कलर्स चैनल के खिलाफ बुधवार को देहरादून के रायपुर थाने में मुकदमा दर्ज कराया गया हैं। पर मुकदमा एकता कपूर के ठाकुर सम्प्रदाय पर आधारित एक सीरियल दिखाए जाने पर आपत्ति व्यक्त करते हुए इसमें ठाकुर जाति को क्रूर एवं गिरा हुआ दर्शाया जा रहा है।
‘बैरी पिया’ नामक सीरियल के प्रसारण पर तुरंत रोक लगाने की मांग की है। इसमें निर्माता एकता कपूर, लेखक अनिल नागपाल, निर्देशक संदीप शांताराम व ठाकुर का किरदार निभा रहे शरद केलकर को नामजद किया गया है। साभार : नईदुनिया












Naval kishore
March 11, 2010 at 2:45 am
sagar Bandhu ne bahu hi thode me sari baat kau di hai. kisi khas samuday ko satta se dur rakhane ki sajish hai, lekin ab sajish karanewale khud hi ghirate ja rahe hai.
sagar bandhu
February 22, 2010 at 1:38 pm
aajkal seiral ke bahne rajput jati ki sabse adhik aalochana ki ja rahi hai. yah bhi ek sajish ka hissa hai. rajput raja ho ya aaj ka rajput rajneta, sabse jayada honest aur sabse jyada samaj parivartan ki ladai rajputo ne hi ladi hai. gautam buddh se lekar mahvi jain ho ya late B.P. singh. dalit aur shosit samaj aaj sir uthakar chal raha hai. usme sabse adhik yogdan rajputo ka hi hai. ekadh jati hai jo samaj me rajputo ke khilaf ghrina paida kar rajnitik labh uthana chati hai. jitna kru rajputo ko dikahne ki koshish ki ja rahi hai, usase adhik kru to aaj ke rajneta hai. jinke khilaf log aawaj uthane se darate hai.ab jatiwad ke khilaf ladne ke bajay log kisi vishesh jati ko nishana banane se nahi chuk rahe. logo ki soch pehale se jayda sankirn hoti ja rahi hai. logo ko aadambar failanewalo ke khilaf ladna chahiye. rajput ka itihas raha hai ki who sabako sath lekar chala hai. usne hamesa kamjor tabke ki madad ki hai.