin log ho chuke hei aur doosre media mei kafi bade status pe hei…..aur in sabke sath jagran management ne politics ki….system se vikas chandra , shailendra jaitely , pravin sharma , rohit mehrotra , aruna nayar jaise dalal out kiye jaane chahiye….tabhi politics band hogi aur pure group ka bhala hoga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

भड़ास तक खबर सूचनाएं जानकारियां मेल करें : [email protected]

भड़ास के वाट्सअप चैनल से जुड़ें और नवीनतम खबरें पाएं : Bhadas Whatsapp

भड़ास लीगल टीम : किसी किस्म की लीगल हेल्प के लिए संपर्क करें- Bhadas Legal Team

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Uncategorized

मीडिया से जुड़ी सूचनाओं, खबरों, विश्लेषण, बहस के लिए मीडिया जगत में सबसे विश्वसनीय और चर्चित नाम है भड़ास4मीडिया. कम अवधि में इस पोर्टल...