दैनिक जागरण, सिलीगुड़ी से विक्रांत घोष ने इस्तीफा दे दिया है. वे जनरल डेस्क पर काम कर रहे थे. विक्रांत अपनी नई पारी कहां से शुरू कर रहे हैं इसकी जानकारी नहीं मिल पाई है. वे कुछ ही समय से जागरण के साथ जुड़े थे. दैनिक जागरण, सिलीगुड़ी से रमोला राय भी चली गई हैं. रमोला तीन जनवरी से दस दिन की छुट्टी पर थीं. छुट्टी समाप्त होने के बाद भी वो कार्यालय वापस नहीं लौटीं.
रमोला के बारे में सूचना है कि उन्होंने पत्रकारिता का प्रोफेशन छोड़कर टीचिंग में अपना करियर शुरू किया है. वे एक स्कूल में पढ़ाने लगी हैं. गौरतलब है कि प्रादेशिक डेस्क इंचार्ज लक्ष्मीकांत दुबे समेत आठ लोग भिन्न-भिन्न कारणों से दैनिक जागरण से इस्तीफा दे चुके हैं.
Comments on “जागरण, सिलीगुड़ी को विक्रांत और रमोला ने बॉय बोला”
congratulation VIKRANT 4 a good decision.
congratulation 4 a good decision vikrant.
congratulation vikrant 4 a good decision, Best of Luck..
Vikrant jee aap log yaha se jaa rahe hai, hum logo k liye v dekhiye, ab yaha kaam karne ki koi ichcha nahi hai.
pahle Hemant Tiwari , LaxmiKant dubey , Dinesh mishra,. kishore kumar, kunal, sona , NP singh, aur ab Vikrant, Ramola, 3 aur Line mei jo kavi v jaa sakte hai, @ month mei he itne log nikle , Bhagwan he maalik hai is unit ka.
savi mahatwpoorn vicket gir gaye, ab kya hoga yaha ka.
hum sabki shubhkaamnaaye hai, aap 2no k saath. Ishwar bchaaye dainik jagran siliguri mei aane se. dushman ko v yaha na aana pade, warna bhookhe mar jaayega.
You r right vijay, ab kisi ko v kam se kam siliguri jagran join karne ki salaah mat dijiyega. isase achcha hai free launcing kar le .
sach kaha vijay jee aur DS ne, Magar DS jee aap kab nikal rahe hai.
sach kaha vijay jee aur DS ne, Magar DS jee aap kab nikal rahe hai.
jisne v ye comment likha oosne bahut he choti mansikta ka parichay diya hai. maine jagran siliguri sirf isliye chora kyuki mere saamne kuch problem thi, mei ghar se door nahi rah sakta tha. Sri Gyaneshwar jee ka mei pura sammaan karta hu, oonke saath kaam na kar paane ka mujhe dukh v hai, magar ye meri majboori thi. mere jagran chorne k peeche kisi se koi shikaayat nahi thi, ye meri personal problem thi, comments karne waale ko ishwar sadbudhi de. oonke ujjwal bhavishya ki mei kaamna karta hu.
vikas ji aur pawan jee kahi nahi jaane waale, vikas jee sampaadak jee k prati samarpit hai, jabki pawan jee ko apni kaabiliyat pataa hai, wo kahi aur kaise kaam karenge unhe khud pata hai, wo achchi tarah jaante hai ki jis tarah wo kaam karte hai, vaise kahi aur nahi chalega.