मेल के जरिए भड़ास4मीडिया को मिली जानकारी के अनुसार नई दुनिया के ग्रुप जीएम सेल्स प्रदीप झा कार्यमुक्त हो चुके हैं. वे नई दुनिया, भोपाल की लांचिंग टीम में रहे हैं. माना जा रहा है कि अखबार को अपेक्षित सफलता न मिलने के चलते प्रबंधन उनसे नाराज था. नई दुनिया ज्वाइन करने से पहले प्रदीप झा भास्कर के साथ सूरत में थे.
राजस्थान पत्रिका को जयपुर में एक झटका लगा है. इस अखबार के स्पेशल सेल में कार्यरत नीलेश कुमार के बारे में खबर मिली है कि उन्होंने इस्तीफा दे दिया है. सूत्रों का कहना है कि वे दैनिक जागरण, नोएडा ज्वाइन करेंगे. नीलेश कई अखबारों में काम कर चुके हैं.
नवभारत, मुंबई में कई लोगों की पदोन्नति मिली है. अब तक सिटी चीफ के रूप में कार्य कर रहे ब्रजमोहन पाण्डेय को सिटी एडिटर बना दिया गया है. श्री पाण्डेय नवभारत, मुंबई की शुरुवात के साथ ही इस अख़बार से जुड़े हैं. मूल रूप से उत्तर प्रदेश के बलिया के रहने वाले पाण्डेय नवभारत से पहले जनसत्ता में थे. इसके आलावा नवभारत के स्टाफ रिपोर्टर विजय सिंह कौशिक और सुरेन्द्र मिश्र को सीनियर रिपोर्टर बनाया गया है. विजय व सुरेन्द्र मंत्रालय बीट कवर करते हैं. साथ ही नवभारत प्रेस के एचआर मैनेजर ए श्रीनिवास को एजीएम बनाया गया है.
Comments on “प्रदीप कार्यमुक्त, नीलेश ने छोड़ा, नवभारत में प्रमोशन”
naveen ji,
main naidunia ke sabhi staff ko by name janta ju. Aur yeh bhi janta hu ki shyad pradeep ji ke sath kisi naveen ne kam nahi kiya hai. Aur shyad aap pradeep ji ko personal bhi nahi jante hai.. tabhi aap aisa bol rahe hai..
Vaise aap kaha kam kerte hai to apke bare main bhi maloom chal jayega…
nai dunia ka durbhagya hai.ki acchey log ja rahe hai.
rakesh ji aap mujhe aisi koi pradeep jha ki uplabdhi batayenge jisse mana jaye ki naidunia ka durbhagya hai
navin ji apki ab anand panday ji ke bare me kiya kehna hai.kiya inki bhi perfornens ………………………………………………………………………………………………….?
haan rakesh ji main aapki is baat se sehmat hu ki pandey ji ka jana durbhagya hai but pradeep jha ka jana koi durbhagya nhin hai
naveen ji, apne apne bare me rakesh ji ke prashn ka jawab nahi diya.mujhe yah padhkar dukh hua ki aap pradeep ji ko jane bina hi apni baat kah rahe hain.me sirf apko itna bata dun ki pradeep jha wah vyakti hai jisne naidunia ko mother town indore me punah sthapit kiya tatha pahli war us number par pahunchaya jo uske itihas me kabhi nahi tha. Saath hi khabar me yah correction karwana chahta hun ki pradeep jha naidunia se pahle surat me nahi balki ahmedabad me bhaskar ke gujarat state ke smd coordinator the. Naidunia ka Bhopal ki safalta/asafalta bahut sare pahluon se juda hai. Kya apne kabhi naidunia me ya pradeep jha ji ke sath kam kiya hai ?
i agree with the coments of shri Rajesh ji and rakesh ji, because i have worked with shri pradeep ji for 5 years and we never find any irregularity in working personally and professionaly. he always worked with ethics and never brought internal politics or ego in his working (both with managment and staff). he never left any negetive image at the centers where he worked. he is one of the jewell in the crown where he works.