Connect with us

Hi, what are you looking for?

Local News Community

दुख-दर्द

एंकर से मारपीट करने वालों के आगे पूंछ हिलाती रही दिल्ली पुलिस!

यशवंत जी… भारत सरकार को चाहिए कि वो पुलिस को एक नोबेल पुरस्कार देने की घोषणा करे… और इस पुरस्कार को देने के लिए लोगों के वोट या एसएमएस के माध्यम से फैसला करे… तो मैं दिल्ली पुलिस को एसएमएस करूंगा… अब देखिए ना कि भारत में कोई पुलिस इतनी तेज नहीं होगी जितनी दिल्ली पुलिस… दिल्ली पुलिस दिल्ली की जनता का भले ही ख्‍याल न करे, लेकिन दिल्ली के मंत्रियों और विधायकों का पूरा ख्‍याल रखती है…

यशवंत जी… भारत सरकार को चाहिए कि वो पुलिस को एक नोबेल पुरस्कार देने की घोषणा करे… और इस पुरस्कार को देने के लिए लोगों के वोट या एसएमएस के माध्यम से फैसला करे… तो मैं दिल्ली पुलिस को एसएमएस करूंगा… अब देखिए ना कि भारत में कोई पुलिस इतनी तेज नहीं होगी जितनी दिल्ली पुलिस… दिल्ली पुलिस दिल्ली की जनता का भले ही ख्‍याल न करे, लेकिन दिल्ली के मंत्रियों और विधायकों का पूरा ख्‍याल रखती है…

अब मैं आपको एक घटना बताता हूं जो रात दो बजे के करीब ए2जेड न्यूज चैनल के सामने घटित हुई… हुआ ये कि ए2जेड के एंकर अपनी ड्यूटी पूरी कर घर के लिए ऑफिस से निकले कि गेट के पास कुछ रईसजादे घर के गुंडे आफिस के सामने अपने में ही भद्दी-भद्दी गालियां कर रहे थे… तभी एंकर ऑफिस की गाड़ी में बैठने के लिए जैसे बढ़े कि रईसजादों ने ड्राइवर से मारपीट शुरु कर दी… अब एंकर ने देखा कि रईसजादे ड्राइवर के साथ मारपीट कर रहे हैं तो मानवता के नाते एंकर ने उनको रोकने की कोशिश की… तो इन लोगों ने ड्राइवर के साथ एंकर से भी मारपीट और गाली-ग्‍लौज करने लगे… जब इसकी सूचना पुलिस को दी गई तो पीसीआर की गाड़ी कुछ मिनट में ही पहुंच गई… पीसीआर कुछ समझ पाती तब तक दो लालबत्ती लगी गाड़ियां वहां पहुंची… इन गाड़ियों में ही ये रईसजादे अपने मां-बाप का नाम रौशन करने के लिए रात में निकलते हैं…

ये गाड़ी थी दिल्ली के ही मशहूर एमएलए रामवीर सिंह बिधुरी की… मैं उनको जानता नहीं इस गाड़ी के पीछे लगे स्टीकर पर लिखा मैंने देखा… पीसीआर मारपीट कर रहे आठ लोगों को वहां से लेकर करोलबाग थाने पहुंचती है, लेकिन वहां पर पहुंचकर आरोपियों की संख्या घटकर 4 हो जाती है… अब बात होती है थाने में एफआईआर दर्ज करवाने की… लेकिन पहले पुलिस अपने धर्म के मुताबिक समझौता करवाना चाहती है… जब मामला सुलझता नहीं दिखता तब पुलिस शिकायत दर्ज करती है… शिकायत दर्ज करने के दौरान पुलिस बचे चार आरोपियों को थाने में चाय पिलाती है, ये मानवता के नाते नहीं बल्कि जो आरोपी शराब पिए हैं, वो मेडिकल में साबित न हो सके इसलिए ऐसा किया… हालांकि मेडिकल में डाक्टरों ने आरोपियों को शराब पीया मान लिया… शिकायत तो पुलिस ने दर्ज कर लिया लेकिन एफआईआर के लिए सुबह की बात करने लगी…

