Connect with us

Hi, what are you looking for?

कहिन

कई जगहों पर छप चुके लेख को छापा

‘चौथी दुनिया’ जैसे प्रतिष्ठित बड़े बैनर के अख़बार ने ‘कमलनाथ जीतेंगे या प्रजातंत्र’ नाम से एक लेख फर्जी नाम से प्रकाशित किया है जबकि यह लेख पूर्व में राजेश स्थापक के नाम से दिल्ली के कई अखबारों में प्रकाशित हो चुका है. साथ ही नेट में भी कई महत्वपूर्ण साइटों में यह लेख प्रसारित हो चुका है.

<p style="text-align: justify;">'चौथी दुनिया' जैसे प्रतिष्ठित बड़े बैनर के अख़बार ने 'कमलनाथ जीतेंगे या प्रजातंत्र' नाम से एक लेख फर्जी नाम से प्रकाशित किया है जबकि यह लेख पूर्व में राजेश स्थापक के नाम से दिल्ली के कई अखबारों में प्रकाशित हो चुका है. साथ ही नेट में भी कई महत्वपूर्ण साइटों में यह लेख प्रसारित हो चुका है.</p>

‘चौथी दुनिया’ जैसे प्रतिष्ठित बड़े बैनर के अख़बार ने ‘कमलनाथ जीतेंगे या प्रजातंत्र’ नाम से एक लेख फर्जी नाम से प्रकाशित किया है जबकि यह लेख पूर्व में राजेश स्थापक के नाम से दिल्ली के कई अखबारों में प्रकाशित हो चुका है. साथ ही नेट में भी कई महत्वपूर्ण साइटों में यह लेख प्रसारित हो चुका है.

उसके बाद भी आरती पटेल नामक रिपोर्टर ने उक्त लेख की कापी करके उसे अपने नाम से ‘चौथी दुनिया’ में प्रकाशित कराया है. यह हम लोगों को बुरा लगा. ‘चौथी दुनिया’ को अपनी प्रतिष्ठा का खयाल रखते हुए आरती पटेल के विरुद्ध कार्यवाही करना चाहिए.

नीलिमा तिवारी

भोपाल

Click to comment

0 Comments

  1. yogesh

    June 14, 2010 at 9:23 am

    चौथी दुनिया, ऊंची दुकान फीकी पकवान।
    इसमें प्रकाशित होने वाले अधिकतर आलेख टेबल राइटिंग के होते हैं। फिल्ड रिपोर्र्टिंग पर आधारित मेहनत करके लिखी गई रिपोर्ट कभी-कभार ही दिखती है।
    अब इस खबर से कुछ तो शर्म आनी ही चाहिए। हिन्दी के पहले सप्ताहिक समाचार पत्र का झूठा दावा करने वाले अब सबक तो लो, इतनी बदनामी हो रही है।
    वेद व्यास
    एक पाठक
    चौथी दुनिया

  2. majmoon

    June 14, 2010 at 11:03 am

    bhai,
    nai duniya mein ek article chapa jo sahara mein ek freelancer ke naaam se do saaal pahle chap chuka tha. maze ki baaat yah hai ki jab sahara mein yah article chapa tha tab wakai realty mein boom tha, par nai duniya mein jayantilala bhandari ke naaam se wahee lekh mandi ke dauraaan chapa jab realty kee haalta khasta thee. nai duniya mein baat karo to koi kiran shaheen thee wah kahne lagee ki yah page to indore mein banta hai, wahan baaat kariye. chori ke article har jagah chhapte hain, jo pakda jaye, wah khud ko imandar saabit karne mein jut jata hai.

  3. pankaj kumar singh 9951879247

    June 14, 2010 at 8:44 pm

    esame bahut kuchh naya nahin hai, aaj kal to jo report paper me din me chhapati hai wahi sham me chanalon me exclusive bana ka chalayi jati hai,

    padane likhane ki jahumat aub kaun uthata hai

    aub to chori ki report hi dekh pad kaam chalana hai

    media me salary kitane logon ko milati hai

    free me jitana gober utha ke rakh de

    media ko bus etna hi chahiye

    jyada nahin

  4. sanju

    June 17, 2010 at 1:23 pm

    LEAKH KISI NE LIKHA HO…………….
    sam samaik badi ghatnayo pr kalam ka chalna kisi ake patrakar ki baputi nahi hoti yadi us pr rajrsh stapak,artee patel sahit kie logo(patrakaro) ne leakh likha ur prakasit karbaya vo sab dhanyvad ke pattra hi…….
    samashyao ko acche tarike se jan jan tak phuchana,ur doshi vaykti ko janta ki adalat me kada karna hi patrakar ka dharm ur shahas hi, CHOUTI DUNIYA jaise akhbar ne isko koobsurti se jagah dekar but accha kiya,
    kam se kam ye leakh dhayanakarsan ka kendra to bana, AB YA VIVAD KE BAT, NAHI HONA CHAIYE KI LEAKH PHAHLE KISNE LIKHA,………………PRAKASHAN KO DANYBAD……….sanju,jbp

