एमपी में पत्रकार सम्मान अभियान : मध्य प्रदेश में एनजीओ की तर्ज पर चलने वाले गैर-पत्रकारों व पत्रकारों के कथित संगठनों के सिर पर पत्रकारों का सम्मान करने का भूत सवार है। पिछले 8 महीनों में प्रदेश में 655 पत्रकारों का सम्मान हो चुका है।
यही स्थिति बनी रही तो प्रदेश में असम्मानित पत्रकारों पर संकट खड़ा हो जाएगा। खास बात यह है कि इन सम्मान समारोह के आयोजक उन पत्रकारों को प्राथमिकता देते हैं जो बड़े अखबारों से जुड़े होते हैं, इसके पीछे उनका उद्देश्य अधिक प्रसार संख्या वाले अखबारों में कवरेज पाना होता है, न कि पत्रकारों का सम्मान करना। यही कारण है कि सम्मानित पत्रकार का पत्रकारिता के क्षेत्र में क्या योगदान है, इसका खुलासा आयोजकों द्वारा नहीं किया जाता।
कार्यक्रम का मुख्य अतिथि भी ऐसे मंत्री या सांसद को बनाया जाता है जो आयोजकों की संस्था या संगठन को आर्थिक लाभ पहुंचाने की स्थिति में होता है। मजेदार बात यह है कि इन आयोजनो का पूरा खर्चा सरकार उठाती है। सम्मान समारोह के नाम पर चलने वाले इस धंधे ने कई लोगों की आर्थिक हालत बदलकर रख दी है। एक जमाने में जो लोग दाने-दाने को मोहताज थे, वे आज धन्ना सेठ बने हुए। आज से लगभग 15 वर्ष पूर्व एक क्रांतिकारी पत्रकार और शायर स्वर्गीय सुनील जौहरी ने इस संदर्भ में एक रचना लिखी थी-
सत्ता की जूती का करते हैं गुणगान
चापलूस पत्रकार यहां पाते हैं सम्मान
ऐंसे पत्रकारों के चेहरे से मुखेटे नौच लो
वर्ना कल क्या होगा यह सोच लो
कोठे पर नाचेगी अगली सदी
पीप से भर जाएगी गंगा नदी
गणेश शंकर के सपने होंगे नीलाम
और पत्रकारिता के लगेंगे दाम
अरशद अली खान, भोपाल
ravishankar vedoriya gwalior
June 20, 2010 at 12:08 pm
adarniy arsad ji aapne apne is lekh mai shri johri ji ki ki kavita se un logo ko aina dikha diya hai jo log ayojano ki aad mai apna ullu sidha karte hai or yeh baat bhi sahi hai ki adiktar log bade pepero ke patrakaro ko hi samman dete hai ham apki baat se sahmat hai
Dilip Batau
June 20, 2010 at 12:15 pm
Arshad Bhai. Aapkia dukh wai me ashaniy he. Vastivik Patrakar ko Samman ki Jarurat nahi he. farji logo Samman ke Bhukhe he.
shishupal singh tomar
June 20, 2010 at 12:20 pm
vartman samay me anek sangthhano dwara patrakaron ka samman is prakar kiya jana chahiye ke samman lene wala aur dene wale dono uphas ka patra ne bene. arshad bhati pke dwara uthhaya gaya mudda ek dum thhik hai, badhai.
shabbir qadri
June 20, 2010 at 12:33 pm
arshad bhai, aapki abhivyakti ek dum satik hai, in dino rajdhani main aur iske bahar na sirf patrakar sangthhan balki anek samajk sansthaien aur nagar nigam ityadi bhi patkaro aur rajnetaon ko khush karni ki har koshish ko sakar karne ke liye unka samman karne me chook nahi rahe hain. kyonki unki dukan isi sahare chal rahi hai isleye partkarita ki garima ka bhi unhe khyal nahi hai. kya sammen lene wale se yeh nahi poochha ja na chahiye ke aap ne is chhetra me kitni tap tapasya ki hai. ka patrakar ka sirf samman isleye kar diya jana chahiye ke woh kisi khas akhbar me kam karta hai aur kaam ka aadmi ho sakta hai. nishchit roop se is mudde par aap ki chutki is leye achhi hai ki is prakar ke prayojit karyakramon se partrakarita ki saakh aur samman ki gambhirta par bhi asar padta hai. is prakar ke karyakramon ki madad karne se pahe sarkar ko bhi sochna chahiye ke unke is kadam ka patrakarita aur patrakaron par kya prabhav padega.
