Connect with us

Hi, what are you looking for?

प्रिंट

शशि शेखर जी, मैं इस्तीफा दे रहा हूं

[caption id="attachment_17473" align="alignleft" width="71"]अभयअभय[/caption]आदरणीय शशि शेखर जी, सादर प्रणाम, मैं, अभय कुमार दैनिक हिंदुस्तान के धनबाद संस्करण में मार्च 2002 यानी 8 वर्षों से क्राइम रिपोर्टर के रूप में काम करता रहा हूं. इन आठ वर्षों में हिंदुस्तान के धनबाद संस्करण में जो भी संपादक आये और रिपोर्टिंग को लेकर उनकी ओर से जो भी निर्देश मिले, मैं उसे पूरा करता रहा. पिछले आठ सालों में शायद ही कोई दिन रहा हो, जब क्राइम रिपोर्टिंग में मैं किसी अखबार से हिंदुस्तान को पीछे रहने दिया हो. मेरे बेहतर कार्य को देखते हुए सबने आश्वासन दिया कि जल्द मुझे स्टाफर बनाया जायेगा.

अभय

अभय

अभय

आदरणीय शशि शेखर जी, सादर प्रणाम, मैं, अभय कुमार दैनिक हिंदुस्तान के धनबाद संस्करण में मार्च 2002 यानी 8 वर्षों से क्राइम रिपोर्टर के रूप में काम करता रहा हूं. इन आठ वर्षों में हिंदुस्तान के धनबाद संस्करण में जो भी संपादक आये और रिपोर्टिंग को लेकर उनकी ओर से जो भी निर्देश मिले, मैं उसे पूरा करता रहा. पिछले आठ सालों में शायद ही कोई दिन रहा हो, जब क्राइम रिपोर्टिंग में मैं किसी अखबार से हिंदुस्तान को पीछे रहने दिया हो. मेरे बेहतर कार्य को देखते हुए सबने आश्वासन दिया कि जल्द मुझे स्टाफर बनाया जायेगा.

वो चाहें रांची के पूर्व संपादक हरिनारायण जी से लेकर धनबाद के संपादक ज्ञानवर्द्धन जी, नदीम जी रहे हों, सबने हमेशा  मुझे स्टाफर बनाने का आश्वासन दिया. इधर धनबाद में जब ओमप्रकाश अश्क जी संपादक बन कर आये, तो उन्होंने भी मुझे आश्वासन दिया कि स्टाफर बनायेंगे. अश्क जी मुझे पिछले 12 वर्षों से मुझे जान रहे हैं. 1999 में मैं धनबाद में प्रभात खबर में क्राइम रिपोर्टर था. तब अश्क जी यहां प्रभात खबर में दो माह के लिए संपादक बन कर आये थे.

इधर अश्क जी जो भी एसाइनमेंट देते रहे, मैं पूरा करता रहा. मगर मुझे दुख तब हुआ, जब मुझसे काफी जूनियर लड़के को मुझसे काफी अधिक वेतन पर लाया गया और जिस लड़के को अश्क जी लाये, वह तीन माह पूर्व ही हिंदुस्तान छोड़ कर जागरण में गया था. मुझे दुख के साथ यह कहना पड़ रहा है कि जिस लड़के को अश्क जी ले आये, उसकी सबसे बडी योग्यता यह है कि वह उनकी जाति का है. फिर उस लड़के को आगे बढ़ाने के लिए मुझे तरह-तरह की मानसिक यंत्रणा दी जाने लगी. यहां तक कि मुझे क्राइम बीट से भी हटा दिया गया. उस लड़के को आगे बढ़ाने में अश्क जी ने पूरी ताकत लगा दी. उसे बेस्ट रिपोर्टर का पुरस्कार दिया गया. आप जांच करा सकते हैं कि क्राइम रिपोर्टिंग में मैं आगे रहा हूं या फिर अश्क जी द्वारा लाया गया नया लड़का.

