Connect with us

Hi, what are you looking for?

प्रिंट

जबलपुर में तो भास्कर का सरकुलेशन बढ़ गया!

मुकेश कनौजिया नामक एक सज्जन का पत्र आया है. उन्होंने अपने हिसाब से तथ्यवार कई चीजें बताई हैं. उनका अनुरोध है कि इन फैक्ट्स को पब्लिश किया जाए. पता नहीं, वो सच बोल रहे हैं या झूठ, लेकिन उनके आंकड़े वाकई चौंकाने वाले हैं. अगर ये सच हैं तो मानना पड़ेगा कि भास्कर ने कमाल कर दिया. अगर ये आंकड़े सच नहीं हैं तो फिर सच्चे आंकड़े कहा हैं? पढ़िए, और आप अपनी बात कमेंट के रूप में जरूर कहिए ताकि मुकेश जी की बातों की असलियत पता चल सके। -एडिटर


<p align="justify">मुकेश कनौजिया नामक एक सज्जन का पत्र आया है. उन्होंने अपने हिसाब से तथ्यवार कई चीजें बताई हैं. उनका अनुरोध है कि इन फैक्ट्स को पब्लिश किया जाए. पता नहीं, वो सच बोल रहे हैं या झूठ, लेकिन उनके आंकड़े वाकई चौंकाने वाले हैं. अगर ये सच हैं तो मानना पड़ेगा कि भास्कर ने कमाल कर दिया. अगर ये आंकड़े सच नहीं हैं तो फिर सच्चे आंकड़े कहा हैं? पढ़िए, और आप अपनी बात कमेंट के रूप में जरूर कहिए ताकि मुकेश जी की बातों की असलियत पता चल सके। <strong>-एडिटर</strong></p><hr width="100%" size="2" />

मुकेश कनौजिया नामक एक सज्जन का पत्र आया है. उन्होंने अपने हिसाब से तथ्यवार कई चीजें बताई हैं. उनका अनुरोध है कि इन फैक्ट्स को पब्लिश किया जाए. पता नहीं, वो सच बोल रहे हैं या झूठ, लेकिन उनके आंकड़े वाकई चौंकाने वाले हैं. अगर ये सच हैं तो मानना पड़ेगा कि भास्कर ने कमाल कर दिया. अगर ये आंकड़े सच नहीं हैं तो फिर सच्चे आंकड़े कहा हैं? पढ़िए, और आप अपनी बात कमेंट के रूप में जरूर कहिए ताकि मुकेश जी की बातों की असलियत पता चल सके। -एडिटर


श्रीमान संपादक / प्रबंधक महोदय

भड़ास4मीडिया

मीडिया समाचारों का नंबर वन पोर्टल

विषय : आपकी वेबसाइट में दिनॉंक 02.01.2010 को प्रकाशित शीषर्क ‘पत्रिका ने जबलपुर में भास्कर को पानी पिलाया’ के अन्तर्गत प्रकाशित जानकारी का सत्य अधारित खण्डन।

महोदय,

  1. आपने प्रकाशित किया कि भास्कर प्रबंधन को अखबार का दाम घटा कर 2 रू. करना पड़ा पहले ये रू. 2.50 और रविवार रू. 3.00 हुआ करता था जबकि सत्य ये है कि दैनिक भास्कर का मूल्य रू. 2.50 कभी भी नहीं था । रविवार को भास्कर पहले भी रू. 3.00 था और अब भी रू. 3.00 है सप्ताह के शेष छ: दिनों में केवल शनिवार एवं बुधवार को रू. 3.00 था और बाकी चार दिन रू. 2.00 था जो कि अब पूरे छ: दिन रू. 2.00 का है। जबकि पत्रिका ने रू. 2.00 मूल्य से 26 दिसम्बर 2009 को जबलपुर में अखबार लांच किया एवं आनन-फानन में तीन-चार दिनों बाद मूल्य रू. 1.50 कर दिया। पत्रिका अब रू. 38.50 मूल्य प्रतिमाह में जबलपुर में बेचा जा रहा है नाकि रू. 40.00 प्रतिमाह में जिस हेतु पत्रिका रोज विज्ञापन प्रकाशित कर रहा है।

