हिंदुस्तान, जमशेदपुर में संपादक के रवैये परेशान पत्रकार संस्थान को अलविदा कह रहे हैं. अभी चीफ सब एडिटर आलोक कुमार के बारे में खबर थी कि उन्होंने संपादक के कार्यप्रणाली से आजिज आकर प्रबंधन को अपना तबादला सेंट्रल यूपी में करने अथवा इस्तीफा स्वीकार करने का नोटिस दे दिया था. ताजा खबर है कि दो और लोगों ने हिंदुस्तान को बाय कर दिया है. अभी कई और लोगों के जाने की संभावना है.
इस्तीफा देने वाले संजय कुमार ने जमशेदपुर में ही दैनिक भास्कर का दामन थाम लिया है. उन्हें सीनियर रिपोर्टर बनाया गया है. बताया जा रहा है कि हिंदुस्तान में अनुकूल माहौल ना होने तथा संपादक के रवैये से आजिज होकर इन्होंने अपना इस्तीफा प्रबंधन को सौंप दिया. वे साढ़े तीन सालों से हिंदुस्तान को अपनी सेवाएं दे रहे थे. संजय ने अपने करियर की शुरुआत 1999 में दैनिक आज से बनारस में शुरू की थी. उसके बाद ब्रिजवाणी, जमशेदपुर के साथ जुड़ गए. यहां हिंदुस्तान टाइम्स तथा हिंदुस्तान को अपनी सेवाएं दीं. इसके बाद ईटीवी, हैदराबाद से जुड़ गए थे. ईटीवी छोड़ने के बाद दुबारा हिंदुस्तान से जुड़ गए थे.
अभिलाष वाजपेयी ने भी इस्तीफा दे दिया है. वे सुपर स्ट्रिंगर थे. उन्होंने अपनी नई पारी दैनिक जागरण, कानपुर के साथ शुरू की है. अभिलाष को जूनियर सब एडिटर बनाया गया है. हिंदुस्तान से ही उन्होंने अपने करियर की शुरुआत की थी.












rishhhhhhhh
June 6, 2011 at 10:24 am
khabar kuch aisi hai
हिन्दुस्तान ने संजय को दिखाया बाहर का रास्ता
जमशेदपुर में दैनिक हिन्दुस्तान से संजय प्रसाद की विदाई हो गई है। शिक्षा बीट में गहरी पकड रखने वाले संजय प्रसाद पिछले कई सालों से हिन्दुस्तान से जुडे हुए थे। संजय पर कार्रवाई की चर्चा पिछले कई माह से हिन्दुस्तान के भीतर चल रही थी। आखिरकार अनुशासनहीतता और संपादकीय प्रभारी से सीधे टकराव उनकी हिन्दुस्तान से विदाई का कारण बन गया।
sachin
June 7, 2011 at 7:49 am
abhi hindustan dhanbad se bhi kai jayenge. yahan bhi ashk se kai log dukhi hain. bhaskar ka offer chorkar hindustan me paisa badne ki aas lagaye mehnati log dekhte rah gaye aur chamche malai bator gaye. yahan to aisi halat hai ki koi ashk ka muh bhi dekhna nahi chahta hai. 9 baje ke bad to vaise bhi ashk kabhi office me nahi tikta hai. daroo peene me uska koi sani nahi hai. badku naukari chor de to lutia doob jayegi ashk ki. tabhi to use har saal pramotion de raha hai aur khud mauj kar raha hai.
sanjay kumar
June 7, 2011 at 4:23 pm
hindustan jamshedpur me bhadas ka agent juhta sharma hai. jo ulti sidhi baat likhkar prachar karta hai. sach to yahi hai ki jhutha sharma sampadkiya prabhari banane ki lalach me sampadak ke khilaf chugali prabhandan ke logo karata rahata hai. ab to hindustan jamshedpur ki tarif pratidwandi bhi karate hai. jhuta sharma ke chalte hi waha se logo ki bidai ho rahai hai. jhuta sharma rojana page banae me deri kara deta hai, jiske chalte sub-editor ko baat sunani padati. iske chalate we log naraj ho kar chal dete hai, aur badanami sampadak pr thop di jatai hai. kya sampadak ne kisi ko hat pakar kar nikala hai. rahi bat alok pandey ki to unhe city in charge banaya gaya tha, jo jhutha sharma ko ras nahi aa raha tha. is liye jhutha sharma ne alok ke khilaf sajish kar khai khod di. this is true…….. sampadak ne mujhe staffer banaya tha. bhala main sampadak par arop kyo lagaunga
ashok
June 10, 2011 at 2:45 pm
bilkul sahi hai bhai. jhutha sharma ko hindustan me bhumihar hone ke chalate bar-bar jeevan dan mil raha hai. anant me wah bhasmasur sabit honewala hai.
written by exxxx
June 10, 2011 at 2:53 pm
hindustan jamshedpur ka market me bramharshi times bhi kaha jane laga hai. yahi karan hai ki jamshedpur me 4th position par hai. ye thappa hate to hindustan jharkhand me aasani se no.1 ho sakata hai.
pradeep sinha
June 14, 2011 at 6:20 pm
baat kewal kisi Khas jati ki hi nahi hai, geeteshwar ek poor leader aur insecured person hai. wah aapni kursi ko bachane ke liye, woh sara kukarm kar sakta hai, jo ek journalist nahi kar sakta. bechare arvind sharma ko badnak karne se koi fayada nahi hai.