खैर, इन सबके बावजूद मैं अपना काम करता रहा. इधर 18 अप्रैल को मैं अपने परिवार के साथ मंदिर से पूजा कर लौट रहा था. रास्ते में गाड़ी पलट गयी. मैं, मेरी पत्नी, मेरी मां और बच्चे गंभीर रूप से जख्मी हुए. हाथ, पैर व सीने में चोट के कारण डॉक्टर ने दो सप्ताह तक बेड रेस्ट की सलाह दी. अश्क जी ने भी फोन कर आराम करने को कहा. फिर एक सप्ताह भी नहीं बीता था कि अश्क जी के करीबी लोगों ने फोन कर पूछना शुरू कर दिया कि मैं कब तक ज्वाइन कर रहा हूं? बीट की खबरें छूट रही हैं? मैंने कहा कि थोड़ा आराम होते ही मैं काम पर आ जाऊंगा.

मैं यह नहीं समझ पा रहा कि मेरी क्या गलती है? अश्क जी मुझे क्यों प्रताड़ित कर रहे हैं? उनकी प्रताड़ना से तंग आकर मैं दो मई से हिंदुस्तान छोड़ रहा हूं. आप हिंदुस्तान अखबार के सबसे वरीय अधिकारी हैं. मुझे लगा कि यह सारा कुछ आपको बताना जरूरी है. इस कारण यह पत्र लिख रहा हूं. मैं आग्रह करता हूं कि आप एक बार जांच करा लें कि धनबाद में अश्क जी क्या कर रहे हैं? उनके क्रियाकलाप हिंदुस्तान जैसे प्रतिष्ठित अखबार की प्रतिष्ठा को धूमिल करने वाला है या नहीं.

आपका विश्वासी

अभय कुमार

धनबाद, झारखंड


 

अभय कुमार ने एक अन्य मेल के जरिए सूचित किया है कि उन्होंने रांची से प्रकाशित हिंदी दैनिक सन्मार्ग के साथ नई पारी की शुरुआत की है. उनकी धनबाद से भेजी गई खबरें सन्मार्ग में प्रकाशित हो रही हैं. अभय को उनकी नई पारी के लिए शुभकामनाएं. -एडिटर

Advertisement. Scroll to continue reading.

 

Click to comment

0 Comments

  1. SagarBandhu

    May 26, 2010 at 9:56 am

    ek ajanabi ki tippani nahi chhapane se woh bhi abhay jaisi sochane laga hai. ab woh ashk ji aur yashwant ji ki jati milane laga hai. patrakaro ki biradar ek hoti hai. jab hum muddo se bhatak jayenge to patrakar biradari ka hi nuksan hona hai. waise bhi dalal patrakaro ki bharamar badh rahi hai. jyadatar akhabar malik bhi dalal hi talash rahe hai, jisase vetan dene ya badhane ki sirdardi n rahe. aise me peshewar patrakaro ko bhukhe marane ki naubat aa jayegi. mai bhi kah sakata hun ki ek dalal ki aad me ek imanadar sampadak ko badanam karane ki saajish ki ja rahi hai. jis sampadak ki log aalochana karane se baaz nahi aa rahe hai. woh sampadak iamandar nahi hota to block level se patrakarita karke hindustan jaise akhabar ka sampadak nahi banata. jiski prishthbumi me patrakarita ka namonishan bhi nahi tha. aaj to log baap-bhai aur chacha ki badulat unche ohade par baith kar jativad, parivarvad aur kshetravad sahit sare vad chala rahe hai. unki aalochana karane ki ye dalal himmat nahi juta pate hai. unhe pata hai ki unaki aalochana karane par wo kanhi ka bhi nahi rahane denge, kyoki har akhabar me unke bhai aur bhatija baithe hai. patrakaro ki beat aur jagah bhi badali ja sakati, jo khud ko upekashi mahasus karate hai, we apana rasta badal dete hai. jo ghushpaithe patrakar hote hai, we muddo se hat kar aarop-pratyarop ka silsila shuru ka dete hai.

  2. AJNABI

    May 26, 2010 at 12:34 am

    yashvant g kahin aap bhi to ashk g ki jaati ke nahi?main yesa isliye kah raha hun ki maine do-do baar apna comment bheja par post nahin huwa.abhay ke istife par wahi comment post ho raha hai jo uske khilaf ho,yesi kya baat hai……!

