Connect with us

Hi, what are you looking for?

प्रिंट

जागरण में सेलरी इनक्रीमेंट : कहीं धूप कहीं छाया

जागरण समूह के मीडियाकर्मियों को इस साल मिला-जुला इनक्रीमेंट मिला है. कम सेलरी के लिए बदनाम दैनिक जागरण, नोएडा में तो लोगों को ठीकठाक राहत मिली है लेकिन देश के अन्य संस्करणों में इनकीम्रेंट में पहले जैसा ही रवैया रखा गया है. कई जगह तो इनक्रीमेंट का नाम भी नहीं लिया जा रहा है. कुछ जगहों पर लोगों के पद बिलकुल नहीं बढ़ाए गए हैं.

<p style="text-align: justify;">जागरण समूह के मीडियाकर्मियों को इस साल मिला-जुला इनक्रीमेंट मिला है. कम सेलरी के लिए बदनाम दैनिक जागरण, नोएडा में तो लोगों को ठीकठाक राहत मिली है लेकिन देश के अन्य संस्करणों में इनकीम्रेंट में पहले जैसा ही रवैया रखा गया है. कई जगह तो इनक्रीमेंट का नाम भी नहीं लिया जा रहा है. कुछ जगहों पर लोगों के पद बिलकुल नहीं बढ़ाए गए हैं.</p> <p>

जागरण समूह के मीडियाकर्मियों को इस साल मिला-जुला इनक्रीमेंट मिला है. कम सेलरी के लिए बदनाम दैनिक जागरण, नोएडा में तो लोगों को ठीकठाक राहत मिली है लेकिन देश के अन्य संस्करणों में इनकीम्रेंट में पहले जैसा ही रवैया रखा गया है. कई जगह तो इनक्रीमेंट का नाम भी नहीं लिया जा रहा है. कुछ जगहों पर लोगों के पद बिलकुल नहीं बढ़ाए गए हैं.

मतलब, प्रमोशन नहीं दिया गया है जबकि सेलरी में वृद्धि की गई है. नोएडा में 10 से 20 फीसदी सेलरी बढ़ाई गई है. वेस्ट यूपी और उत्तराखंड में किसी किसी को पांच फीसदी इनक्रीमेंट मिला है तो किसी को 10 से पंद्रह फीसदी. दैनिक जागरण, मेरठ में कार्यरत वरिष्ठ यशपाल, मनोज झा, रियाज आदि को प्रबंधन ने प्रमोशन नहीं दिया है. मनोज झा के भास्कर जाने की चर्चा थी लेकिन वे भास्कर गए नहीं. इसको लेकर भी लोगों का कहना है कि प्रबंधन अपने वरिष्ठों के जाने की चर्चाओं के कारण प्रमोशन को फिलहाल टाल दिया है.  बताया जा रहा है कि जिलों में दो सौ से पांच सौ रुपये की वृद्धि की गई है.

Click to comment

0 Comments

  1. ajay negi

    May 12, 2010 at 11:21 am

    jagran prakashan ltd kaam karne ke liye bahut hi ghatiya jagah hai. management bahut hi kharab hai. sab log chaaplusi me lage huye hai. bina tel lagaye increment ya promotion nahi hota. sab log bas officers ko khus karne me lage hain. workers ka blood choos kar hi ye sansthan aaj yahan tak pahucha hai. ab to hose me aa jao management valo

  2. sagarbandhu

    May 12, 2010 at 1:09 pm

    jagran prakashan ptrakarita ke nam par kalank hai. yeha ptrakar kam dalal jyada kam karate hai.kabh bhi vetan vridhi ek niyam ke tahat nahi hoti hai, kyoki is akhabar me peshewar ptrakar kam hai. yahi karan hai ki vetan badhe ya n badhe yaha ke patrakar baazar se ugahi kar lete hai. khud bhi mast rahate hai aur managr ko bhi mast kar dete hai. jin par fark padata hai wo kahi aur rasta talash lete hai. aur wo dobara jagran me jhankate bh nahi hai.

