राष्ट्रीय सहारा, पटना के माहौल से दुखी होकर न्यूज एडिटर उदय मिश्रा ने इस्तीफा दे दिया है. वे सात महीने पहले ही सहारा समूह के हिस्से बने थे.
उससे पहले वे हिंदुस्तान, मुजफ्फरपुर में डीएनई हुआ करते थे. वे फिर मुजफ्फरपुर की ओर रवाना हो रहे हैं. अबकी वे प्रभात खबर के साथ काम करेंगे. पद न्यूज एडिटर का ही रहेगा. संपादक नरेंद्र अनिकेत के बाद सेकेंड मैन की हैसियत में रहेंगे उदय मिश्रा. सूत्रों का कहना है कि उदय मिश्रा सहारा के अपने संपादक हरीश पाठक से इतने खफा थे कि जाने से पहले उनसे मिलना भी मुनासिब नहीं समझा. सोमवार को जब उदय को पता चला कि हरीश पाठक सीतामढ़ी गए हैं तो उन्होंने आफिस जाकर त्यागपत्र सौंप दिया है.
उदय मिश्रा के पहले भी कई लोग राष्ट्रीय सहारा से जा चुके हैं जिनमें न्यूज एडिटर सरोज सिंह, डीएनई राकेश सिंह चौहान, सीनियर सब एडिटर सुनील पांडेय, संजय कुमार, रिपोर्टर संजय, राहुल, कई स्ट्रिंगर्स शामिल हैं. बताया जा रहा है कि मौका मिलते ही कई और लोग संस्थान को अलविदा कहने की तैयारी कर रहे हैं.












VED PRAKASH ARYA AURAIYA UP
July 27, 2010 at 5:12 pm
dainik rastriya sahara kanpur ke unit head ramesh awasthi ne janpad auraiya me sajis ke tahat jila sambaddata ko niskriy kiya.dusra jila sambaddata ashish dixit ko niyukt kiya.ab sahara samay news channel se bhe unit head ramesh awasthi kar rahe hai hatane ki sajish.unit head ramesh awasthi ak jati visesh ko de rahe ha badawa-unit head ramesh awasthi ne auraiya hi nahi kai janpado ke purane jila sambaddatao ko hataya aur unke hi adinsto ko banaya jila sambaddata naraj sambaddatao ne khatkhataya kartvya kausling ka darwaja– unit head ramesh awasthi ka sataya patrkar ved prakash arya jila sambaddata sahara samay auraiya up—-
Rajesh Saxena
July 27, 2010 at 8:48 pm
hareesh pathak ka vyavhaar bahut kharab hai. main bhi unke saath kaam kar chuka hoon aur aaj tak unke bure bartaav ko bhula nahin saka hoon
rajesh saxena
[email protected]
dhrub kumar
July 28, 2010 at 7:15 am
uday g pragati ki rah par aapko badhai. aap editor baniya meri shubhkamnay ha. dhrub
NIKHIL
July 29, 2010 at 5:21 am
REPEAT : PAHLE WALA COMMENT CANCLE. ISE DE SAKTE HAIN
GALAT TATHYON KO NAHI DENA CHAHIYE YASHWANT JI. ISSE AAPKE PORTAL KI VISHWASNIYTA PER SAWAL UTHNE LAGEGA. RASHTRIYA SAHARA SE JANE KA SILSILA GAT DO SAL SE CHAL RAHA HAI. RASHTRIYA SAHRA SE JIN LOGON NE ISTIFA DIYA HAI UN SABHI LOGON NE APNE BEHTAR CARRER KE LIYE ISE CHHORA. SANJAY KUMAR (STRINGER) KO PRABHAT KHABAR ME BEHTAR CARREAR DIKHAI PARA TO VE CHALE GAYE. ISI TARAH PAHLE EK NEWS EDITOR NE CHAUTHI DUNIYA BEHTAR CARRER KE LIYE CHUNA. VAISE IN NEWS EDITOR PER GARBAR PAY SLIP (HINDUSTAN TIMES KA) RASHTRIYA SAHARA ME PRODUCE KARNE KA MAMLA CHAL RAHA THA. ISKI JANCH BHI HUI THI AUR GAAJ GIRNA TAYA THA. ISI DER KE KARAN UNHONE RASHTRIYA SAHARA KO CHHORA. RAHUL KUMAR NE APNE MATA-PITA KE DABAB ME RASHTRIYA SAHARA CHHORA. UNKE GAON ME KAFI SAMPATTI HAI JISKI DEKHBHAL KARNE KE LIYE UNKE ALAWA GHAR PER AUR KOI NAHI THA. ISI LIYE UNHONE RASHTRIYA SAHARA CHHORA. HAREESH PATHAK KA VYAVHAAR ACCHA HAI. VE DANT TE HAIN TO SANSTHAN KI BHALAI KE LIYE. SAHARA ME KAI LOG APNE MAN KI KARNA CHAHTE HAIN. YADI EK DIN EDITOR NAHI AATE HAIN TO KUCH LOG REPORT ME KHEL KAR JATE HAIN
[b][/b][b][/b]
alok dixit
August 27, 2010 at 7:25 am
ramesh ji gud apne jo kiye wo sahi tha maine isi liye sahara ko chodda tha yaha rajneet jada hai kaam karne wale kam.