  3. bipin roy

    May 19, 2010 at 1:14 pm

    Dear Abhay ji
    Hindustan me main bhi kaam kar chuka hun. jahan tak mera anubhav hai wahan iss tarah ki paresani nahi hai. phir bhi agar apke saath aisa kuch hua hai toe ye dukhad hai.aapko iss mamle me Ashk ji se bhi baat karna chaiye tha. chaliye ab toe apne nai pari suru kar di hai. hamari subhkamna apke saath hai.

  4. sagarBandhu

    May 19, 2010 at 1:46 pm

    abhay ji, aapko pata hona chahiye ki stringer ko staffer kitne akhbarwale banate hai. aap me jab pratibha thi to aap dusare akhabar me staffer pahle hi ban jate. koi bhi akhabarwla dusre akhabar se reporter todakar staffer banata hai. kisi sampadak ki itfak se kisi reporter se jati mil gai to aapne use badnam karane ki koshish kar di. shyad aap jagran me kam karate to pata lag jata. aap kitne imandar aur pratibhwan patrakar hai. aap me pratibha thi to bahut bade gharane ke akhabar jharand me hi hai, kisi ne aap ko nahi bulaya. abhay ji apani pratibha ko chhupane ke liye kisi par galat aarop nahi lagana chahiye.isase se aap ki mansikta ka pata lagata hai. yahi hal raha to patrakarita me aapko jagah milani mushkil ho jayegi. Har koi aap se darane lagega. aap apani pratibha se hi kisi ko jawab dena sikho. aap ka khat padhakar shashi ji khush hone ke bajay yahi samjhenge ki ek bala tala. shashi ji ki team me aap jase reporter ke liye koi jagah nahi hai.

  5. bhartendu

    May 19, 2010 at 6:13 pm

    if true, it is so sad and equally painful abhay. hindustan bhahar se jitna chamakdar hai, bheetar se utna hi khokhla. yahi kahani kai auron ki bhi hai. hindi media tera servnash ho.

  6. vinay kumar dhanbad

    May 19, 2010 at 8:49 pm

    Dhanbad ki patrakarita me itihas purus hai abhay kumar. unki imandari aur safgoai ka koi jor nahi hai. dhanbad ke young ptrakar abhay kumar ki imandari se prerna lekar chalna chahte hai. har koi unki trah 8 lakh ki gari par chalna chahta hai. roj nai nai mobile badalna chahta hai.

  7. deepak sharma

    May 19, 2010 at 9:16 pm

    sachmuch abhay ki imandari ka koi jawab nahi hai. super stringer ke rup men uneh hindustan se 8 hajar milta aur 8 lakh ki gari par chalte. ghar se hindustan press ki duri 35 km hai. roj 200 Rs ka tel jalate. yani wetan ka Rs tel me gaya. yesa samrpan abhay jaysa crime reporter ka hi ho sakta hai. jo thana-police se ugahi jo hoti hai. bit badalne ke bad istefa to hona hi tha.

  8. rahul ghaziabadi

    May 20, 2010 at 5:58 am

    bhaiya, ye daur hi guru-chele walon ka hai. yahan kaam ko nahin naam ke piche lagi jaati ko di jaati hai. ya ye kaho ki chaplusi aur chatukarita ko. ye sirf hindustan ki baat nahin hai. amar ujala main bhi yahi to ho raha hai. aapne apni pida ka khulasa kiya achchi baat hai, magar mamle ko sarwjanik karne se pahle ek baar boss se vyaktigat mil lete ya patrachar kar lete to thik rahta, magar ab wo galti kar chuke ho jise shashi sir ki adalat main itna bada mana jata hai, jiski koi mafi nahin hai. mene amar ujala main karib 6 saal kaam kiya, magar ek din chod diya, wajah aapki wali hi thi. aapki tarah mene mamle ko sarwjanik nahin kiya tha, magar har sambhav prayaas kiye ki big boss tak meri pareshani pahunche. ye durbhagya tha ki jin boss logon se main apni pareshani batata raha wo is hesiyat main hi nahin the ki meri samsya ki babat big boss se baat karne ki himmat bhar juta pate, natijtan mene amar ujala chodkar total tv news ka daaman tham liya. is baat ka to afsos hai ki print main kaam nahin kar raha, magar apne is sansthaan se pahle ki apesha jyada santusht hun. ker jo bhi kiya bhavishya ke liye aapko shubhkamnay.

