
लखनऊ से एक अखबार निकलता है ‘निष्पक्ष प्रतिदिन’ नाम से. इसमें एक खबर प्रकाशित हुई है. ‘उफ्! यूपी के अफसर बाप-रे-बाप’ शीर्षक से. इसमें बताया गया है- ‘मध्य प्रदेश कैडर के वरिष्ठ आईएएस अफसर अरविंद जोशी, टीनू जोशी, बीएल अग्रवाल, एमए खान जैसे अरबपति अजगर उत्तर प्रदेश में भी भरे पड़े हैं. मुख्य सचिव अतुल कुमार गुप्ता, अपर कैबिनेट सचिव विजय शंकर पांडेय, प्रमुख सचिव चंचल तिवारी, ललित वर्मा, के. धनलक्ष्मी, लोकसेवा आयोग के अध्यक्ष एसआर लाखा, आईएफएस विकास वर्मा, उमाशंकर सिंह, सीपी गोयल, आईपीएस एके जैन व चंद्रप्रकाश जैसे कई अफसरों की और हैसियत अरबों में है. अगर आयकर विभाग महज इन अफसरों पर छापेमारी की कार्यवाही करे तो इनके घर से बेनामी संपत्तियां, बैंक खाते और अरबों रुपये नकद मिलना तय है.’
है न हैरान करने वाली रिपोर्ट. जनता के पैसे को दबाए बैठे अधिकारियों और नेताओं के गठजोड़ ने देश और समाज के साथ जो अपराध किया है, उसकी कोई माफी नहीं हो सकती. अगर ये खबर सच है तो आयकर विभाग को छापे की कार्यवाही करनी चाहिए. देश में कई तरह की एजेंसियों का लाव-लश्कर है. आखिर वे क्यों नहीं यूपी में बह रही भ्रष्टाचार की गंगा की सफाई करती हैं. इसी अखबार में छपी खबर के मुताबिक मध्य प्रदेश कैडर के आईएएस अफसरों के घर पड़े छापों से यूपी के भ्रष्ट अफसरों के माथे पर बेचैनी की लकीर साफ देखी जा सकती है. यूपी कैडर के भ्रष्ट अफसर अपनी काली कमाई समेटने में लग गए हैं. पूरी खबर पढ़ने के लिए इस लिंक पर क्लिक करें…यूपी के अफसर












Rizwan Chanchal lucknow
February 7, 2010 at 6:14 am
jyada kuch na kahkar sirf itna hi kahna hai ki —-
sttadhari hi jaha,hote beyeman!
chanchal barbadi wahan,kya roke bhagwan!!
karya yojna me sada , phoolen phalen gareeb!
per gareeb ko labh kab , chanchal hua naseeb!!
bhrasth achran ke liye,shasaklaparwah!
chanchal janta ho rahi , isse aaz tabah!!
PRIYAANKA
February 7, 2010 at 9:03 am
atul gupta ji to har party ke khas hain , chahe sp ho ya bsp…cd me bhi inki baat cheet sabko pata hai..bahut takatwar hai…sabse bada mitra paisa…sankat me dost banaye paisa…VIJAY SHANKAR JI KI MEDIA MAIN DHAKHAL PAISE SE HAI, MEDIA UNKI SANKAT MOCHAN HAI….SHEKHAR JI ASHAAY HAI…KEWAL SHEKHAR JI HI HAI JO PANCHVE CHARAN KI VOTING PAR SEAT CACULATE KAR CHUKE THE…INVOLVE THE..DOING WELL….BAKI SAB SP SARKAR MAIN MAUJ MAIN THE…AUR AB BHI MAUJ MAIN HAI…
Kumar Sauvir, Mahuaa News, Lucknow
February 7, 2010 at 10:05 am
mae Vijayshankar Pandey se bahut jyada ya der tak to kabhi nahi mila, likin unke Mniprasad Mishra jaise bhakt-numa officers ke saath 12 sal pahale kanpur me unke aawas par jaroor gaya tha, Itni saadgi bahut kam dikhai deti hae. Unka vyavhaar bhi behad saral tha. Ha, yeh sach hae ki unka vyavhaar pahle jaisa nahi rah, leki kam se kam mere jaise log yeh kabhi bhi sweekar hi nahi kar sakte ki Vijayashankar Pandey jaise log kabhi bhrash bhi ho sakte hae.
