
दुखी पत्रकारों ने की कई जगह शिकायत : डीजीपी ने दिए जांच के आदेश : भोपाल के पत्रकार अपने एक पत्रकार साथी से ही परेशान हैं. इतने परेशान कि उसके खिलाफ लिखित शिकायतें कर दी हैं. ये शिकायतें उस पत्रकार के संस्थान, पुलिस, प्रशासन और सरकार के उच्चाधिकारियों से की गई हैं. जिस पत्रकार से सभी परेशान हैं उनका नाम है अनुराग उपाध्याय. ये इंडिया टीवी के भोपाल ब्यूरो चीफ हैं.
इंडिया टीवी में काम करने के साथ-साथ ये एक वेबसाइट दखल नाम से चलाते हैं और एक अखबार हिंदू समृद्धि नाम से निकालते हैं. अनुराग पर पत्रकारों ने कई गंभीर आरोप लगाए हैं. इन आरोपों की जांच के आदेश डीजीपी ने दे दिए हैं. फिलहाल हम यहां भोपाल के पत्रकारों द्वारा इंडिया टीवी के मालिक रजत शर्मा को लिखे पत्र को प्रकाशित कर रहे हैं. रजत शर्मा को भेजा गया यह दूसरा पत्र है. पहला पत्र आप इस शीर्षक पर क्लिक कर पढ़ सकते हैं- अपने ब्यूरो चीफ से हम पत्रकारों को बचाओ… रजत शर्मा से भोपाल के पत्रकारों की अपील… पार्ट वन और पार्ट टू
Sent: Tue, 18 May, 2010 12:16:04 PM
Subject: Fwd: MP POLICE INQUIRY AGAINST INDIA TV CORRESPONDENT ANURAG UPADHYAY
To
Mr Rajat Sharma
India TV
Delhi
Dear Sir,
We have earlier also written to you, seeking your kind attention towards the scandalous activities of your correspondent Anurag Upadhyay.
The Madhya Pradesh Police through its order dated 14/5/2010 order 470/10, have constituted an enquiry against your correspondent. A copy of that order is attached herewith.
There is yet another scam related to correspondent, came in open. After the investigation, the Madhya Pradesh Police will be booking your correspondent under section 420 of IPC, as well. Anurag has been running a two-page paper – Hindu Samvridhi from Gwalior and Morena. The publisher of that paper died three-year ago but Anurag had been running the paper in the name of dead publisher was also operating the account with Vijay Bank in Gwalio, on the behalf of the dead publisher.
Sir, this is an open secret in Bhopal that India TV Correspondent Anurag had been submitting request in writing for the advertisements for his website Dakhal.net and his newspaper Hindu Samvridhi. At your own level you can call anyone at the Director Public Relations Department and know the real business of your correspondent in Madhya Pradesh.
Yours truly,
Brajesh Rajput Star News
Rahul Singh Times Now
Hemender Sharma CNN – IBN
Manoj Sharma IBN 7
Deshdeep Saxena News X
Sanjeev Shrivastav Sadhana News
Jagdeep Singh ETV
Bharat Shashtri Live India
Deepak Tiwari – The Week
Manish Sharma PTI
Sharad Dwivedi UNI
Prakash Tiwari Sahara Samay
Ambreesh Mishra India Today
Suchandana Gupta Times of India
Rajesh Sirorthia News Editor Naiduniya
Ranjan Shrivastav Hindustan Times
अगली खबर पढ़ने के लिए क्लिक करें- भोपाल के पत्रकारों ने अनुराग को ब्लैकमेलर कहा
भोपाल से अरशद अली खान की रिपोर्ट












shalabhbhadoria
May 30, 2010 at 1:26 pm
priy bhai r.anurag.
Kuch vyasttaon k karan aapka krpa purvak kiya gaya comment nahin dekh saka tha.isk liye kchma karen.anytha mai kisi ka udhar nahin rakhta. Mitr mai anurag bhaiya sai kya chud waun aur kya pakdaun.yah toh mai nahin janta.aap sai jarur chahta hun ki aap ujagar ho jayen.mera anurag aur sp tripathi sai saman bhai chara hai. Dono hi duniyan k samne toh mujhe bada bhai mante hua panv chute hain.yah bat vah dono bhi jante hain k mai unk prati beiman nahin hun.kher….