  2. डी.बी.स्टार का प्रकाशन भास्कर प्रबंधन द्वारा आनन-फानन में नहीं किया गया जबकि इसका डमी प्रकाशन 15 दिनों तक नियमित निकाला गया एवं इसके प्रकाशन से एक माह पूर्व तक स्टाफ द्वारा पूर्ण तैयारी के साथ 24 दिसम्बर 2009 को किया गया। जबकि पत्रिका ने डीबी स्टार के जवाब में पत्रिका नैनो का प्रकाशन कर रहा है।

  3. पत्रिका अपने जबलपुर लांच के प्रथम दिन जो कि 26.12.2009 से हॉकरों को अपनी प्रतियॉं जबरजस्ती दे रहा है जो कि हॉकर रद्दी में बेच रहे हैं एवं पत्रिका आज दिनॉंक 20.01.2010 तक भी हॉकरों को मुफ्त में प्रतियॉं दे रहा है।

  4. पत्रिका के जबलपुर में लांच होने के बाद दैनिक भास्कर का सकुZलेशन बढ़ गया है जबकि पत्रिका का सकुZलेशन 10 से 12 हजार प्रतियॉं रोजना के बीच है।

मैं जबलपुर शहर से प्रकाशित हिन्दी समाचार पत्रों का नियमित वाचक हूं एवं प्रिंट मीडिया से जुड़ी खबरों में विशेष रुचि रखता हूं, इसलिये उपरोक्त सच्चाई से आपको अवगत कराना जरूरी समझता हूं ताकि आपके वेबसाइट द्वारा लोगों को भ्रमित जानकारी ना होवे।

धन्यवाद,

मुकेश कनौजिया

Advertisement. Scroll to continue reading.

जबलपुर


Click to comment

0 Comments

  1. Devendra

    January 21, 2010 at 1:25 pm

    kanaujiya saheb Ghar me koi kaam nahi hei kya. jo patrika ke sarculation ki jaankar bdi jimmedari se publish karwane ke liye yashwant ji ko letter likha hei. Are ye to midea hei 2 saando ki ladaei me kahaan uljhe ho. apna kaam dhaam dekho bhai.

  2. rajiv ji

    January 21, 2010 at 5:18 am

    mukesh ji
    bahut bahut dhanyawad,
    lagta hai samachar patra ke samuh apni pratidavandtaa ka media mei galat estemaal karte hai
    aapne sahi jankari de kar do akhbaaro ke beech anayashyak tool ko samapt karne ka pryas kiya hai
    sayad bhadas par yashvant ji gosip dalne mei adhok vishvas rakhne lag gaye hai..
    ek samachar ki JAGRAN-BHASKAR KYA JAANE JOURNALISM mei kahi bhi en dono akhbaaro kaa ulekh nahi hai..sirf GHANDHIJI par sara article kendrit hai..
    thanks

  3. vikrant

    January 21, 2010 at 5:21 am

    tnx mukesh gud and truth information

  4. sushil kaushik

    January 21, 2010 at 6:03 am

    yashwant ji Mukesh Kanaujya ne Bhaskar se kitna peisa liya hei. Lagta hei Kanaujiya jaankar hone ke sath hi bade Chalak kism ke lag rahe. Itni thos baaten to shayad Bhaskarwale bhi nahi kar payenge. Patrika ki Copy 10-12 hazaar bata rahe hei. lekin bhaskar ki kitani hei ye nahi bataya.

  5. suny kumar

    January 21, 2010 at 6:27 am

    wah kanaujiya saheb Apka jouralknowllege to Bhaskr ke Adhikariyon se bhi behtar hei.yashwant ji inki Jaankari aur bhadas ko likhne ki jimmedari ke liye Inaam dena chahiye.

  6. UPDESH AWASTHEE

    January 21, 2010 at 9:46 am

    इतनी जल्दी क्या है सकुüलेशन प्रमाणित करने की। आडिट ब्यूरो ऑफ सकुüलेशन की सरप्राइज विजिट आने वाली है। जून से दिसबर तक क्या क्या हालात रहे सब सामने आ जाएगा।

  7. yash kumar

    January 21, 2010 at 3:00 pm

    mukesh ji Apka Ganit Achha hei pai-pai ka hisab jodkar bataya. ghar ka hissab bhi aise hi rakhte ho. kya bhaskar se Ganit Fit karke likha hei. Ya fir Bhaskar ke liye kaam karte ho.