Sachin patel
June 20, 2010 at 2:06 pm
मध्य प्रदेश farji patrakaaro kendra bindu banta jaa raha hai. Sabse jayda farji patrakaar M. P me milte hai. Ese patrakaaro ko Samman bhi milta rahta hai. Shahar ke under rutva bana liya hai . Har kowi Salaam thodkta hai. Ek Ese hi Patrakaar Ramanuj patel hai partrakarita ki degree Bhartiya vidhya Bhavan New Delhi se li hai. Parantu esk durupyog jamkar kar rahe hai. Kabhi yah M.P , Gujraat , Delhi or Lucknow me apna TV chennal Kholne ki dukaan chalte rahte hai . Kuchh maheene pahle Patel TV chennal ki Dukaan Noida me chala rahe the . Enka sath dene ke liye patel Bandu , jo 9 mahina jail ki hava kaat chuke hai .Patel TV ke Director the. Bah logo ko fasa kar Farji Director , Reporter , Editor or anya uchha pado se sushobhit karte rahe hai. Aajkal Faraar hai yaa fir kahi Patel TV chennal kholkar logo ko murkh bana rahe hai. Bhai apne jeb chakar chalna ?
arvindo
June 20, 2010 at 4:59 pm
yahi dastur hai dunia ki bhai, mehanakasho ki kaun karta hai bhalai
karo chamchagiri, bano chaploos, apne malik aur dunia ko lo choos
bhai apne sahi likha hai, hamare yaha to log pahale he jan lete hai ki kise award milega, isliye kah diya jata hai…award goes to press notiya patrakar
sapan yagyawalkya
June 20, 2010 at 5:06 pm
aamtaur par samman ki lalsa patrakaron ko apne kartavya se bhatkanevali hoti hai.samman ke samay patrakar ke patrakarita me yogdan ka tathyatmak ullekh hona hi chahiye.
shilpa
June 20, 2010 at 6:23 pm
arshad bhai samaj ko ayina dekhane walo ko ayina dikhane ke liye badhai.mene aaj pehli bar b4m dekha aapka lekh sabse achha laga.b4m ka javaab nahi.
bapu
June 20, 2010 at 7:01 pm
agar meri yad dasht sahi he to 2007 ke sarv siresht patrkar ka samman jansanmpark mantri laxmikant sharma ke hato aap bhi le chuke hen arshad bhai. jinke ghar hawa men bane hon wo aandiyo se nahi takrate.
nida
June 21, 2010 at 3:44 am
prastuti achi he johri ji ki rachna bhi achi he.
rajesh sthapak jabalpur
June 21, 2010 at 6:01 am
ARSAD BHAI BAT FARJI PATRKARO KI HO YA SANGTHANO KI DHADLLE SE CHAL RHE KINTU INKA KHULASA KARNE VALO KI JARURT HAE RHA FARJI PATRKARO KA TO HAMARE PRDESH KA JANSAMPARK VIBHAG SO RHA HAE KYA MENE TO FARJI PATRKAR SANGTHANO KE LIYE EK BDI MUHIM CHEDI THI KINTU VH BHI TAKTVAR FARJI SANGTHNO KE CHALTE JAYDA DINO TAK NHI CHL PAYI .RAJESH STHAPAK 09329766651
Deepak Sharma
June 21, 2010 at 1:34 pm
फर्जी पत्रकार क्यों हो रहे है पैदा कौन है जिम्मेदार, किस को है अधिकार यह कहने का, कौन करेगा सफाई, किस में है हिम्मत, कहा है नियम कौन करवाएगा पालन, बस भड़ास निकालने से हो जायेगा सब कुछ ?
