: खबरों से खिन्न होकर पुलिस ने झूठा मामला दर्ज कराया- फरीद शम्सी : मुरादाबाद में एक टीवी पत्रकार के खिलाफ एक युवक की हत्या के प्रयास का मुकदमा दर्ज कराया गया है. आईबीएन7 के संवाददाता फरीद शम्सी पर आरोप है कि उन्होंने एक युवक सरताज से मारपीट की और उसके ऊपर गोली चलाई जिसमें वह बाल-बाल बच गया. बताया जाता है कि उक्त विवाद सड़क चलते कोहनी टकरा जाने के चलते हुआ. इस मामले में फरीद के खिलाफ मुदारादाबाद के कटघर कोतवाली में आईपीसी की धारा 323, 307 और 504 के तहत मुकदमा दर्ज हुआ है.
इस संदर्भ में जब फरीद शम्सी का पक्ष जानने के लिये भड़ास4मीडिया ने बात की तो उन्होंने मुकदमा दर्ज होने की पुष्टि की. साथ ही पुलिस पर आरोप लगाया कि मेरे खबरों से खिन्न होकर कटघर पुलिस ने दबाव बनाकर मेरे खिलाफ झूठा मामला दर्ज कराया है. शम्सी ने बताया कि मुकदमा दर्ज कराने वाले युवक ने पुलिस अधीक्षक को शपथ पत्र देकर किसी भी प्रकार की मारपीट की घटना से इनकार किया है.












satish pranami
July 21, 2010 at 8:56 am
patrakaron ke sath aisa hi hota hai
sunil kaushik kanina
July 21, 2010 at 9:40 am
sangharsh
karo
yahi
patrakarita
hai
arif
July 21, 2010 at 10:30 am
police ka khel hi yahi hota hao jab kisi patrakaar ki baat ati hai to jaldi jaldi se FIR darj kar di jati hai , police ka kameena pan is se jyada kya hoga ki jab koi aam aadmi kisi bade aadmi ke khilaaf FIR darj karaane thane jata hai to pahle jaanch karne ki baat kahi jati hai or jab koi ptrakar ke khilaaf FIR darj karaane thane jata hai to bina jaanch kiye hi FIR likh di jati hai | lekin be happy
rakesh sharma
July 21, 2010 at 1:02 pm
Yashwant Ji,
aapse gujarish hai ki khabar ki sacchai ka pata lagay bina bhadas per mat daliye. Fareed Shamsi per 307 ka mukadma jhoota naheen bulki iski gandi harkaton ke chalte hua hai. Moradabad ka sara media aur prashasan janta hai ki yeh pura mamla wo naheen hai jo apne bhadas per dala hai. sach yeh hai ki yeh fareed shamsi Lazpat nagar Moradabad me rehta hai. Vaheen Mohalle ki ek ladki ko yeh pareshan karta tha aur lambe samay se uske piche padsa hua tha. Media ka rob galib kar ladki ke parivaar ko dhamkata rehta tha. Yaheen naheen iski harkaton se pura mohalla pareshan rehta hai. 18 July ki raat ko ladki ke baap ko dhamkane ke liye isne apne kuch sathiyon ke saath jinke haath me desi tamanche they , ladki ke ghar per jakar uske parivaar ko dhamkaya. Jiska virodh karne per isne ladki ke father ko buri tarah mara pita. Jis per wahaan bheed ikhatti ho gayi to isne tamanche se fayar ker diya jo ek yuvak ko laga. Shor hone per mohalley wale jaag gaye aur pehle se hi iski roj roj ki harkaton se pareshaan mohalley walaon ne iski jum kar pitai kar dali aur peette huey ise Katghar Kotwali tak le gaye jahan se bheed aur afratafri ke chalte yeh wahaan se nikal bhaga.Inspector ne turant hi pure mamle ki suchna ssp/dig ko di. Tab iske khilaf ucchadhikarion ke adesh per ghayal yuvak ne Katghar Koteali me 307 ka mukadma darj kara diya. Pehle to Fareed Shamsi ek din farar raha uske baad isne davab bana ghayal yuvak ki or se jootha shapath patr Sp City ko dilwane ki baat falai. Jabki Sach Yeh hai ki kya aisa ho sakta hai ki jis yuvak ne apna medical karane ke baad FIR karai ho wahi apni hi fir ke virodh me Fareed ke paksh me Shapayh Patr de Aur jhooti FIR karane ka doshi ban jaye. Apko batana chahunga ki Fareed Shamsi ka IBN 7 se koi connection aur link naheen hai, yeh lambe samay se prashasan aur logon ko moorkh banata raha hey, Jiko lekar iski prashan jaasnch bhi kara raha ha.Ibn 7 ke naam per logon ko dara dhamkakar blackmail karna iska shagal hai .yaheen naheen moradabad ka pura media janta hai ki yeh pada likha bhi naheen hai aur kai baar jagah jagah apni ulti sidhi harkaton ke chalte pithta rehata hai. Iski sacchai ke bare me aap moradab ke suchna adhikari Shri R. K.SAXENA Mob : 09453005422 se bhi pata ker sakte hain. Aapse punah gujarish hai ki khabar ki teh me jai bina usko Bhadas per na dalen.