  8. KANPUR

    January 21, 2010 at 3:25 pm

    tnx mukesh gud and truth information

    because unka to bhopal me bhi prati din ki raddi 25-30 hazaar hoti hai jo bade hawkaro ke ghar par aaram se dekhi ja sakati hai.
    unka ek adikari to sabse bade center par bhaskar ke touch me hai jo baki anya center ki raddi karane me madad karta hai

  9. sanjeev tiwari

    January 21, 2010 at 3:57 pm

    mukesh bhai newspaper ke sarkulation me mat uljho.kewal news pado. samachar ka analsis karo. sarkulation ke liye sarkar dwara banaya gya sanstha ABC kaphi hai. thik hai bura mat manna ghar ka kam dham dekho jisse kalyan hoga.

  10. pradeep

    January 21, 2010 at 7:42 pm

    mukeshji itani likhapadi apane ghar, mohalle aur samaj v desh ke liye ki hoti to aapaki pratibha kam aati. …shayad mai galat hu vaise ye doddhup shayad apane ghar ke liye hi ki hai bhaskar managment aapako paisa de raha hoga ya fir vaha apana nam roashan kar managment ki nigah me aana chahate ho taki pramoshan mile! varana aaj ke dour me itana falatu aadami to maine aaj tak nahi dekha. kash mai bhi iotana falatu hota to jabalpur jakar aapako ek- ek dukan par le jakar ginava deta ki kitane hajar copiya bat rahi hai. ye bat jarur sahi hai ki kuchh khass log patrika ki copiyan dump karava ne me vishwas rakhate hai. muze pata hai vaha log mukt kant se patrika ki tarif kar rahe hai.

  11. vinay awsthi

    January 22, 2010 at 8:43 am

    Mukesh ji kyu Fate me Taang uljha rahe ho bhai…Ghar me kaamDham mhei ki nahi mere Bhai…Media ke hisab-kitab me kai log uljhe hue hei…is lene me dimag mat lagao bhai..ye to paglon ki duniya hei. isliye Aap to Chhote se Dimag par Jor mat daalo ghar grihathi me Mann lago to Apna bhala hoga ..

  12. Naresh Chandra

    January 22, 2010 at 9:25 am

    Sharm nain ai jhoot bolte

  13. Pradeep Kumar Rawat

    January 24, 2010 at 8:44 am

    Mukesh Je, Accha Kam Duda hai.Bhai Hum logo ko tauo poore maheeney Paseena bahana padata hai tab kahe jakar pagar ka intajam ho pata hai.Pagar kab milege eskee bhe koi garanti nahe.Ap ko to sirf es tipaane se he poorey saal bhar ka kota poora ho gaya. Bhai Mukesh Do Pagal Saado Ke Ladyee mai kyo Apna kacoomar banana chahatey ho.theek hai Ak S

  14. hemant acharya

    January 28, 2010 at 10:53 am

    Mukesh Jee, Likhne ke pahle jara apni to analysis karo. Bhaskar ka JBP ka director roj center par ghoom raha hai . Haalat aur haalaat nahi kharab hote to kya ye sambhav tha. Anargal pralaap band karo aur faltoo ke hiteshi mat bano. Sasbko pata hai ki patrika ke MP me aane se mahool me kya changes aaye hai.

  15. Wasim Bhai Paniwale

    January 28, 2010 at 10:57 am

    Mukesh G , Aap sapno me jeena chhodo . Jara haqeeqat se do char ho pahle phir kuch samajh me aayega. Bhaskar ke karmchari ho aap to aap ne thik hi likha hai. Par humari tarah pathak ho to galat.