Yeh sahi hae ki maujooda haalat me unki vyavhaar-gat badlaawo-kamiyo par to charcha ki ja sakti hae lekin unki dedag chhavi par koi tohmat lagana…chhi…chhi.chhi…..
Syed Athar
February 7, 2010 at 10:08 am
aaykar vibhag ko .UP ke aala afsaro ke ghar par chhapa maarne me der nahi karni chaiye, logo ke samne sachachai aani chaiye ke janta ke naukar itane maaldaar kaise ho gaye.
rajendrakumar
February 7, 2010 at 1:42 pm
Ek chor dusre ko daakoo kahe to mamla jatil ho jaata hai, Aaj ki media ke saath Bhi kuch aisa hi hai. Isi liye kis per karen yakeen samajh men aataa nahin jo safedi ki baat karta Uska daaman kaala hi kaalaa hai.
bijay mishra
February 7, 2010 at 4:02 pm
Bijay Shankar Pandey ne UP ke corupt IAS ki suchi banai thi. Uanhone aapni sampati ka khulasa bhi keya hai. khabar me kayi corupt IAS ke nam hai. Lekin Bijay Shankar Pandey ke nam par sahsa biswas karna aasan nahi hai. aaise me khabar me kuch aur fact bhi dena chaihye thaa aur yadi aisa hai to income tax dept ko jach karni chaihye. keyoki yadi uanhone pakhand keya hai to pakhand bhi samne aana chaihye.
sadanand
February 7, 2010 at 5:34 pm
Priya Yashwant Ji aapke dwara uplabdha karaya gaya BHADAS ka yah manch ab kuchh logon ke vyaktigat hito ko saadhne ka madhyam banta ja raha. sambhavatah aap ab utna samay sampadakiya gunvatta ki aur nahi de paa rahe. Iske atiriikta aapki dono paksh janata ke saamne rakhne ki neeti ka bhi durupayog hota dikhne laga hai. Phir ek Media samuh vishesh ke prati sadaiv nakaratmak samachar ( Sahara Media) aapki abhi tak ki aapki chanhu aur prashansit nishpakshta par bhi prashna chinha lagata hai. waise aap svayam nirnay karen ki aap BHADAS ko bhadas nikalne ka madhyam banaye rakhna chahte hain ya charitrahanan ka manch.
anand pratap singh
February 8, 2010 at 4:01 am
U.P. sarkar main aayse afsar yadi shmil hain to jo impt pado per badhe hai yeh bade aacharaya ki baat hai………
Siddheshwar Singh
February 8, 2010 at 6:32 am
Yadi agar UP sarkar mein aise bhrashth adhikari shaamil hein jaisa ki iss newspaper mein chhaapa gaya hai toh iss pradesh ki vikas aur kanoon vyavastha ka kya hashrr hoga????
Abhishek Kumar
February 8, 2010 at 7:30 am
Aaj ka Hindustan ya to Adhikariyo ka hai ya to Netao ka. Dono ka kursi par baithne ke baad sirf ek hi maksad hota hai wo hai…Maal Andar Karna. Agar ye sarkari rupae ka ghotala na karo to unki kya aukat ki wo Rais ki jindagi jiye. Sabhi IAS , IPS, PCS bhrasht hai agar in sabki janch kari jae to unka parda khul kar samne aa jaega. Iska sabse bada shrey Media ko jata hai. Kya karti hai Media jo jante hue bhi inki kali kartuto ko nahi chhapti hai na hi dikhati hai. Kya Media bhi Rishwat le rahi hai ya usne apna naam Lok Tantra ki Chauthe Stambh se hatane ki soch rakhi hai agar yahi hai to phir wo ye bhul rahe hai ki ye Adhikari Patrakaro ko apne hatho ki kathputli samajhne lage hai
Saurabh (Journalist, Lucknow)
February 8, 2010 at 11:00 am
[b]Shri Vijay Shankar Pandey IAS ko doodh ka dhula batane wale mitro se mera nivedan hai ki krapya woh Case Sankhya 8762-8765 aapradhik maamley mein S.L.P Pending hai. Honorable Supreme Court dwara Shri Vijay Shankar Pandey ko notice bheje hue 1 saal se zyada ho gaya hai, Aaj tak iss notice ka jawab nahi diya gaya hai. Honorable High Court Allahabad mein bhi inke khilaaf BHRASHTAACHAAR ka maamla chall raha hai jismein mukhya nyaayadheesh Mr. Justice C.K.Prasad dwara 06/01/2010 ko yeh nishkarsh nikala gaya hai ki yadi yeh aarop sahi hai to C.B.I aur UTTAR PRADESH GOVERNMENT jaan-boojh kar doshiyon ko bacha rahi hai.