सुबह की कहानी… बात जब नेता की हो तो भला पुलिस बेचारी क्या करती… आखिर उसे भी तो अपनी नौकरी इन्हीं नेताओं के रहम पर करनी होती है… पुलिस ने गाड़ी पर लगी लाल बत्ती को हटवा दिया और जो दिल्ली विधान सभा के पार्किंग का वैद्यता खत्म स्टीकर लगा था उसे भी हटवा दिया… पुलिस ने ये बयान भी दिलवा दिया कि मीडिया वालों ने जबरदस्ती पहले तो मारपीट की और मैकेनिक बुलाकर लालबत्ती लगवा दी… आरोपियों को पुलिस ने अपने चोटी से एड़ी तक का पूरा जोर लगाकर आरोप से मुक्त करवाने में जुट गई है… यशवंत जी हम चाहते हैं कि यदि हो सके तो दिल्ली पुलिस को आप भी नोबेल पुरस्कार दिलवाने में जरुर सहयोग दें…

एक पत्रकार द्वारा भेजे गए मेल पर आधारित.

CosmoQuick: AI Recruitment For Media Jobs
Click to comment

0 Comments

  1. rakesh

    February 20, 2011 at 7:40 am

    bhai sahab police wala neta ka aab juta saph kar raha to kya aab neta je ke aage pucch hilana koan bat hai

  2. देवेश के वशिष्ठ

    February 20, 2011 at 10:00 am

    बिगड़ैल रईसजादों को बचाती पुलिस की बेशर्मी इस फेसबुक लिंक को देखें। यहां थाने में खड़ी गाड़ी से लाल बत्ती और विधानसभा का स्टीकर हटाते ये रईसजादे भी देखे जा सकते हैं। इनका बयान है कि मीडिया के लोगों ने रात के एक बजे मैकेनिक बुलाकर इनकी गाड़ियों पर लाल बत्ती और विधानसभा के एक्सपाइरी डेट के स्टीकर लगवा दिये।
    http://www.facebook.com/#!/video/video.php?v=10150090542216829&comments

  3. NKS

    February 20, 2011 at 11:10 am

    Corruption is bad for India

  4. Lila Dhar Sharma

    February 20, 2011 at 4:18 pm

    jindagi me ek baar kabhi ye ehashas ho jata hai
    n chahte hue bhi aksar kisi se pyar ho jata hai
    phir har lamha khubshurat har pal khusgwar ho jata hai
    dil to pagal hota hai har tinka sajo kar rakhta hai
    par waqt ki andhi aur kismat ka tufan
    sahil se pehle hi sab kuchh baha kar le jata hai
    aur shayad kisi adhkhile phool ki tarah
    pahla pyar aksar adhura rah jata hai

    Manzilein bhi us ki thi, Rasta bhi us ka tha,
    Ek main akela tha Kaafilaa bhi us ka tha,
    Saath saath chalne ki soch bhi us ki thi,
    Phir rasta badalne ka faisla bhi us ka tha,
    Aaj kyun akela hoon Dil sawal karta hai,
    Log to usi ke the Par kya khuda bhi us ka tha,
    Har raasta bhi us ka tha, har fiasla bhi us ka tha..
    Log bhi usi ke the shayad khuda bhi us ka tha…
    aur kya karon bayan, apni barbadiyon ka aalam..
    ki Jo ab sawal karta hai..ye dil mera bhi to usi ka tha..