  5. jaya

    June 18, 2010 at 8:41 am

    🙂 koi khabar kitni bar chapi hi es me behas ka koi vishay nahi hai . behas karo to ye ki akhir jo khabar pehle chapi the uspar asar kitna hua hai. nilam madam mai apse puchna chati ki ap ko jitne sal ka bhi anubhav hai us duran kya apne kisi ki khabar ko dekh kar idea nahi liya . kya ap jo bhi khabar likhte hai wo apki he hai. or jab rajesh ji ko khabar chapne se koi dikkat nahi hai to apko kya dikkat hai. agar ap ne pehle khabar padha le hai to mat padhte.

  6. Sushil Gangwar

    June 18, 2010 at 2:30 pm

    Chor lekhak or Patrakaar ———-Sushil Gangwar———–
    Jab hum kisi bhasa ka pryog karte hai to uska ek bhav hona chahiye ? Jo jaldi samjh me aa sake . Yuva patrakaar or lekhak bhasha ko taak par rakhkar likh rahe hai. Unke kuchh bhi likhne ka arth seeda hai . Pahle ke Patrkaar or lekhak apni baat ko ghumkar likhte the. Hum jaante hai ki youg badal chuka hai. Bhasha me nagnta fahudpan saaf jhalkati hai. Bhasha entni kamjor ghatiya – neeche star ki nahi honi chahiye .jise padkar khud sharmshar hona pade ? Pahle ke kahanikaar – lekhak balatkaar ke seen ko likhne ke liye ghumaoodaar bhasa ka pryog karte the.unki kahani – lekh ka bhav bahi hota jo vah kahna chahte the. Magar likhne ka dhag alag tha. Likhne or padne ke naye chalan ne blog likhne valo ko paida kar diya hai। Pahle ke samya me likhne vale gine chune huye karte the. Ghatiya darje ke lekhako ki baad aa gayi hai . Hum nahi kahte ki likhna bura hai. Aap apni baat ko likh kar jahir kar sakte hai. aapki bhasha me shudata ka pura mapdand hona jaruri hai. Achha likhne ke liye padna aavshayak hai. Aaj ke lekhak padte kam or likhte jayda hai. Vah tunak kar kahte hai . Hum kisi ki nakal nahi karna chahte hai, apni baat ko apne shavdo me pirokar likhna chahte hai. Gar aaklan kiya jaye to 65 % lekhak dusre ki copy karte hai. Ek sahev bole – bhai mai ek vigyapan par kitab likh raha hu. Aapko thoda dikhna chahta hu. Mai unke ghar pahuch gaya . Ghar jaakar dekha to Ek girl computer par kuchh cut pest kar rahi thi. Baato baato maine puchh liya , yah kown hai – lekhak tapaak se bola ki yah thoda sa likhne me madad karti hai. unki kitab ke proof dekhe par matha thanak gaya . Unki aadhi kitab cut pest karke banyee gayee thi. Maine thoda muskra kar puchha .Are aapka likha esme kya hai. vah bole aajkal ese hi likhte hai. Gangwar ji entna time kaha hai. Jo aaraam se soch vichar kar likh sake . Esliye yah ladki din bhar material chhati rahti hai। Jab ladki se puchh tum kya karna chahti to vah boli mai ek achhi lekhak banna chahti hu. Sansaar me lekhan – lekhak ka patan ho raha hai. Agar seeda kaha jaye to aap chori karne me mahir hai to lekhak – patrakaar ban sakte hai. Undino mai mumbai me kaam karta tha. Ek baar paper me jagah nikali to mai apna biodata lekar office pahuch gaya . Interview me ek hi sabal puchh gaya ki aap Hindi se agreji me translation kar lete ho . Maine bhi haa bol diya ? yah to mere liye aasan hai. Maine vah magazine join kar li. Agle din se mai din bhar baith kar hindi akhbaar padta tha. Badi khabar ko chhota karta or chhoti khabar ko bada karta tha. Maine apne Dad ko bola ki yah to chori karke likhte hai .Enki to puri magaizne cut pest par banti hai. Esme ek interivew hi satya hota hai. Jise sampadak khud lekar aata hai. Dad bole tum ek sajjan se milo vah mere jaane vale hai . Vah chhoti chhoti kitabe likhkar bechta hai. Jab mai unke office pahucha to najra kuchh alag tha. Unke pass dus boy likhne ka kaam kar rahe the. Maine puchh chacha agar yah likhte hai to aap kya karte hai to bole beta hum to sampadan ka kaam dekhte hai . Maine kitab padi to sari kahani chacha ke naam par chhapi thi. Maine puchh liya ,Are esme aapke nay lekhak ka naam nahi to vah bole beta tum abhi naye ho . Hum enko naukri likhne ki dete hai . naam vaam chapne ki nahi ? Bharat me chapne vali chhoti choti kitab ,magazine akhbaar cut pest ke jariye taiyaar kiye jaate hai. Unka staff chori karke likhne me nipud hota hai. Chori karke aap thoda bahut likhne me nipud ho jaate hai. Aapki apni soch samjh so jaati hai. Chintan karke likhne ka anand hi kuchh alag hai.
    http://www.sakshatkar.com
    http://www.sakshatkar-tv.blogspot.com