  16. sachin dube

    January 30, 2010 at 7:04 am

    mukes ji. bhaskar ki pairokari karke aapne jabalpur satna ki public per jo joote mare hai bo bhaskar ke malik kailas aur rakes anek saalo se chala rahe hai.paise ke liye apne baap ko baap na samajhne wale inhi bhaiyo ne jabalpur me patrkarita ko gart me pahuchaya hai. eak samay ke kai samajhdar aur tejasvi patrakar aaj inhi haramiyo ki krapa se til til kar mar gaye.des me patrakarita ko randi jaisa dhanda banane ka puraskar agar diya jaye to shiromani visambhar agrwal ke yahi ladke honge.yaha ye jankari deni jaroori hai ki bhopal aur anyatra jo bhaskar chal raha hai wo dusra hai jabki jabalpur .satna shahdol ke malik ye doosre hai , ye unke nikat sambandhi leej per 2-3 edition liye hue hai. bhaskar ke naam ki malai khaa ker mahakausal ki patrakarita ka goo inhi kutto ne nikala hai .mujhe nahi pata ki patrika akhbar aage hai ya bhaskar. per mai chahta hoon ki in ghosit choro ki jagah jabalpur ke log ab doosro ko mauka de.

  17. Rahul

    February 4, 2010 at 1:22 pm

    Are mukeshji, kuch kaam dhandha nahi he kya, jo is circulation ke peeche pad gaye, are aapne bahut mahaan kaam kiya, jo din-raat ek karke apna khoon pasina bahakar ye sab figure collect kiya, kya baat he, are iske liye to aapko Bhaskarshree Award milna chahiye, jarur milna chahiye aapne kaam hi itna mahan kiya he, are yaar ek baat to batao, ye figure collect karne me apni kitni chappal or joote kurbaan kar diye he aapne, or kitne dino tak apne ghar nahi gaye, yaa phir aapki jeb me kitni Hari patti daali he bhaskar ne, are jara batao to… kya baat he….. wah… wah…. yaar mujhe pata he agar aap isi tarah mehnat se circulation ikathaa karte rahoge to bahut aage jaaoge, yaar ek baat batao aap kya sach much me ek-ek dukaan, ek-ek ghar gaye they, to phir aapne ghar ka kaam kisne kiya, boss itni mehnat kahi or ki hoti na to aapke liye aaj koi khabar likhta, yaar itni mehnat kisi or kaam me lagao jo khud ke or desh ke kaam aaye, yaar apna ghar-grahsthi sambhalo bhai, isme kuch nahi milega, dekho na, aapke is mahaan kaam ke liye kitne logo ne kitni acchi acchi badhaiyan bheji he….. JAI HO MUKESHJI KI

  18. mahendra

    February 5, 2010 at 5:53 pm

    apka lekh padkar spasth roop se lagta hai ki agar aap pathak hain to aapko kaise malum ki DB star ka 15 din pahle se taiyari ki gai itni ander ki baat to bhaskar ka employee hi bata sakta hai
    ye kyo na mana jaye ki aap yaha bhaskar management ka pratinidhitva kar rahe hain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

अपने मोबाइल पर भड़ास की खबरें पाएं. इसके लिए Telegram एप्प इंस्टाल कर यहां क्लिक करें : https://t.me/BhadasMedia

Advertisement

You May Also Like

Uncategorized

भड़ास4मीडिया डॉट कॉम तक अगर मीडिया जगत की कोई हलचल, सूचना, जानकारी पहुंचाना चाहते हैं तो आपका स्वागत है. इस पोर्टल के लिए भेजी...

Uncategorized

भड़ास4मीडिया का मकसद किसी भी मीडियाकर्मी या मीडिया संस्थान को नुकसान पहुंचाना कतई नहीं है। हम मीडिया के अंदर की गतिविधियों और हलचल-हालचाल को...

टीवी

विनोद कापड़ी-साक्षी जोशी की निजी तस्वीरें व निजी मेल इनकी मेल आईडी हैक करके पब्लिक डोमेन में डालने व प्रकाशित करने के प्रकरण में...

हलचल

[caption id="attachment_15260" align="alignleft"]बी4एम की मोबाइल सेवा की शुरुआत करते पत्रकार जरनैल सिंह.[/caption]मीडिया की खबरों का पर्याय बन चुका भड़ास4मीडिया (बी4एम) अब नए चरण में...

Advertisement