atul saxena
June 21, 2010 at 2:22 pm
arsaad bhai aapki baat bilkul sahi he , lekin mujhe lagta he ki sabhi sammanit patrakar farji nahi ho sakte. fir bhi aapki baat ka me samarthan kartaa hu. aapko is baat ke liye bhi dhanyavaad ki aapne mere swargiy bade bhai ki likhi panktiya likhakar logo ko hakikat se rubru karane ka prayaas kiya he.
ruby sarkar
June 22, 2010 at 12:07 pm
arsad bhai,
bhopal jaisi patrakarita kahin nahi milegi, kam kom chaplusi jayada, mil bant kar kao aadha aadha.
amit agarwal budaun
June 23, 2010 at 8:50 am
uro ka samman dekh k jalte kyo ho mera tum se kahna hai k kisi ko milta samman dekh k pareshan na ho bhagwan tumhe bhi dega hairaan na ho
naved khalil
June 23, 2010 at 9:53 am
Arshad bhai aapki baat bilkul satya hai.
9 june10 ko woking journalist asso.for youth ki aur se bhopal main samman samaroh kiya gaya tha weh poori tarah se avedanik tha kyonki usme asso.ki koe betak nahi hue thi na koe progamme banaya gaya tha weh to kewal president bharat pamnani aur vise president r.s.somani ki rooprekha thi ki samman samaroh karo aur sehyog lo. aise hi log patrkarita ko badnam karte hain.hum sab logon ko milkar is tarah ke logon ko benakab karna hoga kyonki jo samman pa raha hai weh in sab baton ko janta nahi hai ki hamare nam par kya chal raha hai.sarkar bhi bina kuch soche samje sehyog is prakar ke programme ke liye kar deti hai lekin sarkar ko bhi yeh chahiye ki weh iski pushti to kar le ki samman samaroh jo kiya ja raha hai usme asso.ke log sath hain ki nahi .
Bharat Pamnani (President WJY)
June 24, 2010 at 11:55 am
working Jor. Asso. for youth का 9 जून 2010 को शहीद भवन भोपाल में सम्मान समारोह एवं परिचर्चा का आयोजन सफलता पूर्वक संपन्न हुआ, प्रदेश के विकास पत्र—पत्रिकओं की अहम भूमिका पर प्रकाश डाला गया। पर दुरभायपुर्ण इस संघ विरोधी संघ से कार्य मुक्त नवेद खलील को जो तथा कथित वरिष्ठ पत्रकार कहता है आज तक किसी दैनिक समाचार पत्र में काम नहीं किया है एवं यहां के कार्यक्रमों में भी भ्रामक प्रचार करता रहा, जिस से संघ बदनाम हो, पर में खुद विगत 15 वर्ष से सम्माननिय दैनिक पत्रों में संवाददाता के रूप में काम करता रहा। जिस से मुझे सूचना भी मिलती रही कि यह संघ विरोधी फर्जी पत्र लेकर संघ को बदनाम कर रहा है चुकी उसे संघ से हटा कर कार्यमुक्त कर दिया गया था इस लिए अब नवेद भाई खंबा मत नोचों, पत्रकारिता जगत में जलन एवं देष् की भावना सही संदेश नहीं फैलाती, और जब तुम असली पत्रकार हो ही नहीं तब तो कार्यक्रम में नहीं आये, मीडिया जगत का ऐसा कहना है, सम्मान और संस्कृति की सभ्यता को समझों और वरिष्ठ लोगों की प्रति आदर भव भी रखों वरना जीवन में मीडिया जगत में कुछ नहीं कर पाओगें।
Hemant Yadav
June 24, 2010 at 12:24 pm
नवेद जी अपनी इस प्रकार की अपने ही संघ और अपने ही लोगों को बदनाम करना पत्रकारिता में गलत संदेश देता है, यदि आप खुद भी आयोजन सम्मान के करों में जरूर आप का सहयोग करूगा। इस प्रकार से घर के वरिष्ठ लोगों को बदनाम नहीं…
RS Samani
June 24, 2010 at 12:31 pm