Rajiv Singh(Journalist, UP)
February 8, 2010 at 4:18 pm
People I just want to request you all that please if you want to show your anger against a news in a newspaper do it. But please don’t do it against a person who is a respectable and a senior JOURNALIST. Because, if you do this you people are telling us that this person is right and we know that this is one of the newspaper who has the gutts to do it. So please keep a distance. Second thing please DO NOT bring any ones family in between. Mr. Ram Naresh Pradhan JI…. Please If you have that proof with you come and tell me on my e-mail ([email protected]) What proof you have about Mr. JAGDISH NARAYAN SHUKLA B’coz he is [b]VERY VERY VERY RESPECTABLE[/b]….. I wanna Know About him, as i know he isn’t……………!!!!!!!!
Amar
February 10, 2010 at 4:57 pm
yaar yashwant, kabhi kabhi tum per bhi shak honey lagta hai, tumhari ye website tumharey saath saath tamam logo k liey awaidh kamai ka zariya to nahi ban rahi hai..arey jinkey lekh chaptey ho unkey barey mey pata to kar liya karo, vijay shankar pandey bhrast hai ya nahi,ye bahas ka mudda ho sakta hai, lekin jagdish narayan shukla dalal hai ya nahi, ye up ka har journlist janta hai…tum kisi key bhi lekh utha kar chap detey ho, kranti karney ka ye matlabh nhi ki tum yaha baith kar kisi ki maa bahan kartey raho ….khud tumharey barey mey agar samikcha karney ki liey log baith jayengey to na janey kya kya kaha jayega, kai gadey murdey bahar aa jayengey, phir kya hoga socho zara, arey c greded logo k isharey per her kisi ka charitrhanan karna chodh do…aur jinkey lekh ya jinki “DIL KI Vyatha” chapey firtey ho unkey barey mey thoda pata kar liya karo…tumharey is site per wo log gyan bantey dikhtey hai jo saley khud sab sey badey chor hai, pichley dino ek aisey sahab ka lekh tumney chap diya jo Ex Employee of NBT k naam per up mey kai saal sey apni dukan chala rahey hai, bhagwan janey janab ney kabhi NBT mey kaam bhi kiya hai ya nahi, aur agar kiya bhi hai to NBT k naam per abhi tak pehchan banaey tahal rahey hai, kyu ki uskey baad kahi kaam nahi mila, aur ab ban baiteh hai patrkaro k neta…tumharey liey sujhaw hai yashwant ye sab kuda kabada mat bharo nahi to kisi sharif admi k dil per chot lagi to pad jaogey kanooni jhameley mei, jai hind …..