Sourabh
July 21, 2010 at 2:40 pm
Police ko apne kaam me sudhar krna hoga nhi to har koi kisi k lye b glat case drj kra sakta hai.
Fahim
July 21, 2010 at 4:08 pm
Ham patrkaro ki zindgi me sangharsh
karna hi patrakarita hai sachaai ki zeet hogi
Fahim
July 21, 2010 at 4:13 pm
Hum patrkaro ke sath aisa hi hota hai sangharsh karo sachaai ki zeet hogi
Fahim
July 21, 2010 at 4:14 pm
Hum patrkaro ke sath aisa hi hota hai sangharsh karo sachaai ki zeet hogi
FAREED SHAMSI MORADABAD
July 21, 2010 at 6:34 pm
mujhe bht achha laga k B4M ne mera is samye me sath diya or me unka bhi shukr guzar hun jin logo ne mere is samye me hosla badaya hai me hamesha isi tarah se kaam karta rhunga bus mujhe aap logo ki duao ki zarurat hai jo k mujhe hamesha milti rhengi
suresh kumar sisodiya
July 22, 2010 at 6:06 am
patarkaro aur police ke beech yeh payar ka rishta hai kyonki jab kisi patarkar par bas nahi chalta to police ko joothe mukadme ka hi shara hota hai hai re police tere pyar ka trika
sajid khan
July 22, 2010 at 10:28 am
[b][/b]ye sab police ki jadugari hai, ab apradhiyo ko nahi pakad pati hai to is tarha savidhan ke rakshako par mamle darz karti fir rahi hai, FARID SAHAB par is tarha ka mamla darz karna besharmi hai, dub marna chahiye police ko…….
ek patrakar ka kaam hatya karne ka prayas nahi unse judi ghatnao ko dikhana hota hai, ab jab police fas jati hai to jadugiri karne lagti hai, magar wo bhul jati hai ki patrakar ka matlab kya hota hai, 10/10 rupye me bikne wali police ke paas ab shayad koi kaam hi nahi hai, haal hi me ratlam ke sajid khan jo ki NDTV ke reporter hai un par bhi jhutha ched chad ka mamla darz kiya gaya tha, magar police ke muh par tamacha pada HIGH CORT ne SAJID KHAN ko agrim di shath hi police ko takit kia ki is tarha jhuthe mamle na banaye……….
FARID sahab par hui is tarha ki karyavahi se mujhe aetraz hai………sabhi patrakar bandhuo se mera nivedan hai ki is tarha ki ghatnao par ankush lagae ke liye ek jut hokar police ki jyadtiyo ko roke…………..
talha
July 23, 2010 at 11:17 am
fareed shamsi pe drj hue mukadme k sambnnd me
bhdaas4 media pr patkaro ne alag2 rai di he
lekin rakesh sharma ka comments padh kr dil dukha.
kyunki rakesh sharma koi patrkar nhe balke fareed shamsi v uske jese ane patkaro ki kamyabi se jalne wale wo kukr mutte he jo khud to kuch krte nhe ulta sammanit patrkaro ki khichai krte rehte he.
jo patrkar galat karye krte he unhe to khud channel bahr ka rasta dikha deta he
jese k purv me ASHVANI SHARMA ko aaj tak,
RAJAL RAJ ko sahara samay se nikala gya he.
IBN ek pratisht channel he isliye,iske samvadata fareed shamsi se jalne walo ki samkhya gini nhi ja skti.
lein kehte he jiske dushman nhe,use koi nhe janta aur iske dushman hote he use sab jante he.
ant me yhi kahunga ki fareed shamsi
tum shamghars kro,kuttto ka kam hiote he bhokna agr tum bhokne se dar gai
to samjho mar gai.
hathi ki trah shant chalte rho.kamyabi tmhae kadam chumegi.