    Phir kisi yaad ne, raat bhar hai jagaya mujh ko
    Kya saza di hai, mohabat ne khudaya mujh ko
    Din ko aaram hai na, raat ko hai chain kabhi
    Jane kis khaak se, qudrat ne banaya mujh ko
    Dukh to yeh hai ke, zamane main milay ghair sabhi
    Jo mila hai, woh mila ban ke, paraya mujh ko
    Jab koi bhi na raha kandha, mere rone ko
    Ghar ki deewaron ne, seene se lagaya mujh ko
    Uoon to umeed-e-wafa, tum se nahi hai koi
    Phir charaghon ki tarah, kis ne jalaya mujh ko
    Bewafa zindagi nay jab chorh diya hay tanha
    Maot nay piyar say pehloo main bithaya mujh ko
    Woh diya hoon jo, mohabat ne jalaya tha kabhi
    Gham ki andhi ne, sar-e-sham bujhaya mujh ko
    Kaise bhoolau ga woh, wakt ke lamhe
    Yaad aata raha, zulfon ka hi saya mujh ko

    Co-education K Side Effects
    BOY…….:
    tum se bichra tou ye ehsas huwa,
    ye ishq na hum ko raas huwa,
    mere dil ka satiyanaas huwa,
    humara daakh-la(addmission) tou aik sath huwa,
    per gazab k tere sath huwa,
    tu husn ki devi fail hui,
    mai dard ka mara pass huwa.

    GIRL…….:
    mai clas mei tum ko dekhti thi,
    din raat mei tera sochti thi,
    kitab ko jab mei uthati thi,
    teri yadon mei kho jati thi,
    par tuj ko na ehsas huwa,
    ye gazab tou mere sath huwa,
    mai pyar ki pyasi fail hui,
    tu jhoota aashiq pass huwa.

    Aisi apni Wife ho………………

    5’5″ jiski height ho,
    Chehra jiska bright ho,

    Weight mein thori light Ho,
    Umer mein difference slight ho,

    Thori see wo quiet ho,
    Tu memorable her ek night ho~

    Aisi apni Wife ho………………

    Saas ki khidmat jiski khwahish ho
    Beauty multiply by Twice ho,
    mom dad ki choice ho,

    Aisi apni Wife ho………………

    Padosi jab baat kare tu,
    haath me uskay knife ho.
    Dinner candle light ho,
    Tu Delecious har ek Bite ho,
    Dono mein na kabhi fight ho,
    Milne k baad dil delight ho..

    Aisi apni Wife ho………………

    Ankhain uski jaisay…sunny Twilight ho!
    Honton ko dekh ker lagay…jaisay coke diet ho
    Jab saari pehn k niklay tu kya sight ho,
    Aisa lagay jaisay switzerland ki flight ho,
    Favourite colour white ho,
    make-up thora light ho
    Zulfain Dynamite hoon..
    Basant mein jaisay ur rahi koi kite ho !

    Aisi apni Wife ho………………

    Kaash yeh concept 100% right ho
    agar aisi apni wife ho
    tu kya haseen life ho
    Batoon mein garmaish ho
    har kisi ki yahi farmaish ho
    kudrat ki bhi aazmaish ho
    Defense ki rehaaish ho,
    Kise ki bhi na look-a-like ho,

    Aisi apni Wife ho………………
    Aisi apni Wife ho………………

    Aisa Apna Husband Ho

    5’10”-6′ jiski height ho
    jeans dheeli magar body tight ho
    biwi ka her nakhra uthaye,
    itna mizaaj uska light ho
    aisa apna husband ho

    uff tak na kare itna quiet ho
    dinner banaye wo
    jab bhi romantic night ho
    shopping ker ke jab bhi aoon,
    bole my love.. tum kitni nice ho
    aisa apna husband ho

    muje rani bana ker rakhe,
    to phir zindagi delight ho
    saas sussar ke samne kahe,
    jaan tum hamesha right ho
    hamesha jo haar maan jaye,
    jab bhi kabhi fight ho
    aisa apna husband ho