Bhai mai patrkarita me aane k sath hi khate-peete ghar ka raha hun.bhopal mai logon ko mene diya hi hoga kisi ka liya nahin hai.han aaj kuch thik-thak sampann hun.lekin kisi dalali ya black maling sai nahin.agar mere is dave ko aap galat sabit kar sakte hon toh main aapka swagat karunga.40 sal lagbhag ki patrkarita k bad aur 4 javan aur amau beton k rahte yadi kuch ban gaya hai uspar nayar kyon lagate ho.aur mai abhi mar bhi nahin raha hun.k aap ummeed lagaye bethe ho k aapk kam aayga.aap yadi mujhe jante hain toh aapko pata hi hoga ki aap apna sahi naam k sath mere khilaf koi behuda majak ya comment karne ka sahas nahin kar sakte hain.agar meri sampatti ka upyog karna chate ho toh beta banna padega.bap nahin. Anurag aap sudhar jayen toh sab thik ho jayga.ab koi comment karo toh mardon ki tarah asli naam sai karna. Thik hai.aapka bhi. Shalabh Bhadoria. Bhopal
ranjanmishra
May 18, 2010 at 11:59 am
achanak se ye kuch gine chune patrkar anurag upadhyay ke khilaf kyun khade ho gaye hain mujhe lagta hain ye sabse badi janch ka vishy hain . kahi esa to nahi ki yah log anurag upadhyay ke lebal ki khabre nahi kar pate is liye ham nahi to tum bhi nahi ke piche ye sab ho raha ho ya fir ye bhi ho sakta hain ki kuch log anurag upadhyay ko blackmelar kah kar apne-apne koular safed karne men lage ho jaha tak mujhe pata hain anurag upadhyay ek achche patrkar hain jo sach dikhane men vishwas rakhte hain filhal is patr men lagbhag 16 logo ke sing hain jabki bhopal me inse bhi sinior or vidhvan patrkar hain kuch bade chainal ke va kuch bade pepar ke bhi unke anurag ke khilaf sing na hona saaf jahir karta hain ki patrkaron ki do teame hain. ab agar yaha sing karne wale 16 patrkar paak saf hain to kya baki sab…… khair main in sare 16 patrkaron ko to nahi janta lekin khuch ke bare men shahar men achchi charche nahi hoti fir chahe unhe sharab pite khai dekh lo ya fir kuch or karte…..
Anurag Ratna
May 18, 2010 at 12:00 pm
Kya baat hai, Kya baat hai… Kya baat hai. Anuragji
ranjanmishra
May 18, 2010 at 12:14 pm
“ek anar ke piche 16 bimar” agar in sab ne bhi sirf khabron par kaam kiya hota to ek tej-trrar patrkar se dukhi nahi hote . anurag ki shikayt karke patrkar mat bano anurag ki sanstha ko bhi pata hoga ki anurag khabron ko dikhata hain ya khabron ke naam par blackmeling karta hain . apne grahban men bhi to jhake ye saare shikayt karta
kishore Topiwala
May 18, 2010 at 12:54 pm
uske dushman hain bahut…. admi achchha hoga.
Shekhoo S Raja
May 18, 2010 at 2:09 pm
Hi,
Although I am in no way related to Anurag Upadhyay, but you like to bring a few things into your perpective:
1- I am publisher of the newspaper Hindu Samvriddhi, which is published from Gwalior and Morena. I am alive, fit and still actively publishing the newspaper.
2- The account in Vijaya Bank Gwalior is officially and solely mine, which I operate. No one else, has access to it and it is being used in a legitimate and responsible manner.
But still, I come to wonder that how has the name of my newspaper been attached to all this. If this is a personal grudge against me, I request the bearer of this grudge to get in contact with me. We are a fairly operating and reputed business family in Gwalior and I would be happy to clear out the matter.