FAHAD AKHTAR
July 23, 2010 at 1:08 pm
suna tha k kutte wafadaar hote hai,,,, lekin apni biradari k hi utne gunhagaar hote hai…..
or ab moradabad k kuch patrakaro me bbhi yahi virus dekhne ko mil raha hai fareed par mukadma darj hone k baad in virus wale patrkaro me khushi ki lahar daud gayi lekin jab dusre hi din fareed shamsi par FIR karane wale vaadi ne SP city moradabad ko yeh shapath patr dekar k fareed shamsi ka naam usne logo k kahne par likhwa diya tha andhere k kaaran wo hamlawar ko wo pehchaan nahi paya tha bolkar un patrakaro k muh par tamacha maara or mai kahunga tamacha hi nahi balki un k muh par thook diya purv me bhi moradabad me saansad Azharuddin se bad tamizi karne par Sahara samay k apne aap ko sanvadaata btane wale Rajul Raj ko baahar ka rasta dekhna pda tha aaj wo apne aap ko zinda rakhne k liye ek 4 page ka saaptahik samachar patr prakashit kar khud ko sammanit patrakao ke samundra me doobne se bcha rahe hai or khud ko sthapit karne ke liye mehnat me lage hai wahi dusri taraf kuch saaptahik samachar patro ke sampadak pahle to dainik samachar patro se pareshan the ab eloctronic news channels ne unki neende uda rakhi hai is baat ko lekar log bade heraan hai k patrkaar par mukadma darj hone ke baad patrkaar hi sabse zyada khush ho rahe hai logo ka kahna hai k yeh to wahi baat ho gayi k kutta insan ke liye wafadar to hota hi lekin apni hi biradari ke liye gaddar hota hai
yeh to waqt hi btayega ke fareed shamsi par lage jhoothe mukadme me kya kaarywahi hoti hai uske baad pta chalega ke kiske kahne me zyada sachchai hai
Vaibhav
July 24, 2010 at 5:33 am
Rajul Bhai ke Bare me jisne bhi yahan comment dalahain, Unse meri request hai ki imandari se apne girebaan me jhankar dek lain. Kisi ke bare me aise comment likhna galat hain. Jis o aadmi ki wajah se yeh aaj yeh jinda hain uska naam yahan uchalkar mere dost apne sahi nahi kiya. Agar Aap Fareed ke humdard hain to phir aapki bhi aukat ko samjhaa sakta hai.
anmol
July 25, 2010 at 6:03 am
इस खबर में फरीद शम्सी का बयान पढ़ रहा था की मेरी खबरों से खिन्न होकर पुलिस. ने मेरे खिलाफ मुकदमा कायम किया है /में फरीद से यह जानना चाहता हु कि उनकी कोंन सी खबर से पुलिस नाराज है और पुलिस कि खिलाफ आईबीएन ७ में उन्होंने कितनी खबर चलाई है ,ताकि इस खबर को लेकर जो आरोप प्रत्यारोप का खेल चल रहा है उसकी हकीकत भड़ास के पाठको के सामने आ सके
Imran Zaheer, Moradabad
August 2, 2010 at 7:15 pm
अनमोल साहब , अगर आप इलेक्ट्रोनिक मीडिया के बारे में अच्छी तरह जानते है तो आपको ये भी पता होगा की हमेशा खबरों में काफी मेहनत के बाद भी उस खबर को टेलीकास्ट नहीं किया जाता बल्कि उसे एक तरफ डाल दिया जाता है जबकि नई दिल्ली और मुंबई में तेज़ बारिश हो जाने पर भी उस खबर को जगह दी जाती है | खबरों को चलाने का अधिकार उसके एडिटर पर होता है ना की एक संवादाता पर | ऐसे में क्या मुरादाबाद की खबरों का संकलन ना किया जाये? कभी कभी खबरों के संकलन में भी पुलिस की ज्यादती का शिकार होना पड़ता है | एक पत्रकार के ऊपर झूठा आरोप लगाने के बाद उससे ये पूछा जाये की उसकी कौन सी खबर से पुलिस ने नाराज़ हो कर मुकदमा दर्ज किया है ये उचित नहीं है | आपको ये भी बता दूँ की ये पुलिस वाले पत्रकार को ज़लील करने का मौका ढूंढते है और ऐसा ही मौका उन पुलिस वालो को मिला जिसमे फरीद शमशी साहब को फंसा दिया गया |
Tanzeel
August 26, 2010 at 11:42 pm
Friends!
As far as I know Fareed Shamsi is a descent reporter and we should encourage him by sending few sentences.
Not only police but whole administrative officers have jealous and treat as a big enemy of Reporters ,Social and RTI activist.
We should stick with our duties and should not lose temper and should not care of such FIR and should fight against corruption to save our country.
Dear Fareed ! I wish you all the best. /09456032403
raj dev
September 4, 2010 at 7:59 am
police ko apna kaam badi imandaari se karna chahiya police apne kaam ko apna dharm nhi bussines maanti hai.