Connect with us

Hi, what are you looking for?

Local News Community

प्रिंट

inext की कई यूनिटो में क्यों तूफान आया हुआ है?

Inext Allahabad, Varanasi, Bareilly aur Gorakhpur unit Mein tufan aaya hai…. Tufan koi aur nahi balki I next ke purane khiladi Shree Vishwanath Gokaran hai… Chahe Bareilly Ki unit Ho ya fir Allahabad, Gorakhpur, Koi aisa din na ho ki team ke kisi bhi sadasya ko ye force leave ya nikalne ke liye pressure na banate ho. In teen edtion ke incharge ko aksar mail ke jariye pressure banate rahte hai… is chkkar mein bareilly ke incharge se aaye din inki bahas hoti hai.

Gokran in edition Mein tamam kamiya nikalte hai.. Lekin apne unit ko kyun nahi dekhte.. Haal hi mein bareilly ke reporter aur desk incharge ke forc leave par bheje jaane ke mail par editorial incharge se phone par bahas ho gai. Ek dusre ko dekh lene tak Ki dhamki di gai hai. Gokaran bareilly unit ki kahani lagane mein jut gye hai..Gorkhpur ka bhi bura haal hai. Koi sathi incharge aur gokaran ke bartav se khus nahi hai.

Allahabad unit Mein bura hall hai. Aaye din editorial incharge aur sathiyon ke bich tanav bana rahta hai…Lekin company chupchap dekh rahi hai…kam se kam coordinator hi badal dete to bhi in teen edition ka kalyan ho jaata..

एक पत्रकार द्वारा भेजे गए पत्र पर आधारित.

CosmoQuick: AI Recruitment For Media Jobs
Click to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

भड़ास लीगल टीम : Bhadas Legal Team

भड़ास मेल: [email protected]

Latest 100 भड़ास

विज्ञापन