    palakon pe bitha ke rakhe jo
    shadi ke baad bhi gym chalu rakhe wo
    subah coffee ke aroma se muje uthaye wo
    b’day & wedding anniversary gift ki shopping ke liye time nikale jo
    aisa apna husband ho

    jaha chahoon jaoon,
    jo chahe karoon,
    kuch is tarah ki life ho
    her doosre week ghoomne phirne ki flight ho
    aur sath mein uska 1 supplementary credit card aur mobile ho…
    aisa ho jaye to mein udoon aasman mein, jaise ke kite ho
    aisa apna husband ho

    aisa apna husband ho
    aisa apna husband ho…….

    Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai,
    Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai.

    Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichhaa deta hoon
    Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichhaa deta hoon
    Uske jaane ke baad woh sab note utha leta hoon..
    wah,wah,wah, wah……. taaliyon ki gad-gadahat)

    Pyar mein kitne ghar doob gaye yaaron..
    Pyar mein kitne ghar doob gaye yaaron..
    Pyar mein pandrah-bees ghar doob gaye yaaron..
    (wah,wah,wah, wah……. taaliyon ki gad-gadahat)

    WOH SADAK KE IS PAAR THI, HUM SADAK KE US PAR THE;
    KUCH HUM AAGE BADHE, KUCH WOH AAGE BADHI;
    HUM KUCH AUR AAGE BADHE, WOH BHI KUCH AUR AAGE BADHI;
    HUM KUCH AUR AAGE BADHE, WOH BHI KUCH AUR AAGE BADHI;
    AB HUM SADAK KE US PAR THE, AUR WOH SADAK KE IS PAR THI.

    Aapne mere man se khela,
    aapne mere tan se khela,
    aapne mere dhan se khela
    aapne mere tan, man, dhan se khela…
    well played! well played! well played!!

    Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai,
    Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai.

    Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
    Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
    iodex maliye kaam pe chaliye,

    Tum har raat mere khwabon mein aao,
    Tum har raat mujhe yuunhi satao,
    Melody khao khud jaan jao……..

    Door se dekha to kuchh dikha nahi,
    Door se dekha to kuchh dikha nahi,
    Paas jake dekha to kuchh tha hi nahi.

    Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai;
    Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai;
    Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?

    Main hu yahan, tu hai wahan
    Main hu yahan, tu hai wahan
    Lifebuoy hai jahan, tandurusti hai wahan

    Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain,
    Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain;
    JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!!

    kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai,
    kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai,
    ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??

    Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta;
    Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta;
    Tan ki shakti, man ki shakti, Bournvita.

    Tum aa gaye ho,
    noor aa gaya hai;
    chalo teeno movie chalen.

    Khud ko kar buland itnaa Ke,
    ‘Himaalay ki choti pe jaa pahunche’
    Aur khuda tumse puche,
    ‘Abe sale gadhe, ab utrega kaise??’

    Jise dil diya woh dilli chali gayi,
    jise pyar kiya woh italy chali gayi;
    dil ne kaha khud-kushi(suicide) kar le zaalim,
    bijli ko haath lagaya to bijli chali gayi.

    Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, bade josh ke sath;
    Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, bade shhor ke sath;
    Aab hum pyar karenge badi soch ke sath,
    Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath!!!

    LAL DIWAR PAR CHUNE SE LIKHA THA GHALIB NE,
    LAL DIWAR PAR CHUNE SE LIKHA THA GHALIB NE,
    YAHAN LIKHANA MANA HAI.

    kaaash ke tere chehre par Chickenpox ke daag hote.
    kaaash ke tere chehre par chickenpox ke daag hote.
    chand to tu hai hi, sitaare bhee saaath hote…

    Ladka bola kash in hasinao ke baap mar jate,
    bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate.
    Ladki boli Bewkoof, Yeh sochana bhi paap hoga,
    kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.

    Ladki boli:
    Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
    Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
    Ladka bola:
    Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
    Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
    Irshaad.Irshaad.