  9. lakshman singh

    May 20, 2010 at 9:25 am

    SagarBandhu ke naam se jisne stringer kahkar dhamkaya hai ki yahi haal raha to patrakarita karni mushkil hogi, usko mai kahna chahunga ki bhai koi dudh ka dhula nahi hai, aur patrakarita karne ke liye kisi ashk ki chamchagiri bhi jaroori nahi. Ye editor banne ke baad reporter aur stringer ko paisa dilwaane me jinki phatne lagti hai un editor ko to latiyana hi ekmatra dawa hai. pet bandh kar kab tak koi patrakarita karega.

  10. manorath mishra

    May 20, 2010 at 9:43 am

    Guru ab Bhaskar aa raha hai so kai Abhay Kumar es tarah ke wajaheyn ginakar sansthan se vidai lengey, lekin aksar ye dekhney me aaya hai ki yehi log 1-2 saal baad agar promotion lekar wanhi pahunchney ka jugaad lagatey hai. us samay ye bhool jaayengey ki pehley kya kaha aur likha tha. ye sabsey aasan hai kisi ko jaatiwaadi kehna ye beimaan batana. essey wo beimaan ho na ho aap imaandaar jaroor ho jaatey hai.

  11. jagdish sharma

    May 20, 2010 at 1:33 pm

    अभय, आपने पत्रकारिता के चापलुसीकरण को धनबाद में आगे बढ़ाने में बड़ा योगदान दिया है. आपकी अगर नहीं निभी है तो केवल सख्त संपादको से. फिर भी सख्त से सख्त संपादको को भी चार-पांच महीने तक मिस गाइड करने की कला आप जानते है. इस कारण आपको अश्क जी जैसे अच्छे संपादको के साथ कुछ दिन घूमते-फिरते देखा गया. आपको मगर हिन्दुस्तान छोड़ने के बाद भी दिक्कत नहीं होगी, इसलिए कि पत्रकारिता की आड़ में इतना कर लिया है कि बैठकर पूरी जनम खायेंगे. वसूली में दिक्कत हो सकती थी, तो आपने सन्मार्ग को पकड़ लिया. इस अख़बार का सर्कुलेशन कम है तो आपकी बातचीत प्रभात खबर में हो चुकी है. वहां आपको क्राइम बिट मिल जायेगा. फिर भी आपको ज्यादा खुश रहने की जरुरत नहीं है. इसलिए कि झारखंड में पत्रकारिता को बहुत कुछ देने वाले हरिवंश जी इतनी आसानी से आपको इंट्री नहीं देंगे. सिंह मेंशन के हमसफ़र और सुरेश सिंह के हमराज अभय आप जिस नए लड़के को क्राइम बिट मिलने से नाराज़ हैं, दिल पर हाथ रखकर कसम खाइए कि उस नए लड़के से आप अपनी कॉपी ठीक करवाकर संपादक के पास नहीं ले जाते थे. आपको सुझाव है कि बड़ो और उस नए लड़के जैसे काबिल लोगो के प्रति उदार होइए. नहीं तो सन्मार्ग वाले भी वसूलिगिरी, टपाईगिरी और जरायमपेशा में लिप्त रहने के खिलाफ आपको बाय बोल देंगे.
    आपका भाई.

  12. sagarbandhu

    May 20, 2010 at 5:06 pm

    laxman jee, mudde par ladane wale patrakaro ko koi samarthan karata hai. dhandhebaj patrakar hi jatpat aur kshetrawad ka kisi par aarop lagata hai. hum log bhi haryana, punjab aur dekhi jaise pradesho me patrakaita kar rahe hai. abhay ji par bhi jis tarah ke aarop lag rahe hai, isase jahir hai ki ladai kisi khundak se hui hai, lekin mudda jatpat ko banaya ja raha hai. koi bhi sabhay patrakr ko koi jati ke aadahar par daba nahi sakata hai. is tarah ki samasya ka samana hum logo ko dusare pradesho me khub hota hai, lekin hum log uanaka jawab uanke samane badi lakir khichakar karate hai. dar ye hai ki kuch dhandhebaj patrakaro ke ghuspaith karane se imanadar patrakaro ki fajihat hoti hai. we log patrakarita ka mahuol kharab kar rahe hai.