  7. ritu

    June 18, 2010 at 2:57 pm

    nilima ji ko me badai dena chahta hu ki jinne ess kahabr ko badas media me dal kar logo ko ye batana chaha ki jinko patrikarta nahi aati vo log bhi patrkar banne jo new paper aate hai innme patrkar ban kar dusro ki mehnat ke lekh chrurakar apne naam se chpbate hai or patrkar ke naam per city me logo ko black mal karte or meri gujarish hai ki media ese patrkaro ko protshan na dehkar un ko media se bahar ka rasta dikhna chiye .
    ek bar meri chothi duniya se gujarish hai ki ye aarti patel per atcion le kar badas media per hi kahbar de unne is per kya action liya
    neelema ji ko me ek bar fir danybaad deta hu.

  8. ankita

    June 18, 2010 at 3:18 pm

    aaj ye kabar pad kar aachha nahi laga ki meida me ese chor patrkar bhi hai jo dusro ki khabro ko apne naam se likhte hai or ye ese paper jinke paas khabre nahi hoti or na acche patrkar hote hai vo ye naye patrkaro ko jinme jaydatar ladkiyo ko protsahn de kar unki kisi bhi patrkar ki churai gai khabro ko un ladkiyo ke naam se chapne me unko koi paresani nahi hoti . mera kahna hai ki ladkiyo ko badhba to dena chaiye per itna bhi nahi ki dusaro ki mehant un ke naam per chapte hai .
    paper ko in logo per action lena chiye .

  9. jittu

    June 19, 2010 at 10:31 am

    ake lekh pr itni bhass,Que? kya kisi ka vayktigat hhit hi, jo pura nahi hua? bhi bhut sare log likh sakte hi ake hi subject pr isme to koi buri nahi hona chihey ? yadi koi sabbot hi to alag bat hi …………..
    jittu

  10. raj

    June 19, 2010 at 12:07 pm

    ye to galt baat hai kisi ka lekh chrurana or apne naam se chpbana .ager kisi ko patrkar banne ka soke hai to kudh hi mahnet kar ke patrkar bane na ki kisi or ka lekh churkar bane.paper ko iske upar karvahi karni chaiye ki isa kyo kiya gaya .taki furture me naye or is tarha ke patrkar esa karne se dare .kya paper ke sampadk kuch nahi dekh rahe ki jo lekh aay hai vahi lekh delhi ke kai papero me nikal chuka hai. or muje lagta hai ki sampadak ladkiyo ko jayda impres karne ke liya esa to nahi karte .

  11. quresi

    June 20, 2010 at 12:39 pm

    esa jaruri nahi hai ki ye jo rajesh stapak hai unne bhi kabhi kisi ki news nahi churai na ho .unko sahara se vese bhi gaman ke aarop me bahar kar diya gaya hai .or ye to bahi baat hui ki chor ke ghir chori ho gai or repot badas media me de di gai .rajesh stapak me ager itna hi kuch hai to legel karte na ki anpni dost se ye khabar badaash media me dete.;D ye rajesh sthapk ke liye
    or me aage ye hi kahuga ki jine ghir kaach ke hote hai vo dusro ke ghir patar nahi marte.
    saath hi muje ye pata hai ki aarti patel rajesesh ke jabalpur t v 24 ke office se hi chothi duniya ki news bheja karti thi. per ye samj me nahi aaya ki eka ek esa pchile 15 dino me kya ghata ki rajesh ne aarti patel ko khud di gai news ko media ke samne apne hato se di gai news ko chori ka aarop laga diya .
    is baat ke gabah kai patrkar or camra man jinka ki rajesh ke office me aana jana tha .

