देश के प्रतिष्ठित हस्ताक्षर एवं पत्रकार हरिवंश जी की अगुवाई में चलने वाला झारखंड प्रदेश का नंबर 1 हिन्दी दैनिक प्रभात खबर लगातार दो दिनों से झारखंड प्रदेश के महामहिम राज्यपाल के नाम के साथ खिलवाड़ कर रहा है. बड़ा सवाल यह है कि क्या नंबर एक अखबार के पत्रकारों को प्रदेश के राज्यपाल के सर्वविदित नाम ”एमओएच फारूख” की जानकारी नहीं है या फिर साजिशन नाम को बिगाड़कर छापा जा रहा है.
राज्यपाल का नाम प्रभात खबर में ”एमएचओ फारूख” लिखा जा रहा है, जो गलत है. सही है ‘एमओएच फारूख’. देखने में तो यह गलती छोटी है पर इतने बड़े अखबार में किसी आम व्यक्ति का नाम गलत छप जाए तो उसे माफ किया जा सकता है, लेकिन जब बात प्रदेश के महामहिम राज्यपाल के नाम से जुड़ी हो तो वह मामला खास हो जाता है. ऐसे मामलों में विशेष एहतियात बरतने की खास जरूरत होती हैं. लेकिन जिस प्रकार से जमशेदपुर के दो दिवसीय प्रवास में आये सूबे के राज्यपाल एमओएच फारूख से संबधित समाचारों में राज्यपाल के नाम को प्रभात खबर द्वारा लगातार दो दिन तक गलत प्रकाशित किया गया, वह आश्चर्यजनक है.


उम्मीद है प्रभात खबर के लोग इस तरफ ध्यान देंगे और भविष्य में ऐसी गड़बड़ी करने से बाज आएंगे.
Dharmendra Mishra
“Bharat Mitra” DailyNews Paper
09234600484












Subroto Adhikari.Sub editor of state tv news network
February 23, 2011 at 2:54 pm
prabhat kahbar jo no 1 hone ka dava karta hai uske aise galti maafi yoogy nahi hai, mujhe lagta hai k prabhat khabar ko aise galti k leya ek chaam patr prakasit kar iske pathko avam mahamahim se vyaktigat roop se maafi mangini chaheye.
Subroto Adhikari.Sub editor of state tv news network
February 23, 2011 at 2:55 pm
prabhat kahbar jo no 1 hone ka dava karta hai uske aise galti maafi yoogy nahi hai, mujhe lagta hai k prabhat khabar ko aise galti k leya ek chaam patr prakasit kar iske pathko avam mahamahim se vyaktigat roop se maafi mangini chaheye.
Vikash
February 23, 2011 at 2:56 pm
dharmendra g aap ki jagrukta se ye pata chalta hai k aaj bhi loog samachar patro ko dhayan se padte hai, iske leya aap ko dhanyebaad. halaki jharkhand main no1 ka dava karne wale prabaht khabar ke ya report dekh kar lagta hai k ya to prabhat khabar main proofe reader avam samanygyaan k jankaro k kami ho gaye hai ya phir prabhat khabar wale jharkhand k governor ka naam nahi jante agar aisa hai to ya ghoor afsoosjanak hai.
Partho
February 23, 2011 at 2:58 pm
harivansh g jaise pratisthit avam vidvaan sampadak k hote hue lagataar do deno se jharkhand k mahamahim rajypaal k naam ko vikrit roop se samachaar patra main chapa gaya jo k ek ucch star ke truti hai .
shalini
February 23, 2011 at 4:39 pm
प्रभात खबर के लिए गलतियाँ नई बात नहीं है. रांची में तो कम जमशेदपुर में तो हरेक पन्ने पर गलतियाँ हे रहती है. मजेदार बात ये है की जमशेदपुर प्रभात खबर में एक भी रेपोएर्टर को लिखना भी नहीं आता है वही सब एडिटर सुभान अल्लाह…
shristi rani
February 23, 2011 at 4:52 pm
dosro per anguli uthane se pahlr apne griban me jhakna chahiay
shristi rani
sub editor
eyevision news
sachin mishra
February 23, 2011 at 6:23 pm
prabhat khabar ko is galti ke liye mafi nama chapana chaihiye
aur tamam patrakar logo se yehi kah na chata hu ki galti to sab se hoti hai
iss mamle ko itna tul nahi de
अभिषेक
February 24, 2011 at 8:16 am
हर शाख पे उल्लू बैठा है…
rashbihari dubey
February 24, 2011 at 10:05 am
hariwansh ji shabdo ka khel khelte hain.wo rajyapal se nahi na le paye so naam galat kar de rahe hai.
narendra, kolkata
February 24, 2011 at 10:07 am
shalini jee parh likh kar dusron ko sikhayein to achha hai. apne pahli hi line mein ashudhiyon se shuruaat ki hai. apne gireban mein bhi jhankiye. prabhat khabar to patrakarita ke nit naye mandand sthapit kar raha hai. suraj par thookane se thook apne hi mukh par girta hai.
pawan
February 24, 2011 at 10:37 am
N0.1 hone ka dawakarne wale akhbar se logo ko kaphi umiden hoti hai, or jab mamla jharkhand kle rajp[al se judi ho to wo khas ho jata hai,kayee logo ne akhbar padha hoga lakin kisi ne kuch nahj kaha, yadi dharmendra jee ne yah aawaz uthaee hai to kya galat kiya or jab bat nikli hai to dur talak jaeygi hi janab,
pawan
ptrakar
bina
February 24, 2011 at 10:50 am
prabhat khabar koi top hai ka ki rajpal jaise permuk baykti ka nam ek bar nahi do-tin bar galat chhap diya. sampadak ka kar rahe thai ka u nko nahi dekhana tha ki rajpal je ka naam galat chhap raha hai. prabhat khabar ko mafi to magna hi chahiye esme kauno saram ki bat nahi galati kiya to mafi magne sl aadmi bada ho jata hai
bina
jamshedpur
bapi
February 24, 2011 at 1:18 pm
[b] aandolan ki bat karnewale ko kya jharkhand ke rajpal ke sahi nam ki jankari nahi, fir kaise loktantra ke chouthe stambh rakhwalo per bharosa kiya jay. ye to achha hai ki abhi tak jharkhand sarkar soee hai nahi to abtak prabhat khabar per sarkar dwara manhani ka mukdma derj ho gaya hota. aaise me prabhat khabar pariwar ko sarwjanik rup se mafi magna chahiey
bapi
jamshedpur
shalini singh
February 24, 2011 at 1:21 pm
doob maro prabhat khabar walo, chheeeeeeeeee
shalini singh
new delhi
shalini singh
February 24, 2011 at 1:24 pm
doob maro prabhat khabar walo chheeeeeeeeeeeeeeeeee
chheeeeeeeeeeeeeeeeeeee, chheeeeeeeeeeeeeeeeeee
shalini singh
new delhi
mediawale
February 24, 2011 at 7:04 pm
mauka mila hai chauka marne ka….soch raha hun main bhi maar lun…akhbaar ko thoda gariya dun…aur akhbaar me kaam karne wale ko gariya dun….par sochta hun….isse to akhbaar ki TRP hi badhegi….waise bhi film guru me abhishek bachchan ne kaha tha…jitni uchai par jaoge utni hi badnaami milegi….utna hi naam hoga…
R K Ranjan
February 28, 2011 at 1:00 pm
Galti Inshan se hi hoti hai,
aisa nahi hai ki yaha par jitne v log comment diye hai o galti nahi karte,