आई नेक्स्ट, रांची संग दो पत्रकारों के जुड़ने की खबर है. एक हैं प्रभात झा और दूसरे हैं अखिलेश सिंह. प्रभात गोपाल झा हिंदुस्तान, रांची से इस्तीफा देकर आई-नेक्स्ट के हिस्से बने. प्रभात ने चीफ सब पद पर ज्वाइन किया है. प्रभात ब्लागर भी हैं.
अखिलेश सिंह इलेक्ट्रानिक मीडिया को छोड़कर आई-नेक्स्ट के जरिए फिर से प्रिंट से जुड़े हैं. वे सीएनईबी न्यूज के लिए बतौर रिपोर्टर रांची में काम देख रहे थे. ज्ञात हो कि पिछले दिनों आई-नेक्स्ट से काफी लोग एक साथ इस्तीफा देकर रांची से शुरू होने वाले दैनिक भास्कर और डीबी स्टार के साथ जुड़ गए थे.












prashant
June 7, 2010 at 1:38 pm
Dekhte rahiye ye log bhi kitne din tikte hai. i next me rajeev ojha jaisa insan hai jo baithta to lucknow me hai lekin rajneeti har jagah karta hai. bade bade ghatiya dekhe magar ussse bada nahi.
kundankumar
June 8, 2010 at 2:32 am
meri aur se ayi apri ki suruaat mubarak ho.
gautam tripathi
June 8, 2010 at 6:40 am
khabar purani hai.prabhat ne 1st. june ko hi join kiya hai .ranchi men aapke suta bahut sust hain.
media pandit
June 8, 2010 at 7:55 am
Prabhat jee badhai ho. Bara jiger wale hai aap. Dubte nao ki sawari karna aapko mubarak ho.
alok srivastava
June 9, 2010 at 6:58 am
[b]prashant bhai, rajeev ojha jaisa insan jaisa neech aadmi to maine bhi nahi dekha.isko jayada publicity dene ka iraada nahi hain phir bhi dil nahi man raha. isne i next lko ka satyanaash kar rakha hain. june 2009 me jaha inext ka circulation 58000 tha wahi ab ghat kar 15000 ke kareeb pahuch gaya hain. is aadmi ko kaam ke alawaa subkuch aataa hain. ye naa to ek heading laga paata hai aur naa hi ek error free khabar hi de paata hain.ise apne junior ka kaam lagaana acchi tarah se aataa hain. isne hi raajneeti kar ke kaam jaane walo ko lucknow me tikne hi nahi diya.pahle diksha gupata phir alok srivastava,atul pandey,kamlesh srivastava. manoj tripathi aur ab taaja shikaar abhinav. ye sub ojha ki kutil chaalo aur raajneeti ka shikaar hue. bhartendu ke liye iske man me aaj bhi soft corner hain. leki bhartendu inhe laat maar kar hindustaan chala gaya. lko ki i next ke saath hi isne barely bhi chapat kiya. ye to kaho ye ranchi ki launching me gaya tha lekin ravi prakash ki wajah se ranch bach gaya tha. ab ravi hain nahi to isko ranchi ko chapat karne mauka mil gaya. ranchi me to ya apne chele sambhoo ke sahaare raajneeti kar raha hain. aur to aur ye neeyat ka bhi ganda hain. beti ki umra ki ladkio par bhi buri nazar daalne se nahi chukta.[/b]
kamal Saxena
June 9, 2010 at 8:08 pm
छद्म नाम से किसी की आलोचना करने वाला तो अंदर से बहुत कमजोर होता है। मीडिया में अच्छी या बुरी बातें छुपाए नहीं छुपती। इसी लिए ये भी जाहिर हो गया है कि प्रशांत और आलोक नाम से कमेंट करने वाला व्यक्ति कोई और नहीं आई नेक्स्ट से निकाला गया[b] कमलेश श्रीवास्तव[/b] है जो सिर्फ राजनीति करता है। आजकल वो खाली है इस लिए ओछी राजनीति में कुछ अधिक सक्रिय है। ;D
alok
June 10, 2010 at 8:10 am
are bhai kyo kisi ka naam badnaam karte ho kamal ji. aap bhi chadm ho. jaankaari ke liye bata dein ki kamlesh ko main 12 saal se jaanta hoon. lucknow me uska caarier achha raha hain. wo to ojha ki taarif hi karta hain. ojha hi kamla bankar saamne aa gaya hain.uske man me hi chor hain. wo raajneeti karta to tum inext me tik nahi paate.desk par bhagambhag uske jaane ke baad hui hain. kamal ji achha ho ki pahle aap mail ki poori jaanch padtaal karwa lo. yswant bhai bhi kamlesh ko jaante hain. kamlesh ka mujhe pata nahi ki wo kya kar rahe hain lekin uske pass kaam ki kami nahi hain.kamal ji man ka chor to saamne aata hi hain. bina jaanch ke kase kah diya ki prashant aur alok ek hi hain. lagta hain ki likhne wale kamal ji yani ojha ji ke man me chor hain.
kamal Saxena
June 11, 2010 at 11:08 am
हा हा हा, इसे कहते हैं चोर की दाढ़ी में तिनका. नाम से क्या फर्क पड़ता है. कमलेश श्रीवास्तव को आलोक श्रीवास्तव कहो या प्रशांत या कमल सक्सेना. सच थोड़े ही बदल जाएगा. मीडिया में कौन क्या है और किसकी कैसी क्षवि है, ये सब जानते हैं. छुटभैयों के कैरेक्टर सर्टिफिकेट देने से कोई फर्क नहीं पड़ता. कहावत है ना खाली दिमाग शैतान का घर. सो कमलेश 12 साल में ही बौरा गया. जितनी ऊर्जा वो राजनीति में खर्च करता है उतनी ऊर्जा अगर काम में लगाता तो उसका पतन इतनी जल्दी ना होता. अब तो लोग उसका फोन भी उठाने से कतराते हैं. भगवान कमलेश श्रीवास्तव रूपी बेचैन आत्मा को शांति और सद्बुद्धि दें. 😉