Connect with us

Hi, what are you looking for?

Local News Community

आवाजाही

मुझे रोजनामा सहारा मुंबई के एचओडी पद से हटाने की बात झूठ का पुलिंदा है : जावेद जमालुद्दीन

Dear Yashwant Ji,

Aap mujhe naam se janatee hain. 19 January 2016 ko Bhdas4media ke colum awajahi mein yeh news chapi hai kie Mujhe Roznama Sahara, Mumbai ke HOD ke pad se hatadiya gaya hai. yeh sach nahi balkie mein khud apne pad se istafa diya hai. yeh baat aap Sahara mein apne tor par confirm kar sakte hain.

Dar assal mujhe Delhi bulya jarah tha aur mein inkar karte hue Istafaa de diya hai. Doosri cheezien aap patta kar sakte hain mein filhaal Sahara meinhi hoon aur har Saturday mera article published ho raha hai.  Istafaa manzoor hone par aur koi Akhbar mein koshish kijayegi.

Mujhe hatane ki baat jhoot ka pulanda hai. Aap se umeed hai kie is samachar ko confirm kar lyeenge.

Thanks
Regards
Javed Jamaluddin
Editorial Head
Roznama Sahara,
Mumbai
09867647741

CosmoQuick: AI Recruitment For Media Jobs
Click to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

भड़ास लीगल टीम : Bhadas Legal Team

भड़ास मेल: [email protected]

Latest 100 भड़ास

विज्ञापन