जो इस प्रकार के सम्मान समारोह पत्रकारों की प्रतिष्ठा बडाते है एवं उन के उत्साह में नव संचार भी करते है जो पत्रकारों के हित में है शासन के भी, तो क्यो ना शासन साथ में हो, वैसे भी पत्रकारों को बदनाम करने वालों की कमी नहीं है…आगे भी इस प्रकार का शानदार आयोजन हो तो यह पत्रकारिता रूपी यज्ञ में आहुती के समान है
pranjali thakur
June 28, 2010 at 11:20 am
tum mujhe puuj to mai tujhe puuj duun mai tujhe khuda bana duu tum mujhe khudaa bana do. yahi hai ajkal samman ka sach
jamsahd khan
July 3, 2010 at 2:40 pm
arshad bhi apka kehna sahi hai
9june 10 ko jo shahid bhawan main working journalist asso.for youth ki taraf se samman samaroh kiya gaya tha wah awedanik tha knonki uski koe betak nahi ki gayi thi yeh kewal bharat pamnani wa somani ke dwara kiya gaya tha in logon ne sabhi se chanda wasooli ki kyonki patrkarita jagat main somani ko sab jante hain ki weh kis prawarti ke hain isliya maine kai baar unka virod kiya lekin panani use bachate rahe kyonki in logon ko muft ka chanda khane ki aadat ho gayee hai aise hi log patrkarita ko badnam kar rahe hain wa aise log partkaro ke kande par bandook rakhkar apna ullu sida kar rahe hain aise logo se sawdhan rehna chahiye .
k suresh
July 3, 2010 at 2:53 pm
arshad bhai aapki peeda bilkul teek hai. Patrkarita jagat main aise kai kaale chere aa gaye hain jo isko badnam karne par tule hain . vigat dino maine dekha ki 9 june 10 ko bhopal main ek sangtan woking jour.for youth ki taraf se samman samaoh hua mian bhi wahi beta tha to kuch log baat kar rahe the ki prsident bharat pamnani and vise prisident r s somani to tikiya chotte patrkar hain yeh kewal do hi log hain aur jaroor inhone chande ki mote rakam sab jagah se wasool ki hogi tabhi yeh progamme hue hai wa sammanit patrkaro ko yeh maloom hi nahi hai ki yeh to wasooli wale patrkar hain ek keh rahe tha ki yeh bharat pamnani ko to kai new paper se nikala gaya tha knonki ise kuch likhna hi nahi aata hai isliye isne yeh dandha khol liya hai us samay muje bhi yeh sunkar bahut bura laga aur isse zyada bura yeh laga ki in logon ne senior journalist ramesh sharma ka istemal kar dala wa mantri logon ko bhi dyan dena chahiyeh ki kis progamme main jayen wa kisme nahi knonki haal bilkul khali dikhan in baton se aap khud hi andaza laga sakte hain ki patrkarita ka istar kitna gir chuka hai .
sanjay sing
July 19, 2010 at 4:01 pm
farji patrkar sangthano ke bare me shrmjivi patrkar sngh ke sambhagiy seketri rajesh sthapak ne apne hi sangthan pr farji patrkao ke vishay me khulasha kr ke prdesh adhych shalabh bhadoriya ki nind hram kr di thi kahte h ki uske bad to shalabh bhadoriya ki halt chhisiyani billi ki tarh ho gayi thi suna h ki ab shalbh ji prdesh ke prtyek jilo me dore ke nam se chanda vasulne niklne vale h kintu arop lagne ke bad bhi inhone un farji ptrkaro ki list ko vevsait me nhi dala h akhir inhe apni dukan bhi to chalana h