Regards
rajan khare
May 19, 2010 at 6:50 am
BREAKING NEWS — श्री अनुराग उपाध्याय ने अपनी वेबसाईट dakhal.net से अपने और मीडिया से जुडे लेख हटा दिए हैं वेबसाईट के अनापत्तिजनक हिस्सों को छोडकर बाकी हिस्से अंडर कंस्ट्रक्शन हो गए हैं जाहिर है अनुराग डर गए हैं मध्यप्रदेश पुलिस की जांच के चलते भी अनुराग ने तथ्यों को छुपाने के लिए ऐंसा किया है
ekta sharma
May 20, 2010 at 8:48 pm
Hi,
anuragji is sabko pad kar lagta he aap bahut tarakki ke raste par he kyonki kisi ne kaha he ki apke dushmano ki sankhya me jitni badotari ho ap utni hi tarakki par ho.aur ye to sirf 16 he yadi ye 32 bhi ho jaye to ap akele hi inpar bhari he .
Aur is sabke bad Shekhoo S Raja sahab ke comment se shayad inhe samjh aa gaya hoga ki adhure gyan ka koi fayda nahi hota. inke is kritya se jahir he ki in logo ke liye patrakarita me angoor khatte he .
Is sabse uper prikriti ka bhi yahi niyam he ki ped par jo fal sabse meetha hoga use utne hi jyada patthar khane honge.aur anuragji vahi sabse meethe fal he. jaha tak bat he in 16 logo ke ek taraf hone ki to mujhe pura vishvas he ki in 16 ke against anuragji ke sath 1600 ham jese patrakar he jinhe anuragji ne swasth aur imandar patrakarita sikhayi he ……….
ekta sharma
May 20, 2010 at 8:53 pm
Hi,
shalabhbhadoria
May 21, 2010 at 5:38 am
hum log yani hum shramjivi patrkar kutton sai bhi nikrasht hote ja rahe hain.sadak par koi janvar mara pada ho toh adhik sai adhik 2-4 din mai kutte use kha kar saf kar dete hain.aur yadi kutta, kutte ki maut mar jay yani sadak par kisi gadi k niche aajay toh kai dino tak pada-pada sadta rahega badbu marta rahega. asa kyun? Kyun ki kutta kbhi kutte ka mas nahin khata…!
Pichale 10 salon sai hum patrkar logon mai ek dusre ka mas khane ka shok kuch adhik hi panpa hai.chahe is mai anurag upadhyay samartit dakhal.com aur sp tripathi ka prakarn ho ya deepak tiwar aur ss astgana k bich ka masla ho. Apni jangh khud ugharna ya ek dusre ko mas khana hi kaha ja raha hai.
Kis ko kitne vigyapan mil rahe hain aur kyun mil rahai hain.?
Yah hum patrkaron k jalne bhunjne ka vishay hi nahin hai.yah toh akhabar malikon/prakashakon ka sir dard hona chahiye.aur yadi koi shramjivi patrkar aasan shabdon main (vetan bhogi patrkar)is k liye dukhi hota hai toh mera vah bhai patrkar toh hoga lekin shramjivi nahin. Jese lalit surjan.deshbandhu. Rajendr sharma,swadesh,gulab hothari,patrika.ye patrkar aur malik dono hain.Aur rajy shashan ka jansampark vibhag unhin patrkaron ko adhimanyta pradan karta hai jo shramjivi patrkar ho.barhal asal bat kuch aur hi hai.anurag aur deepak tiwari k bich. Ye dono teemo k adhik tar khiladi in me rahul singh,brajesh rajput aur desh deep saxena ko choda ja sakta hai.mukhy mantri kal mai uma bharti k nazdik hi nahin kafi nazdik thai.ho sakta hai yah us samay ka koi jhagada ho.ya sp tripathi k masle ko anurag dwara kuch adhik hi khinchne sai dukhi log anurag ko sabak sikhane k liye is bar tiwari ji k netratv mai YALGAR par nikal pade hon. Jo bhi ho bahut hogya in logon ka nangga nach kafi thu- thu ho rahi hai samaj mai.adhikari aur kuch manchale mantri neta gan khub maje le-le kar charcha kar rahe hain.vese bhi kai kali bhedon k karan patrkarita aur patrkar badnam hain.rahi sahi hum log apas mai ek dusare ko neecha dikhane k chakkar mai barbad karne par utaru hai.roko ise roko agar ye chahain toh dono teeme apas mai bheth jayen pahal mai kar sakta hun.masla khatm ho sakta hai.meri mukhy mantri shri shivraj singh chohan sai agrah hai ki ve aur unki sarkar patrkaron k bhich mai na aayen aur dgp shri raut ji bhi janch vanch k pachade mai na paden.