  3. संतोष

    May 12, 2010 at 5:04 pm

    आप पत्रकारिता के घटिया स्‍तर से बदतर खबरे दे रहें है। आप की अधिकतर खबरे बेबुनियाद होत हैं। जैसी की यह है। शायद आप को मालूम नहीं जागरण में इस बार दस से बीस फीसदी की बेतन बढोत्‍तरी हुई है। जिलों पर दो दो हजार रूपये दिये हैं। दूसरो को सिखाने के पहले खुद सीखिए। खबरो को जांचना परखना सीखिए। अगर कोई कह दे कि आप अपने चालक के साथ शारीरिक सम्‍बंध रखते हैं तो क्‍या आप उसकों छाप देंगे। नहीं ने लेकिन आप ऐसी ही सुनी खबरों को प्रकाशित कर देतें है। आप को मालूम नहीं ऐसे में लोगों को मानसिक प्रताडना को दौर से गुजरना पडता है।

  4. gulab

    May 12, 2010 at 11:26 pm

    पता नहीं संतोष्‍ा जी क्‍यों बमके हुए है। मेरी समझ से तो जागरण की कहानी घर घर की कहानी से भी बदतर है। तेल की धार पर फिसलना तो जागरण में नीचे से लेकर उपर तक की परंपरा रही है। इंक्रीमेंट में भेदभाव हुआ तो यह कोई नयी बात थोडे ही है। शायद संतोषजी यूपी के मूल निवासी है। काम चाहे कितना भी घटिया रहे जागरण में इंक्रीमेंट तो तेल की धार पर ही मिलना है।तभी हर जगह काम करने वाले नयी जगह तलाश रहे। संतोष जी ने शादय यह नहीं पता किया कि जागरण के रांची , जमशेदपुर और दूसरे संस्‍करणों में इंक्रीमेंट हुआ भी है या नहीं। अगर पता किया होता तो यह नही कहते। संतोष जी आपको यह भी जानना चाहिए कि तेलू लोगों को अधिक इंक्रीमेंट कर दिया जाता है तो काम करने वाले लोगों की मानसिक दशा क्‍या होती होगी ।

  5. samar

    May 13, 2010 at 8:37 am

    aap logo ko shayad nahi pata ki jagran kanpur ne abhi incriment hi nahi diya. kewal account section me hua hai sabse kam 80 rupees or sabse zyada 230 rs. last year reporters ko 300 se 500 me nipta diya tha . is baar sun rahe hain ki company ne midday khareeda hai isliye paise nahi bacha hai isliye shayad increment na ho. sandeep ji apne ek ek reporter ko bulakar interview le rahe hain ki tum kaam kar paoge ki nahi. bhai wah sandeep gupta ji, kya khoob baniya giri hai. jitna paisa logo ko dete ho usse zyada to tum daily prtrol dalwa lete hoge. ha dosto petrol se yaad aya ki petrol 2 rs manhga hone k karan se jagran ne petrol pump me bol diya hai ki reporters ko euro4 or speed wala petrol na diya jaaye kewal sada petrol hi diya jaaye. sahi baat hai ki 2 rs ki bachat ho jayegi to increment me use shamil kar denge. jai ho kanjooos dainik jagran {Sandeep gupta} ki..

  6. ramesh

    May 13, 2010 at 10:29 am

    Jagran me kaam karne valo ko vetan ki kya jarurat hai..sara shahar para hai kamane ko.is baat ko jan ne samajhne ke liye aap kanpur jagran me saras bajpai,sanjeev misra jaiso se sampark kare.

  7. sona

    May 13, 2010 at 5:13 pm

    sch yahan koi system hi nhi salary aur pramotion ka. nye recruit ko jyada package aur purane staff ghiste rhe na pramotion na increment
    fnny na
    ;D

  8. Ramesh

    May 13, 2010 at 5:22 pm

    Sub Jagah ka likhe ho lekin bihar unit ka jo taran har hain patna unit main unko to khub chaplusi karne aata hain khabhi koi kabhi koi bahana laga kar staff ka increament kat lete hain aur apna aur sugar mills se aaye hua sabhi ka salary badha dete hain

  9. akshay nema

    May 14, 2010 at 6:37 am

    sir,
    main ptrakar banna chahta hun .
    mera margdarshan kare.