  13. Bankim Chandra

    May 20, 2010 at 6:31 pm

    Abhai jee ko maloom hana chahie ki Ask jee ek Achhe editor hain. woh jatibadi nahi hain.kai karno se khinn hoker jab apne istifa sashi jee ko bheja, thik uske ek din bad karib 8 stringran ka list stafer banane ke lie ask jee ne bheja, usme apka nam ek namber par tha. pata laga lijie.fir we kaise dosi hai.jahan tak vikas aur apki bat hai to wah jouniar hoker bhi apse achhi reporting karne ki chhamta rakhta hai.

  14. deepak sharma

    May 20, 2010 at 9:08 pm

    dear abhay jee
    i did not write anything about you on bhadas. it is conspiracy of someone against me and you. you are a laborious person. you should not mind such type of thing. there are many points on which i and you may have diffrent opinion but it not mean that i have any personal problem with you. i am really impressed with nadim sir. his lesson is consontrate on yourself not others. best of luck. mata aapko shukh, shanti and samridhi den.

  15. himsamvad

    May 21, 2010 at 8:46 am

    abhay g ye parisht apke nahi balki hajaron nav patrakaron ki hai. isliye is kam ko god ka kam mankar kam karte raho. mai ek bat janta hu god jo karta hai vahe theek hota hai. kuki achee insaan ke sath acha hota hai bhale he thore deer ho jaye

  16. SUBHASHSISH ROY

    May 21, 2010 at 10:01 am

    Abahy ji,
    Inter personal relation (IPR) me ap ehi mar kha gaye. Apka Crime bit IPR par tika hua tha. Usi adhar par apko kisi house par tikna hoga. Jahan tak adaraniya Ask ji ka bat hai, unke bare me hamne achchh hi suna dekha hai. waise ap jyada karib se dekhe hai. Fir bhi kuch bate neju taur par rahta to apke bhabisya ke liye achchha hota. Bhagwan se prarthana karta hu ku age apko kabhi B4M ka sahara nahi lena pade. Yeh jarori bhi hai. Hope u will understand the matter.
    Subhashish Roy. Dhanbad.

  17. ved praksah ojha

    May 22, 2010 at 9:32 am

    abhay bhai ke saath to bilkul nainsafi hui hai.. pichle 8 saalon se police ke saath saath chor aur gundo ki dalali kar ke moti kamai jo kar rahe they… kisi bhi maamle me thana manage karna, police checking ke dauran japt huwe gadiyon ko thana se choda kar kamai karna, subah se raat tak crime bit pe itni mehnat jo karte they aur jab achanak ashq jee ko ye sab na-gawaar laga to aram karne ke liye desk par inhe dal diya gaya.. ashq jee aapne ye bilkul galat kaam kiya… thane ki dalali karke inka pet bharta tha aur aapne inhe achanak imandari ka hazmola khila diya…. lihaza dihidration to hona hi tha….

  18. AJNABI

    May 22, 2010 at 12:39 pm

    maine kal hi apna comment bheja hai par abhi tak post nahi huwa kya baat hai.

  19. ravi Raj

    May 22, 2010 at 8:27 pm

    comment likhnewalo se agrah—-
    Abhai jaisa dalal patrakar ke bare me bahoot kuchh likhna uchit nahi hai.usne askjee jaise sampadak ki alochna usi tarah ki hai jaise koi siar sher ko ankh dikhae. vikash ko apne mamle me lapetkar usne udiyaman patrakaron ko chunoti di hai. islie aj ke bad koi kuchh nahi likhen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

अपने मोबाइल पर भड़ास की खबरें पाएं. इसके लिए Telegram एप्प इंस्टाल कर यहां क्लिक करें : https://t.me/BhadasMedia

Advertisement

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

टीवी

विनोद कापड़ी-साक्षी जोशी की निजी तस्वीरें व निजी मेल इनकी मेल आईडी हैक करके पब्लिक डोमेन में डालने व प्रकाशित करने के प्रकरण में...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Advertisement