Kyunki jesa maine pahle kaha masla yah kuch aur hai.shayad anurag ko vigyan jada is liye mile hon ki anurag ab umaji k kheme ko chod kar shivraj ki godi mai ja bethe hon.anytha vigyapan ki shikayat bemani hai.agar anurag k virudh shyamla hil thane mai lut ki riport hai aur koi karyvahi nahin ho rahi hai toh yah bhi sanket karta hai ki mamla sarkar ki godh mai bethne ka hai. Jahan tak saval black mailer hone ka hai. Iski shikayat karne ki kisi ko jarurat nahin hai.sare patrkar, adhikari,raj neta.aur buddhi jivi pathak jante hain ki kon- kon aur kitana- kitana bleck mailer hai. Yah toh usi din pata chal jayga jab patrkar khaskar shramjivi patrkar apni-apni sampatti ki ghoshna karne par majbur kiye janyge.ab mai bhi mas khane ki tarf badhne laga tha.mai viram deta hun apni juban ko.dushyant k is shair k sath k. ”
“Is sire sai us sire tak sab sharike jurm hain,
ya toh sab jamant par riha hain,
ya sab k sab hain farar.!”
Aapka sathi,
Shalabh bhadoria,sampadak,denik agnipath.
Pardesh adyksh,
madhy pradesh shramjivi patrkar sangh. Bhopal
R. Anurag
May 21, 2010 at 9:58 am
Shalabhji, Aap ek alag hi raag ga rahe hain shayd. Aapko to patrakaron ke neta hone ke karan iss feild ki safai ki chinta honi chahiye aur gandgi ko naale me fenkane ka prayas karna chahiya, likin dukh ke saath kana padata hai ki aap jangh dhakne me lag gaye hain. Aapko pata nahi hai ki India TV ke Anurag bhaiya kya karte phir rahe hain… jara Ghar se bahar to nikaliye JANAb…!
shalabhbhadoria
May 21, 2010 at 3:22 pm
r.anurag,aap jese mard sathi miljay toh mai ghar sai bahar bhi niklun. Lekin jaun toh jaun kahan ? Kya aapk ghar aa jaun.aap mard toh hain lekin himmat sai kamjor hai.kyon ki mai janta hun ki r.anurag nam ka koi patrkar mp mai nahin hai.anurag ji aap apni jankari durusht karen.jo maine likha hai vahi such hai.aap mere koi abhinn mitr hain jiska dharm meri bat ka virodh karna hi hai. Aap khabar likhna ya bolna khub jante hain lekin aapmai patrkarita k sanskar nahi hain.aapko such bolne ki kuch jada hi adat hogi.bhagwan na kare koi khabar aapk ghar ki ya khas riste dar ki ban jay toh pata chalega ki aap kitna safai pasand hain.thanx aapne mujhe neta kaha mai dhany huaa.mitr mai jodne mai bharosa karta hun.jahan tak anurag aur aapko sudharne ka saval hai vah apas mai beth kar bhi sudhara ja sakta hai.bina apne ko samaj mai majak ka patr banaye.bhai aap jo bhi hon krpya mera sath den.aur jhagda samapt ho asa prayas karen.kchma karen. Mera kuch esa hi andaj hai.aur bhi kai andaj hain. Jo mere mitron ko pasand nahin aate.thanx.shalabh bhadoria.apne hi ghar bhopal sai.
shalabhbhadoria
May 22, 2010 at 5:44 am
r.anuragji.