  10. ramesh garg

    May 14, 2010 at 6:44 am

    jagran group Quality wise kafi better hai. usme kam karne walon ko khushi honi chahiye ke wo ek achhe group ke sath hai……..’karm ka fal’ aapko jarur milega

  11. jha tu

    May 14, 2010 at 10:40 am

    bakchod ho kaa bae patrakaar q bannaa chata hai…..is sae achchaa ki boot polish kar..or grudwara mai jaakar langar khaa, paani pi or tank pasaar kar so jaa. in chution sae margdarshan mat lae…barbaad ho jaega.

    tumhara shubhankankshi

  12. prabhakar dubey

    May 15, 2010 at 11:25 am

    uppar lekha huuaaa sara cament galat haay jagran groop mee kaam say prem karanyyy walay ka ees prakar ke khbhar say koe lena dana nhae haaa…

  13. Jaswant kumar

    May 15, 2010 at 4:28 pm

    Isme koi Shaque nahin hai ki jagran men bahut bhedbhav hai. jagran men purane logon ki koi qadar nahin hai. jin logon ne punjab men jagran ko farsh se arsh tak pahunchaya tatha iske saath hi saath lagte rajyon himachal, jammu ityadi men jagran ko sathapit karne men apni aham bhoomika nibhayee bah aaj bhi bahin par hain jahan se unhone dus saal pehle jagran men apna safar shuru kiya tha. jagran men purane logon ko promote karke aage badane ki bajaye unke sar par junior logon ko Bhari Bharkam salary dekar bitha diya gaya hai tatha aise men purane ba senior most logon ko apne junior ka order man kar jalalat ki jindagi jeeni pad rahi hai. aisa nahin hai ki senior logon ke pas aage naukari nahin hai. naukari hai parantu sabhi 1995 ki pension scheme ka rasta dus saal poore hote dekh rahe the. Uprokat rajyon men acha mauka aate hi jagran ko bahut bada jhatka lagne bala hai.jagran ko punjab, himachal ba jammu men diya lekar dudane par bhee journalist nahin milenge. senior logon ki baddua jaroor kam karegi Aur Asha hai ki Ek din jagran balon ko purane logon ki yaad jaroor ayegi lekin tab tak bahut der ho chuki hogi…… ab bhee waqat hai sambhal jao jagran balo apni akhon par pade parde ko hatao.
    jus

  14. sanam

    May 15, 2010 at 6:54 pm

    jagran group Quality wise kafi better hai. usme kam karne walon ko khushi honi chahiye ke wo ek achhe group ke sath hai, magar management bahut hi kharab hai. sab log chaaplusi me lage huye hai. bina tel lagaye increment ya promotion nahi hota.

  15. guru

    May 17, 2010 at 3:38 pm

    bhaiya, sabse bure hal mp jagran ke hai. bhopal me do kisto me selry milti hai. vo bhi ek mahine diu chal rahi hai. es par bhi koi chodkar chala jay to seth log vo bhi hadap kar jate hai.

  16. sanjay awasthi

    May 18, 2010 at 3:43 pm

    Dainik Jagran ke Directors ka shayad manana hai ki desh ke sabhi log unke gulam hain aur woh hi kanun bana sakte hain jisme woh jaise chahenge waise logon ka shoshan kareinge lekin koi kuch bol nahi sakega.directors kudh to aiyyashi karte hain aur dusron ko sadgi se bina khaye piye unki dictatorship manne ko kahate hain.inka mugalta to keval bhagvan hi dur kar sakta hai.

  17. ruby

    June 8, 2010 at 9:55 am

    jagran ki to ye pratha rahi hai. yaha toli me kaam hota hai kuch log apni marketing me itne age hai ki vo apne logo ko hi increament dilvate hai. lucknow jagran ko hi le lijiye kuch naam hai jinhe humesha increment milega jiski unhe zarurat hi nai hai vo to dalali ki dukaan chamkaye hai aur uski chamak se auro ka ghar bhi roshan kar rahe hai. aise me yaha kaam karne valo ki kya zarurat hai sirf dalal aur chaplusoo ki basti hai jagran lucknow kyu ashutoshji sahi kaha naaa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

अपने मोबाइल पर भड़ास की खबरें पाएं. इसके लिए Telegram एप्प इंस्टाल कर यहां क्लिक करें : https://t.me/BhadasMedia

Advertisement

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

टीवी

विनोद कापड़ी-साक्षी जोशी की निजी तस्वीरें व निजी मेल इनकी मेल आईडी हैक करके पब्लिक डोमेन में डालने व प्रकाशित करने के प्रकरण में...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Advertisement