Aman
September 20, 2010 at 7:39 pm
Bhaiya Namskar,
Bhaiya aaj pahli bar maine aapki site me intry mari tomaine isko para aur mai bhi apni baat kahna chahta hoon ki yeh jo CBI ko sabse badi investigation agency mana jata hai sahi me sabse bade yeh chor hai.cbi ka inspector jo ek inspector rank yani c gred ka officer hota hai wo investigation karta hai ek IAS officer ki to aakhir ek IAS ki investigation inse karane ka matlab yeh ki ek chaprasi ek officer ki gardan pakre hai inko itni power de di gyi hai ki aisa lagta hai ki ek bachche ke hath me AK47 de di ho aur usko yehi bhi nahi pata ki yeh kaise chalayi jati hai wo bas trigger dabata rahta goli chahe kisi ko bhi lage.inko tameez nahi ek chor pakarne ki aur investigation aise case ki karenge ki jisme agar 4 arab ka ghotala hua to 6 arab uski investigation me laga ke result 0 kar denge.BOFFORSE CASE,BHOPAL GAS, aur ab yeh UP ka khaddan GHOTALA FOOD GRAIN isme jo IAS hai unko chor diya aur aise aadmi ko fasa rahe jiski koi galti nahi aur wo shururat se hi likhta raha apne seniur ko ki yahan gadbad hai mujhe yahan se hata diya jaye warna jada shakti karne me yahan jaan ko khatra hai meri. CBI usko fasa deti kyonki JAHIL CBI kisi na kisi ko pakaregi hi.aur mere pas saare proof hai ki mai sabit kar dunga ki cbi ne khud ko bech ke yeh investigation ki.ab ispe bhi kisi ko koi daubt ho to mujhe proof le sakta hai. YEH INDIA HAI YAHAN HAR TARAF AISA HAI KI EK AADMI KO INSAAF MILTA NAHI AUR AGAR MILA TO ITNA LATE KI WO TAB TAK MARR CHUKA HOTA HAI YEH HUMARA BHARAT HAI ISSE TO ACHCHE HUM TAB THE JAB HUM ‘AZAAD’ NAHI THE TAB HUME EK LOOTA KARTA THA AUR AAJ SAB LOOT LETE HAI.YAHAN CHEEKHT ERAHO LEKIN SUNA NAHI JATA KISI SE SAB KAAN ME UNGLI DAL KE BAITHE HAI.MAI APNE HAR JANM ME INDIA ME JANM LENA CHAHATA HOON LEKIN YAHAN MARNA NAHI CHAHTA.NAFRAT HAI MUJHE YAHAN KE GHATIA KANOON AUR YEH ANPAR JHAHIL NETAO SE.
Aman
September 20, 2010 at 7:40 pm
HELLO
chanel bags
October 23, 2010 at 12:30 pm
Milan fashionable clothing week most is worth SHOW which you pay attention coming![url=http://www.chanelbagsoutlet.com/]chanel bags outlet[/url] Has not leaked definitely from
the whole body big chart to the clothing detail! 2010-11 year fall winter female attire, GUCCI creates inspector general Frida Giannini to select material 70 and the 90s GUCCI
gold years, transforms the novel magnificent esthetic sense. When the modern extremely Jan principle and the extreme extravagant Huafeng two spool threads produce the gold
overlapping, then breeds the abundant strongly fragrant powerful fine esthetics. Frida creates belongs to her new glossary, [url=http://www.guccihandbagsoutlet.com/]gucci
handbags[/url]hers classics design promotion for eternal classics symbol.
subhash chandra sharma
November 2, 2010 at 10:17 pm
we, the ex employee of u.p.coop.fed wants a open live debate with vijay shankar pandey that how much honest he is? by his links with satish mishra
250 crore ki enquiry ruki padi hai. kyonki mishra ji aajkal as a dy. cm ki power rakhte hai. CAN ANY CHANNEL ARRANGE ?
S.C. SHARMA
BHOPAL
cheap ugg boots
November 18, 2010 at 7:15 am
Thanks for sharing with everyone.I like it very much.Ugg Dakota Moccasin [url=http://www.saleboots.org/UGG/]ugg outlet[/url] wear ugg sandals [url=http://www.saleboots.org/UGG/Ugg-Gissella-Boots-5593/]ugg outlet[/url] you could feel the best warm.
louis vuitton
November 29, 2010 at 12:15 am
I’d like to read the articles in this website.May be you can go to louis vuitton,there will be some new and cheap louis vuitton products for choosen.You know louis vuitton didn’t have the outlet store himself,but we provide the discount louis vuitton handbags,shoes,wallets,belts for Factory Direct price.So,enjoy yourself on our online shop.
cheap jordans
December 2, 2010 at 7:41 am
Ato Matsumoto
air jordans
Ato Matsumoto Men
Ato Matsumoto Women
cheap jordans
air jordans
Basketball Shoes
cheap jordans
December 2, 2010 at 7:42 am
http://www.air-sneaker.com