  12. raj

    June 20, 2010 at 8:14 pm

    raj , June 18, 2010

    ye galat baat hai jo kisi or ka lekh chura kar likhta hai .ager usko patrkar banne ka itba sokh hai to khud hi apni kabar banye or paper me chapbana chiye .ese log sirf naam ke patrkar banna jante hai .ese logo ko media me nahi aana chaiye .
    or paper balo ko is per eksan lena chaiye

  13. Vilok pathak

    June 22, 2010 at 12:00 pm

    Doosron ko bolne se pahle apna vzood dekh lena chahiye. Kisi ka housla badhane ke bajay use kataksh karna uchit nahin…………………..

  14. Haresh Kumar

    June 23, 2010 at 8:42 am

    चौथी दुनिया बार – बार ऐसी हरकत करता है और बगैर फील्ड में गए दूसरे रिपोर्टरों के द्वारा फाइल किए गए रिपोर्ट में कुछ चेंजिंग करके अपने अखबार में छाप देते हैं। लेकिन जो लोग नियमित पाठक है, वे सब इस खेल को समझते हैं। चौथी दुनिया से पहले कई अखबार साप्ताहिक निकाल चुका है लेकिन ये लोग भारत का पहला साप्ताहिक अखबार चौथी दुनिया को बता रहे हैं।

  15. rajesh sthapak jabalpur

    June 23, 2010 at 6:06 pm

    nilma ji or any sabhi prsnsko avm alochko ko dhanyvad vaki yh lekh prjatntr jitega ya kamlnath mera lekh tha or is lekh ko mene hi chothi duniya me bhejne ke liye diya tha kintu chothi duniya ke bhopal byuro ne ise bina nam ke prkashit karne ke liye kha tha unhe yh lekh bina nam se chapne ki sahmati mene hi di thi kintu na jane kin paristhitiyo me is lekh me arti patel ka nam prkashit kr diya yh samjh se pare hae kher mujhe khushi is bat ki thi ki kamlnath ke pas apne jmir ko girvi rkh chuke akhbaro ne is lekh ko prekashit nhi kiya kintu chothi duniya ne ise prkashit karke sivni jile ke sath kiye gye kamlnath ke shadyntr ko ujagar karne me meri madad ki meri koi shikayt arti patel se nahi hae or ek nivedan un jale fuke patrkar bhaiyo se bhi hae ki apni urja ko sarthk disha me lagayo to jivan me aage kuch kar jayoge anytha iski uski khodne ke chakkar me umar gujar doge or kisi ka bhi kuch bhi nhi ukhad payoge me nam nhi likh rha hu kintu un benam bhaiyo se punh nivedan hae ki jo kuch karo khulkar karo anytha jivan bhar yhi sb karne ke bad aaj tum sb kha or kis sthiti me ho apke ghar ka hi aina apko apki surt dikha dega khi or jane puchne ki jarurat nhihae.rajesh sthapak 09329766651

  16. sanju

    June 24, 2010 at 9:19 am

    thnx rajesesh bhi, tumne bade harday ka parichay diya, maine phale hi likha tha ,LEAKH KISI NE LIKHA HO……………. AB YA VIVAD KE BAT, NAHI HONA CHAIYE KI LEAKH PHAHLE KISNE LIKHA,………………PRAKASHAN KO DANYBAD……….(likha tha 17 jun 2010sanju,jbp, ) tumne ussko appne shabado me sahmati de, danyabad ,yar ham patrakar log hi na jane kaha kaha kya kya jhelte rhte hi…..kabhi bisvash ke nam per to kabhi appnepan ke nam pr ….? pr choodo jo ho gya ..fir se jut jao ake nay lekh ke liya………..tumko.sadhubad tumahara bada bhi ,sanjay choudhary jabalpur

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

अपने मोबाइल पर भड़ास की खबरें पाएं. इसके लिए Telegram एप्प इंस्टाल कर यहां क्लिक करें : https://t.me/BhadasMedia

Advertisement

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

Uncategorized

मीडिया से जुड़ी सूचनाओं, खबरों, विश्लेषण, बहस के लिए मीडिया जगत में सबसे विश्वसनीय और चर्चित नाम है भड़ास4मीडिया. कम अवधि में इस पोर्टल...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Advertisement