Ek kissa suniye.ek mehtrani sadak par jhadu laga rahi thi.usi samay swarn abhushano sai ladi-fadi nagar seth ki patani(sethani) wahan sai nikli.mehtrani ko us k swarn abhushano sai koi fark nahin pada.thodi der bad thakurani sone ki dukan bani niklin.mehatrani ko koi fark nahin pada.isi tarah panditain bhi jevron ka godam bankar niklin.use koi fark nahin pada.is k barkhilaf teeno ko bari-bari sai jhuk kar namaskar kiya.
Dusri taraf yahi mahtrani jab sham ko ghar pahunchti hai toh dekhti hai ki uski padosan mahtrani ek kanch ka nakli har pahne hai.dekhte hi us k sine(chhati) par sanp lot jate hain. Sochne lagti hai ki jarur kisi k sath chakar chala rahi hai usi ne yah har ise diya hoga.us ni yah socha hi nahin ki usk pati ne ya usk bhai ne uphar mai diya hoga.
Anuragji katha samapt hue. Aasay aap samajh hi gaye honge. Ki jo jesa hota hai wah vesa hi sochta hai.aur irsha v jalish barabari walon mai hi hoti hai.
Lekin mujhe kabhi bhi deepak tiwari ki sampannta ko dekh kar jalan nahin hui.mere dimag mai yah kabhi nahin aya ki deepak ya neta ya anurag upadhyay athva any koi patrkar sathi itni mehngi karon mai kahan sai ghumte hain.?balki mujhe toh khushi hoti hai ki apna sathi sampann ho gaya hai kabhi na kabhi kam hi ayega.isme sine par sanp lotne wali bat kahan sai aaye.?
Vigyapan yadi dakhal ko ya hindu samradhi ko mile hain toh isme anurag kahan doshi hai kya usne vigyapan jansampark sai churaye hain..?are vigyapan toh vidhi ansar hi mile honge na ? Isme ham kyon dukhi hain kya isliye ki ve bhari bharkam vigyapan hame kyon nahin mile. Ya is liye ki kal tak jo anrag hamare aage-piche ghumta tha aaj nai aur badi kar mai akela ghum raha hai.ya is sab k bad hamari gang mai nahin hai.apni dukan alag chalata hai.han yadi usne kisi ko black mail karke yah daulat kamai hai.aur iski shikayat ho toh buri bat hai.jo shikayat hai nahin.aur ham khud itne pak- saf hain toh bhrasht mantriyon,netaon aur adhikariyon ki daru partiyon mai hame bhi jana band karna hoga aur wah sab bhi chaodna hoga jo ham jante huye galat karte hain.
Muaaf karna r.anurag ji aapka kafi samay mai kha gaya.lekin jo likha hai us par sochna jarur. Aur han bhai mai ghar sai 10 ghante bhahar rahta hun.2ghante khet par 4-4 ghante patrkar bhavan aur agnipath mai bethta hun.yadi bhopal mai rahta hun toh.ab yah mat kah dena ki kabhi ghar mai bhi raha karo.punh.dhanywad. Aapka .Shalabh bhadoria.bhopal
R. Anurag
May 23, 2010 at 10:01 am
Aadarniya Shalabhji, Aap apne Anurag bhaiya ki KHURAFATEN band kara de, hame aur kya karna hai usski sampda se. Aap bhi inn 20 saalon me kafi sampanna ho gaye hain, khusi ki baat hai hamare hi kaam aayenge. Neta to aap hain hum patrakaron ke… koi SHAK..!
R. Anurag
June 8, 2010 at 3:23 pm
ये तो कमाल हो गया शलभजी आप तो खफा हो गए. मैं तो आपके अनुराग भइया को सुधारने का सुझाव दिया था, आप मुझ पर ही नाराज हो लिए. सही मायनों में मैं आपका प्रसंसक हूँ विरोधी नहीं, आप ग्रेट हो और पत्रकारों के नाता भी, इसलिए अनुराग भइया को ब्लैक मैलिंग से दूर रखने में सहयोग की अपेक्षा थी.
सादर
आपका शुभ चिन्तक
र. अनुराग