लाइव इंडिया में काम करेंगे : सुधीर चौधरी को रिपोर्ट करेंगे : कई चैनलों से होते हुए गिरीश जुनेजा अब लाइव इंडिया पहुंच गए हैं. जनसंदेश से विदाई के बाद गिरीश जुनेजा एंड कंपनी ने ‘कैम न्यूज’ नामक एक चैनल लांच करने की कोशिश पर पैसे के अभाव के कारण और आपसी विवाद की वजह से उनकी योजना परवान नहीं चढ़ी और ढेर सारे लोगों को चैनल खुलने से पहले ही बेरोजगार होना पड़ा.
बाकी लोगों को नौकरी मिली या नहीं, यह तो नहीं पता लेकिन गिरीश जुनेजा ने खुद के लिए रोजगार की व्यवस्था कर ली है. वे चैनल हेड तो नहीं बन पाए हैं पर लाइव इंडिया में सुधीर चौधरी का नेतृत्व स्वीकार करके इस चैनल में सलाहकार की भूमिका के रूप में ज्वाइन कर लिया है. इंडिया टीवी में एक साथ काम कर चुके सुधीर चौधरी और गिरीश जुनेजा एक बार फिर साथ-साथ हैं. गिरीश लाइव इंडिया के सीईओ सुधीर चौधरी को रिपोर्ट करेंगे. देखना है गिरीश की यह पारी कितनी लंबी चल पाती है.












Rajeev Ranjan Singh
May 7, 2010 at 12:29 pm
yashwant sir me batana chahoonga ki girish sir ki ‘jansandesh’ se vidai nahi hui thi balki unhone khud jansandesh ko bay bay kaha tha aur jahan tak unke sath dusre logon ke ‘cam’ me jane aur phir berojgar hone ki bat hai, kisi ke kahne par koi sansthan ko alwida nahi karta hai apne nafe nuksan ke bad hi koi phaisla leta hai aese me agar pasa ulta pad jaye to aap kisi ek ko jimmedar nahin tahra sakte. me kai logon ko janta hoon jinhone kam dhoon liya hai
rahul gaziyabadi
May 7, 2010 at 6:20 pm
mene girish sir ke sath kaam kiya hai. wo itne vyavharik hain ki unke sath log khud hi jud jate hain. ek baar unhone mujhe nithari kand main rimpa haldhar mamle ka fesla aane ke baad live karne ke liye khada kar diya tha. mujhe nahin pata ki mene thik kiya ya galat magar jab unhone kai logon ke samne mere kandhe par haat rakhkar mera hosla badhaya to mujhe laga ki aaj bhi media main ese log hain jo adhinasthon ka manobal todne ki bajay badhate hain. wo pal main kabhi nahin bhul sakta. juneja sir ko meri or se badhai.
ajay
May 8, 2010 at 1:29 pm
chatukaron ki kami nahi hai is duniya me
Atul Mishra, Kanpur
May 8, 2010 at 4:40 pm
Girish Sir ki karya kshamta aur team leadership ke baare me sabhi ko pata hai, baat darasal ye hai ki kai log unki is kshamtao ke chalte apne ko bauna samajhne lagte hai aur un logo ko lagta hai ki unka astitva khatre me hai. isi liye apne kaam me doobe rahne wale Girish Sir, kshadma rajneeti ke shikar ho jaate hai.
rahul gaziyabadi
May 9, 2010 at 6:55 am
ajay bhai, mene to apna anubhav bataya tha. mujhe nahin pata ki aap ke saath kya hua jo aap juneja sir ki tarif padhkar tilmila gaye. wajah kya hogi ye aap jane ya fir wo jinhone aapke sath kaam kiya hai. hamesha ek baat dhyan rakhen ki jo aadmi dusron ki bajay apni kamiyon ko dhundhkar dur karne ki koshish karta hai wahi safalta ki uchaiyan chuta hai. bhai dusre ki tarif sunkar kun apna khun jalate ho.
santosh kumar pandey
May 9, 2010 at 10:12 am
Girish sir ne janshandesh ko top per laya tha . aur live india ko bhi wahi mukam milega. cong sir………….. 09410367337
MP Sen
May 9, 2010 at 2:11 pm
Comments Dene waloo koo dhanyawaad. Jansandesh koo barbaad kar ab Girish ji Live India koo bhee barbaad kar dengee .Waise Live India main bhee kuch nahee bachaa . Jo Dikhtaa hain woo Biktaa hain . …..Jansandesh ko barbaad kar diya Girish Juneja neee.