    Bewafa sanam se to cigrattee achi hai,
    Bewafa sanam se to cigrattee achi hai,
    Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai.

    to be remember…..
    .alcohol kills man(/women) slowly .so what who wants to die soon.

    जिनकी याद में हम दीवाने हो गये, वो हम ही से बेगाने हो गये.
    शायद उन्हे तलाश है अब नये प्यार की, क्यूंकी उनकी नज़र में हम पुराने हो गये

    बाकी कुछ ना रहा ज़माने में, जवानी गुज़र रही महखाने में.
    अब तो करले मेरे प्यार पे यकीन, वरना ज़िंदगी बीत जाएगी आज़माने में.

    तुम्हारी हर अदा का क्या जवाब दूं, अपने प्यार को क्या उपहार दूं.
    कोई अच्छा सा फूल होता तो माली से मँगवाता, जो खुद गुलाब है उसको क्या गुलाब दूं.

    वक़्त हूमे भुला चुका है, मुक़द्दर भी ना भुला दे.
    हम प्यार इसलिए नही करते, की कहीं हूमे फिर से कोई ना रुला दे.
    __________________
    दुनिया का सबसे खुश शख्स वो है जिसकी-बेटी की फोटे फेमिना कवर पर
    बेटै की फोटो इंडिया टुडे पर
    गर्लफ्रेंड की फोटो फिल्म फेयर पर
    और पत्नी की फोटो अखबार के गुमशुदा कॉलम पर।

    यह बात बहुत ही शर्मनाक है, और इस घटना पर पुलिस की हठधर्मिता सुनने के बाद तो ऐसा लगने लगा है कि दिल्‍ली में सिर्फ नेताओं और गुडो का राज है। कल हुई इस घटना से एक बात एक बात सामने आई की जब पत्रकारों की यह हालत है तो आम आदमी को तो दिल्‍ली पुलिस से किसी तरह की आशा ही नही रखनी चाहिये। एक चैनल के एंकर के साथ यह घटना घटने के बाद पुलिश का जो रवैया रहा है वो हमें एक बात भी सिखाता है की आज कल पत्रकारों की कोई अहमियत नही रही और पुलिश मिडिया से नही बल्कि नताओं से खोफ खाती है ।

  5. chandan srivastava

    February 20, 2011 at 4:59 pm

    ye jisne bhi likha hai use itna dar hai ki usne apna naam badal kar “ek patrakar” rakh liya….aise darpoko ke liye aisi hi jindagi bani hai…samman se jine ke liye doosre ka chuakhat khatkhatane ke bajay khud ko samman karna chahiye.

  6. Lila Dhar Sharma

    February 20, 2011 at 5:08 pm

    मै माफि चाहुंगा की मैने अपना कमेंट पोस्‍ट करना था जो मैंने एक वर्ड फाईल में लिख कर यहॉ पर पेस्‍ट किया था जिसमें मैरे कई और भी बाकी की यह भी मैरे कमेंट के साथ यहॉ पर आ गया मै इस गलती के लिए क्षमा प्रार्थि हुं , और B4U के लोगो से मैरी प्रार्थना है कि मैरे कमेट के अलावा जो भी छपा है उसे हटाने का कष्‍ट करें।
    ..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

भड़ास तक खबर सूचनाएं जानकारियां मेल करें : [email protected]

भड़ास के वाट्सअप चैनल से जुड़ें और नवीनतम खबरें पाएं : Bhadas Whatsapp

भड़ास लीगल टीम : किसी किस्म की लीगल हेल्प के लिए संपर्क करें- Bhadas Legal Team

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Uncategorized

मीडिया से जुड़ी सूचनाओं, खबरों, विश्लेषण, बहस के लिए मीडिया जगत में सबसे विश्वसनीय और चर्चित नाम है भड़ास4मीडिया. कम अवधि में इस पोर्टल...